Large Category

Kya Husn-E-Ifteqar Hai Yaad-E-Hussain Mein

Kya husn-e-ifteqar hai yaad-e-Hussain (radi Allahu ‘anhu) mein, Har ashq ek bahaar hai yaad-e-Hussain (radi Allahu ‘anhu) mein Darbar-e-Mustafa ki fazeelat na poochhiye, Insaan ka waqaar hai yaad-e-Hussain (radi Allahu ‘anhu) mein Har ashq kalma parhte hain bar deen-e-Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Kya husn-e-yaadgaar hai yaad-e-Hussain (radi Allahu ‘anhu) mein Wallah sar ba sar hai wo iman ka sukoon, Jo qalb-e-beqaraar hai yaad-e-Hussain (radi Allahu ‘anhu) mein Dil zindagi mein kaise na ho khuld aashiyaan, Islam ki bahaar hai yaad-e-Hussain (radi Allahu ‘anhu) mein  

Karbala Vich Karbala Walayaan Nay

Karbala vich karbala walayaan nay, karbal nuun nazaara day chhaddya Zaynab (radi Allahu ‘anha) nay samnay akhiyaan day, akhiyaan da taara day chhaddya Hathh penda kalayjay oday nuun, jiss behn day veeran ttur jaanday Taqdeer nuun sughra (radi Allahu ‘anha) nay apna, chan veer pyara day chhaddya Sayyad nay aakhaya zaalimaan nuun, band kar lo bayshak paani nuun Assi apnay-an pyasay-aan bachay-aan nuun, kosar da kinara day chhaddya Shah abbaas (radi Allahu ‘anha) paani nuun tturyaa ay, o ja kay fayr na murrya ay Baazu katwaa kay nana ji , gulshan nuun sahara day chhaddya Sayyid (radi Allahu ‘anhu) ne khlo kay karbal vich, muun kar kay shehr madinay nuun Kehya, deen tayray nuun nana ji (salla Llahu ‘alayhi wa sallam), gharbaar he saara day chhaddya  

Karbala Ki Hai Yaad Aai

Karbala ki hai yaad aai, ab aashk bahaaney do suey huey pehlu mein sab dard jagaaney do Sughra (radi Allahu ‘anha) sey kahaa Shah (radi Allahu ‘anhu) ne, mat roko mujhe beti Deen lutatha hai Nana ka sar dey key bachaaney do Akbar (radi Allahu ‘anhu) ki shahadat par Sakeenah (radi Allahu ‘anha) sey kahaa Shah (radi Allahu ‘anhu) ne armaan ka yeh lashaah mujh ko hi lutaney do Qur’an mera dil hai Qur’an ki mein jaan hun Qur’an ko neyzay par Qur’an sunaaney do Fatimatu Zahrah (radi Allahu ‘anha) ka hai doodh piya mein ney is doodh ki Karbal mein ab laaj nibhaaney do  

Kya Deen E Mustafa Ko Jagaya Hussain Nay

Kya deen e Mustafa ko jagaya Hussain (radi Allahu ‘anhu) ne Karbal mayn sara kunbaa luttaaya Hussain (radi Allahu ‘anhu) nay Aisa namaaz e ishq ka sajda ataa kiya Sar ko jhukaa kay arsh hilaaya Hussain (radi Allahu ‘anhu) nay Dars e Tawhid day kay ghulaamon ko aap nay Kufr o shirk ki garr mittaaya Hussain (radi Allahu ‘anhu) nay Sajday mein sar kattaaya he parrh kar namaaz e ishq Nayzay pay charrh quraan sunaaya Hussain (radi Allahu ‘anhu) nay  

Kamli Wala Aa Gaya

Aashiqon khusiyan manaow Kamli wala (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aa gaya Rabb-e-sallim gun gunaao Kamli wala (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aa gaya Chehra-e-walfajr sey aur gaysuey wal-layl sey Dil ko aiinah banaao Kamli wala (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aa gaya Jhuk geya sajdey mey baitullah bhi ta’zeem ko Ab diyey dil ko jalaao Kamli wala (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aa gaya Gode main ley kar Halima Sadiyah (radi Allahu ‘anha) ne yuun kahaa ‘Azmatun key geet gaao Kamli wala (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aa gaya Jashn-e-Milaad-un-Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) main un key zikr-e-paak sey Najdioon par qehr dhaao Kamli wala (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)aa gaya Chaand suraj aur sitaro kehkashaan ard-o-falak Rowsh...

Karaam Maangtey Hain’ Ataa Maangtey Hain

Karaam maangtey hain’ ataa maangtey hain Madiine ko jaae’n du’aa maangtey hain Madiine ke waalii (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Madiine bulaa lo Madiine main thorhii jagah maangtey hain Hai shayr-e-Madiinah do’aalam seh pyaara Jo maskan banaa hai habiib khudaa ka Hain Ahl-e-Madiinah hamain jaan se pyaarey Madiinah Madiinah sadaa maangtey hain Jalaatii hain furqat ki kaalii ghataa’in Rulaatii hain taybah ki rangeen fazaa’in Dile muztarib ko kahaan chain aa’ey Madiine ki thandii hawaa maangtey hain Nabiyyon ke dulhaa habiib-e-khuda hain Woh sab ummtoon ke bane paishwa hain Zamaaney main un kii muhabbat ‘atta ho Pas-e-marg un ki shafaa maangtey hain Kalaam-e-khuda hai kalaam-e-Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Salaam-e-khudaa...