Do jahaan ke waali (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka do jahaan pe saya hea Un ko to khuda ne un ki marzi se banaya hea Noori noori jalwe hean keise pyaare jalwe hean Chaand un ke jalwon ki bheek lene aaya hea Waduha ka chehra hea taaha ka sehra hea Un ke muskurane se zamana jagmagaya hea Toor pe kaha rab ne lantarani musa ko Lekin mere aaqa ko arsh pe bulaya hea Nabiyon ne salami di valiyon ne ghulami ki Sar pe un ke khaaliq ne taaj wo sajaya hea Lete hean dua’en wo karte hean jafa’en wo Seene se laga’en uss ko jiss ne bhi sitaya hea Barkaton ke rele hean nooyon ke mele hean Haleema teri kuttya mean koan muskuraya hea
yaa wajeehad deenee wal karamee wa halefal ilmee wal hikamee nabiyun nabiyun nabiyun nabi (2times) ya rasool allahee salamun alayk ya rafee’aa shanee wa darajee rasulun rasulun rasulun rasul(2 times) yaa wafeeyal ahadi wa deemaee waa hamidas sayi wa shiyami aminun aminun aminun amin(2 times) ya rasul allahee ya imdatanaa ya imaamal ambiyaa il umanaa khatimun khatimun khatimun khatimun(2 times) wal fakeedil mhadi muttarifun minhu bil lflaasi wal adami rahimun rahimun rahimun rahim(2 times) wa salaatulaahi khaaliqinaa tataghash-sha sayyidal umamee mustafa mustafa mustafa mustafa(2 times) ahmadal mukharee sayyidinaa addadal auraqi wad diyami kamilun kamilun kamilun kamil(2 times) khaira annal fadla muntaqabun min azimil fadli wal karamee karimun karimun karimun karim(2 times)
A is for Allah When you feel all alone in this world And there’s nobody to count your tears Just remember, no matter where you are Allah knows Allah knows . When you carrying a monster load And you wonder how far you can go With every step on that road that you take Allah knows Allah know CHORUS No matter what, inside or out There’s one thing of which there’s no doubt Allah knows Allah knows And whatever lies in the heavens and the earth Every star in this whole universe Allah knows Allah knows When you find that special someone Feel your whole life has barely begun You can walk on the moon, shout it to everyone Allah knows Allah knows When you gaze with love in your eyes Catch a glimpse of paradise And you see your child take the first breath of life Allah knows Allah kn...
Be khud kiye dete hain andaz hijabana Aa dil mey tujhe rakh loon aey jalw ae janana Kyun aankh mila’ee thi kyun aag laga’ee thi ab rukh ko chupa beyt-hay kar kay mujhay deewanah Jis ja nazar aathay ho sajday wahi kartha hoon iss say nahi kuch matlab kaba ho ya buth khana Ji chahta hey thofay mey dey doon mey unhin ankheyn darshan ka tho darshan ho nazranay ka nazrana Mey howsh howaas apnay iss baath pey kho beyt-ha hans kar jo kaha thu nay aaya mera deewanah Duniya mey mujhay thu nay gar apana banaya hey Mehshar mey bhi keh deyna yeh hey mera deewanah Ithna to karam karna aey nargis masthana Jab jaan labo par ho tum deed kara janana Baydam meri qismath mey sajday hey isi dar key choowta hey na choowtay ga sang dar jananah Ji chahta hey thofay mey dey doon mey unhin ankheyn dars...
Mujhe Taiba mein le jao Madina yaad aya hai, Madina yaad aya hai Mere Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ko bulwaao Madina yaad aya hai, Madina yaad aya hai Teri mehfil sajate hai tere ham geet gaate hai Sarre mehfil chale aao Madina yaad aya hai, Madina yaad aya hai Chale hai Kafile Taiba akela chor kar mujh ko Mujhe Taiba mein ponchao Madina yaad aya hai, Madina yaad aya hai Teri furkat ne mara hai teri rehmat sahara hai kareebe maarg houn aao Madina yaad aya hai, Madina yaad aya hai Meri mayiyat ko le jaao Madina Paak mein yaaro Mujhe Taiba mein dafnaao Madina yaad aya hai, Madina yaad aya hai Hoyi hai jaan ki dushman tere Tahir ki ye duniya Isse kamli mein chupaao Madina yaad aya hai, Madina yaad aya hai Ye Tahir tera dewana teri ummat ka khadim hai Mission is ka bhi pahlaao Ma...
Mujhay ataa koii naam hoga, issi tawaqqo pay ji raha huun Mayra bhi koii maqaam hoga, issi tawaqqo pay ji raha huun Madina e paak kay safar mayn wo marhalay aa-ayn gay yaqeenan Safar simatt kar dogaam hoga, issi tawaqqo pay ji raha huun Jahaan ghulamaan e mustafa kay hazaar haan qaafilay rukayn gay Wahaan mayra bhi qayaam hoga, issi tawaqqo pay ji raha huun Huzur ki bazm e khaas hogi huzur say arz e haal hogi Mujhay bhi izn e kalaam hoga, issi tawaqqo pay ji raha huun Huzur farma-ayn gay yay mujh say, hamayn bhi naatayn sunaaii ja-ayn Qaseedah gustar ghulaam hoga, issi tawaqqo pay ji raha huun