Khaliq ney apney Nuur ka, Jalwa dikha diyaa Sab Nuur ko Mila kay Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) bana diya Aagae Mustafa ki sawaari Apne ghar ko diyo sey saga loo Dey rahey hain farishtey salaami Tum duruudo ki maala banaa loo Aagae Mustafa ki sawaari Apne ghar ko diyo sey saga loo Apney mangto ko wo paaltey hain Wo bhala kis ko kab taaltey hain Sadqa Hasnain (radi Allahu ‘anhu) o Ghausul Waraa (rahimahu Llah) ka Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) meri jholi may daalo Aagae Mustafa ki sawaari Apne ghar ko diyo sey saga loo Ker kay Naato sey her so charaaga Youu manaaey gay jashney bahaara Aashiqo Aamad-e-Mustafa hay Deep Khushiyoo kay her suu jala lo Aagae Mustafa ki sawaari Apne ghar ko diyo sey saga loo Waqt chamkey ga aik din hamaarey Dekh lain gay wo dil...
Aagaii jag de vich bahaar Ban ke aaya kamli waala Nabiyaan da sardaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Kamli waala je na oanda, Rab vi na koii cheez banonda Sohne da ai sadqa banya ai saara sansaar Rab aakhe tun dilbar mera, mera sab kujh sohniyaan tera Meri har shei da mahbuba tu maalik mukhtaar Oganhaaro na ghabra-o! ral mil khushiyaan yaar mana-o Dukhiyaan de dukh wanddan waala agaya rab da yaar Kyun na geet nabi de gaayi-ai, kyunkar na milad manaayi-ai Kul nabiyaan da sarwar aaya sunniyaan da mantthaar! Chumke jaalyiaan seene laayi-ai, roze paak da darshan paayi-ai Ral mil challi-ai shehr madine aajaawe o waar Aahda-ai ashfaaqi challa, je karna-ai raazi allah Pharrh lei feir sohne da palla lag jaawain g apaar
meri qismat ko jaga do ya Rasool ek jhalak apni dikha do ya Rasool khwaab mein tashreef la kar aik baar deed ka sharbat pila do ya Rasool aa gaya beemaar aye mere tabeeb to shifaye kamila do ya Rasool umr bhar teri sana khwani karoon har rukawat ko hata do ya Rasool woh kabhi bhi uth nahi sakta jise tum nigaahon se gira do ya Rasool baksh dega har khata meri Khuda tum zara lab ko hilaa do ya Rasool umr isiaa kay sabab barbaad hai tum khatayein bakshwa do ya Rasool na kahoon tum se to phir kis se kahoon meri bigri ko bana do ya Rasool chaand ko ungli se mehd-e-paak mein jis taraf chaho jhuka do ya Rasool sooi mil jaye andhera bhi ho gar tum jo aa kar muskura do ya Rasool tum jo chaho to phira kar shams ko raat ko bhi din bana do ya Rasool ghair kay dar per mein jaoon kis liye jub talab se t...
Jalwa-e-Janaan, Jalwa-e-Janaan Jalwa-e-Janaan, Jalwa-e-Janaan Maula Yaa Salli Wa Sallim Da’aiman Abadan Ala Habibika Khairi Khlaqi Kulli’ini Maula Yaa Salli Wa Sallim Da’aiman Abadan Ala Habibika Khairi Khlaqi Kulli’ini Na Koi Aap Sa Ho Ga Na Koi Aap Jesa Tha Koi Yusaf Say Poochay Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ka Husn Kaisa Tha Zameen-o-Aasmaan Main Koi Bhi Misaal Na Mili Maula Yaa Salli Wa Sallim Da’aiman Abadan Ala Habibika Khairi Khlaqi Kulli’ini Daleel-e-Zindagi Wo Hain Kamaal-e-Bandagi Wo Hain Koi Bhi Daur Ho Us Main Meraj-e-Aadmi Wo Hain Wohi Toh Deen-o-Duniya Hai Jo Baatain Aap Nay Kahin Jalwa-e-Janaan, Jalwa-e-Janaan Jalwa-e-Janaan, Jalwa-e-Janaan Maula Yaa Salli Wa Sallim Da’aiman Abadan Ala Habibika Khairi Khlaqi Kull̵...
Mujh Ko Taiba Main Bula Lo Shah-E-Zamani Shah-E-Zamani Aka Maki Madani Dil Ki Hasrat Yeh Nikalo Shah-E-Zamani Nagar Nagar Aur Dagar Dagar Phirta Hoon Mara Mara Mujh Dukhiya Ka Is Duniya Main Koi Nahin Sahara Tumhi Senay Say Laga Lo Shah-E-Zamani Shah-E-Zamani Aqa Makki Madani Dil Ki Hasrat Yeh Nikalo Shah-E-Zamani Teri Ziarat Kay Hain Talib Kardo Duri Yeh Doori Humain Dikha Do Apna Jalwa Hasrat Ho Yeh Puri Chehra Noorani Dikhado Shah-E-Zamani Shah-E-Zamani Aka Maki Madani Dil Ki Hasrat Yeh Nikalo Shah-E-Zamani Rotay Rotay Omer Guzari Milan Ki Sham Na Aaee Kiya Mairay Aaka Aap Ko Mairee Ata Pasand Na Aaee Phir Kuoon Tum Nay Dair Lagaee Shah-E-Zamani Shah-E-Zamani Aqa Makki Madani Dil Ki Hasrat Yeh Nikalo Shah-E-Zamani Haryale Gunbat Ka Manzar Jannat Se Hai Pyara Kabay Ka Kaba Hai Roza Pyara...
Madine Ka Safar Hey Aur Mey Namdeda Namdeda Jabeen Afsurda Afsurda Qadam Laghzeda Laghzeda Chala Hoon Eik Mujrim Ki Tarha Mey Janib E Taiba Nazar Sharminda Sharminda Badan Larzeda Larzeda Kise Key Hath Ney Mujh Ko Sahara Dey Diya Warna Kahan Mey Aur Kahan Ye Rasty Pechida Pechida Kahan Mey Aur Kahan Us Roza E Aqdas Ka Nazara Nazar Us Samat uthte hey Magar Duzdeda Duzdeda Ghulaman E Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Dour Sey Pehchany Jaty Hein Dil E Girweda Girweda Sare Shoreda Shoreda Madine Jaa Key Hum Samjhy Taqadus Kis Ko Kehty Hein Hawa Pakeeza Pakeeza Faza Sanjida Sanjida Basarat Khoo Gai Lekin Basirat To Salamat Hey Madina Hum Ney Dekha Hey Magar Nadeda Nadeda Wohi Iqbal jis Ko Naaz Tha Kal Khush Mezaji Par Firaq E Taiba Mey Rehta Hey Aab Ranjida Ranjida Madine Ka Safar ...