Ik baar Madine mein, ho jaey mere jaana Phir aur na kuch maangein, sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka diwana Pal Pal mera dil tarpe, din raat kare zaaari kab aoun Madine? kab aey meri baari? kab ja ge main dekhoun ga, darbaar woh shahaana? Is aas par jiita houn, ik roz bulaey ge aur gunbad-e-khazra ka, didar karaein ge phir pesh karru gaa main, ashiqo bhara nazrana Ik baar Madine mein ho jaey mera jaana Bechain nighahon ko dedaar ‘ata kar do, Daman mera kuch owse yaa shah-e-ummam barh do Abad Khuda rakhe aaqa tera maikana Itni si tamana hai, ho jaey agar puuri jaane ko madina main, ho jaey jo manzuuri bin diide ki aey shaahan, mar jaey na diwana Ik baar Madina mein ho jaey mera jaana Phir aur na kuch maange, sarkaar ka diwaana
Dee Hazrath e Bilal ne Kabe se jab sada Hayya ‘ala s-Salah, hayya ‘ala l-Falah Irshade Kibriya hai yeh Farmane Mustafa Hayya ‘ala s-Salah, hayya ‘ala l-Falah Paida huwe Rasool to Rehmat baras padhi Thi Arsh se zameen talak Noor ki jhadi Daee Haleema Goud me lekar jo chal padhi Beeamar oonthni me ajab jaan padh gayee Baade saba ne jhoom ke kanaun me yoon kaha Hayya ‘ala s-Salah, hayya ‘ala l-Falah Arshe Baree par Rab ne Bulaya Huzoor ko Jibraeel aye aur Jagaya Huzoor ko Haq ki raza ka jaam peelaya Huzoor ko Chalne lage to Rab ne bataya Huzoor ko Ummat se jaake kehna yehi tohfa hai mila Hayya ‘ala s-Salah, hayya ‘ala l-Falah Islam ke Alam ko uthaya Hussain ne Baatil ke agay sar na jhukaya Hussain kya cheez hai Namaaz bataya Hussain ne Sajde me ...
Ho gaey bazme jahan mey khwaar ham chahthay hai ik nazar Sarkar ham Ham buray hai ya balay jeysay bhi hai, aap key hai aey Shahe Abrar ham kasthi milath bhanwar main phans gaee, Ya Rasulullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) uthray paar ham Ab tho qismath mey andheyrey reh gaey, roshni key thay kabhi minaar ham ley gaey kirdar ki dolath aduw, ab hai khaali saahibe gafthaar ham aasi-wo-khaathi sahi leykin Hazoor, Aap ki ulfath say hai sarshaar ham ab na khali haath lowtein Ya Nabi, ho gaey hain haazre darbaar ham Ho gaey bazme jahan mey khwaar ham chahthay hai ik nazar Sarkar ham
Haq La ilaha illa Llah Aese kalme dei raaz niyazi ne Aese dubde behre tare ne Sanu daseya Habeeb pyare ne Haq La ilaha illa Llah Do laal Madine ooh aye ne Bibi Fatima dei oe jaye nei Jibriel ne goad khidaye ne Haq La ilaha illa Llah Bina zikar howe manzori na Dar baar hazoor hazoori na Bin rehbar paindi pori na Haq La ilaha illa Llah Bina tail dei diwa balda na Bina pani oo botha phal da na Bina murshid rah lab da na Haq La ilaha illa Llah Is kalme dei harf ne chaar miyaan Jiywein chaar Nabi dei yaar miyaaan oo jine ditthi aa kufar noun haar miyaan Haq La ilaha illa Llah Niza waqt kalma naseeb kare Mera shafa’a apna Habeeb kare Meri qabbar Madine kareeb kare (AMEEN) Haq La ilaha illa Llah
Hasbi Rabbi jalla Llah Ma fi Qalbi Ghair Allah Awwal -o- Aakhir, hai Allah Zahir -o- Batin, hai Allah Noor e Muhammad, salla Llahu La ilaha illa Allahu La ilaha illa Allahu Kisi Nay poochha keh jannat kee koi qeemat hay kia To Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) nay kaha keh La ilaha illa Allahu La ilaha illa Allahu La ilaha illa Allahu illallahu, illallah, illallahu illallah La ilaha illa Llahu Muhammad ur-Rasula Llah salla Llahu ‘alayhi wa sallam
har dum ho mera vird Madina hi Madina bas yaad teri dil me rahe roz-o-shabina wo lamha wo din aur wo aajaye mahina phir kash tadapta huva pahunchu mai madina sina ho Madina mera sina so Madina ban jaye mera dil teri ulfat ka khazina aaye noo-e-khuda noor bhari dil pe nazar ho ho noor se pur noor ye be noor nagina Sarkar tamanna hai yuhi umr basar ho bas teri mohabbat me ho marna jina saqi muhje jaam aaisa mohabbat ka pilade utre na kabhi iska nasha aai sha-e-madina tum khak-e-madina mere lashe pe chidakna phir malna kafan par jo mile un ka pasina ATTAR talab gaar hai bas unke karam ka lillah karam jane karam bahre madina