Large Category

Naat Sunta Rahoon

Naat Sunta Rahoon Naat Parhta Rahoon Aankh Purnam Rahay Dil Machalta Rahay Najm-E-Naam-E-Muhammad Zuban Par Rahay Zikr Hota Rahay Saans Chalta Rahay Chorus Baisaharoon Ka Koi Sahara Nahin Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Kay Siwa To Guzara Nahin Unki Chasm-E-Karam Ho To Kuch Ghum Nahin Chahay Sara Zamana Badalta Rahay Chorus Ishq Ahmad Si Duniya Main Naimat Nahin Mal O Zar Ki Bhi Koi Haqiqat Nahin Badshaoon Say Behtar Bhikari Hai Woh Unkay Dar Pay Tukrhoon Pay Jo Palta Rahay Chorus Kiya Bhala Asakay Zindagi Kay Mazay Door Reh Kar Habib-E-Khuda Say Mujhay Uski Halat Karoon To Karoon Kia Biyan Har Ghari Jo Furkat Main Jalta Rahay Chorus Yeh Dua Hai Salamat Sada Ghum Rahay Ta Abad Rab Tais-E-Qayam Rahay Aatishay Ishq Har Dum Bharhakti Rahay Khoon Roota Rahoon Dil Pighalta Rahay C...

Mere Rab Kahan Par Nahi Hey

Mere Rab Kahan Par Nahi Hey Tu Teri Shan JalaJalala Hu Teri Zare Zare Mey Hey Namoo Teri Shan jallajalala Hu Teri Qudratoon Ka Shumar Kia Teri Wusatoon Ka Hisab Kia Tu Muhite Alam mey rang o Bu Teri Shan Jallajala Hu Tera Faiz Faize Amem ney Tu he Mera Rab E Karim Hey Mery Dil Mey Hey Teri Arzoo Teri Shan Jallajalala Hu Jise Chahey Tu Wo Aziz Hey Jisey Tu Na Chahy Zalil Hey Tery Hath Zilato Abroo Teri Shan Jallajala Hu Mery rab kahan Par Nahi Hey Tu Teri shan Jallajalal Hu Teri Zare Zare Mey Hey Namoo Teri Shan jallajalala Hu  

Mustafa Jaan-E-Rehmat Pay Lakhoon Salam

Mustafa Jaan-E-Rehmat Pay Lakhoon Salam Shama-E-Bazm-E-Hidayat Pay Lakhoon Salam Chorus Mehr-E-Charkh-E-Nabuwat Pay Raushan Durood Bhool-E-Baagh-E-Risalat Pay Lakhoon Salam Chorus Mujh Se Baikas Ki Daulat Pay Lakhoon Durood Mujh Se Baibas Ki Koowat Pay Lakhoon Salam Chorus Hum Ghariboon Kay Aaka Pay Behad Durood Hum Fakiroon Ki Sarwat Pay Lakhoon Salam Chorus Neethe Aankhoon Ki Sharm-O-Haya Par Durood Unchi Beeni Ki Rifat Pay Lakhoon Salam Chorus Syeda Zahida Tyaba Tahira Jaan-E-Ahmad Ki Rahat Pay Lakhoon Salam Chorus Unki Bala Sharafat Pay Aala Durood Unki Bala Siadat Pay Lakhoon Salam Chorus Kaash Mehshar Main Unki Aamad Ho Aur Kay Jay Sub Unki Shaukat Pay Lakhoon Salam Mujh Say Khidmat Kay Kudsi Kahain Ha Raza Mustafa Jaan-E-Rehmat Pay Lakhoon Salam Chorus  

Tu Kuja Man Kuja

Tu (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ameer-E-Haram Main Fakir-E-Ajam Tere Gun Aur Ye Lab Mein Talab Hi Talab Tu Ata Hi Ata Main Khata Hi Khata Tu Kuja Man Kuja Tu Kuja Man Kuja Tu Hai Ahram-E-Anwar Bandhay Huay Main Duroodon Ki Dastar Bandhay Huay Kaba-E-Ishq Tu Main Tere Charsu Tu Asr Main Dua Tu Kuja Man Kuja Maira Har Saans To Khoon Nichorhay Maira Tairee Rehmat Magar Dil Na Toorhay Maira Kasa-E-Zaat Hoon Tere Khairaat Hoon Tu Sakhi Main Gada Tu Kuja Man Kuja Tu Haqeequat Hai Main Sirf Ihsaas Hoon Tu Samandar Main Bhatki Hui Pyas Hoon Maira Ghar Khaak Par Aur Teri Reh Guzar Sidratul Muntaha Tu Kuja Man Kuja Dagmaga Hoon Jo Halaat Kay Samnay Aayay Tera Tasawr Mujhay Thamnay Mairee Khush Kismati Main Tera Umati Tu Jaza Main Raza Tu Kuja Man Kuja Duriaan Saamnay Say Jo Hathnay Lageen J...

Koi To Hai Jo Nizame Hasti

Koi to hai jo, nizaam-e-hasti chala raha hai, wohi khuda hai Dikhayi bhi jo na de nazar bhi Jo aa raha hai, wohi khuda hai wohi khuda hai, wohi khudaa hai wohi khuda hai.. Nazar bhi rakhe, samaatein bhi Woh jaan leta hai, neeatein bhi Jo khana-e-lashaoor mein jagmaga raha hai wohi khuda hai, wohi khudaa hai wohi khudaa hai, wohi khudaa hai Talash uss ko, na kar buttoun mein woh hai badalti hui ruttoun mein Jo din ko raat aur raat ko din bana raha hai, wohi khuda hai wohi khuda hai, wohi khudaa hai wohi khudaa hai… Koi to hai jo, nizaam-e-hasti chala raha hai, wohi khuda hai Dikhayi bhi jo na de nazar bhi Jo aa raha hai, wohi khuda hai wohi khuda hai, wohi khudaa hai wohi khuda hai.. Nazar bhi rakhe, samaatein bhi Woh jaan leta hai, neeatein bhi Jo khana-e-lashaoor mein jagmaga raha h...

Khuda Ka Ziker Karay

Khuda ka ziker karay, zikr-e-Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) na karay, (x 3) Hamaray moonh main woh aisi zubaan khuda na karay! (x 2) Darr-e-Rasool (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) pe aisa kabhi nahi dekha, (x 2) Koi sawaal karay aur WOH ata’a na karay! (x 2) Madina ja ke nikalna na shehar seh bahir, (x 2) Khuda na khwasta yeh zindagi wafa na karay! (x 2) Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ke qadmoun pe jis dum ghulam ka sir ho, (x 2) Kaza’a seh kehdo ke ik lamha bhi kaza’a na karay! (x 2) Aseer jis ko bana kar rakhein Madinay main, (x 2) Tamaam umar rihayi ki woh dua’a na karay! (x 2) Kaha Khuda ne shifa’at ki baat mehshar main, (x 2) Pehal habib karay koi doosra na karay! (x 2) Shaoor-e-Naat bhi ho aur zubaan bhi ho adeeb, (x 2) Wo...