Large Category

Dunya Te Aya Koi Teri Na Misaal Da

Dunya Te Aya Koi Teri (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Na Misaal Da Mein Labke Le Awa Kitho Sona Tere Naal Da Soneya daroood bhejhe, Rabb teri zaat nu, mukh Tera noor wande, saare kainaat nu Shedaey zamaana, tere husnu jamaal da, Mein Labke Le Awa Kitho Sona Tere Naal Da Dunya Te Aya Koi Teri Na Misaal Da Makke reen waaleya, madine or waalea, kethe khaan walia nu, sinne laan waaleya Tere bina dighe anu, koina sambaal da Mein Labke Le Awa Kitho Sona Tere Naal Da Dunya Te Aya Koi Teri Na Misaal Da Terian te sifta daan, koiwi saamb nei, du te kithe tereaa, ghulama da jawab nahi. Hu raata i roob wande, abshii bilal da Mein Labke Le Awa Kitho Sona Tere Naal Da Dunya Te Aya Koi Teri Na Misaal Da Ho kapeya dewee tere, sacheya piyaara da, joondaye zahoori naa. laike tere yaaran da Golaye tera...

Milaad Ki Rattiya Dhoom Yay Thhi Ik Raaj Dulaara Aawat He

Milaad ki rattiya dhoom yay thhi ik raaj dulaara aawat he Lolaak ka sayhra sar so he wo ahmad pyaara aawat he Huron nay kaha jab bismillah! ghilmaan nay pukaara illal lah! Khud rab nay kaha masha allah mahbub hamaara aawat he Jibreel e amiin yay kehtay chalay eh arshiio tumray bhaag jagay Tazeem ko sab ho jaa-o kharray sardaar hamaara aawat he Yaseen ki chamak he daatan mayn taahaa ka karishma aanghan mayn Walfajr ka jalwa gaalan mayn wo arsh ka taara aawat he Maazaagh ka kajla nein bharay wa sh-shams ka battna mukh pay malay He meem ka gonghatt sayhray talay wo rab ka sanwwaara aaat he Dharti say milaa aafaq charrha mumtaaz yay ghal thha chaaron taraf Lo haq say milnay sallay ala sardaar hamaara aawat he  

Hawa Ki Khusboo Bata Rahi Hay

Hawa ki khusboo bata rahi hay, Woh zulf apni sajaa rahay hain Sawaari Tayba say chal parri hay, Huzuur (salla Llahu ‘alayhi wa salllam) tashreef laa rahay hain Aur kahee pay mehfil hay mehkashou ki, kahee pay mehfil hay dil jallou ki Ye kitnay khushbakht hain jo apnay Nabi ki mehfil saja rahay hain Na paas bhi ho tou suuna saawan, Woh jis pay raazi wohi suhaagan Jinhou nay pakra Nabi ka daaman, Unhi kay ghar jagmagaa rahay hain Habeeb-e-daawar ghareeb parwar Rasool-e-Akram karam kay payker Kissi ko der pay bula rahay hain, kissi kay khawaab may aa rahay hain May apnay Khair-ul-waraa kay sadqay, May Unki shaan-e-ata kay sadqay Bhara hay aybou say meray daaman, Huzuur phir bhi nibha rahay hain Bannay ga jaanay ka phir bahaana, kahay ga aaker koi dewaana Challo Niyaazi challay Madinay, ...

Hum Bhi Madina Jayenge

Hum bhi madina jayenge aaj nahi to kal sahi Aqa hame bulainge aaj nahi to kal sahi Galiyo me ghoom ghoom kar khak-e-Madina chum kar Naat-e-Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) sunaeinge aaj nahi to kal sahi hum ne to maan hi liya ke aap hai jaan-e-kainat najdi bhi maan jainge aaj nahi to kal sahi  

Teri Shaan Jalla Jalaluhu

Teri Zaat Paak Hai Aey Khuda Teri Shaan Jalla Jalaluhu Teri Zaat Paak Hai Aey Khuda Teri Shaan Jalla Jalaluhu Nahin Tujh Sa Koi Bhi Dusra Teri Shaan Jalla Jalaluhu Teri Zaat Paak Tera Zikr Hi To Namaaz Hai Teri Yaad Hi To Niyaz Hai Bari Sehal Hai Teri Bandagi Teri Shaan Jalla Jalaluhu Teri Zaat Paak Kabhi Mast Dekh Ke Phool Ko Kabhi Tere Husn Qubool Ko Yehi Keh Rahi Hai Kali, Kali Teri Shaan Jalla Jalaluhu Teri Zaat Paak Jis Se Chahey Hosh Mein Lae Tu Jis Se Chahey Mast Phirae Tu Tuhi Hosh Dey Tuhi Bekhudi Teri Shaan Jalla Jalaluhu Teri Zaat Paak Tere Hukm Se Jo Hawa Chali To Chitak Ke Boli Kali, Kali Hai Karim Tu Hai Rahim Tu Teri Shaan Jalla Jalaluhu Teri Zaat Paak Tera Daali, Daali Mein Wasf Hai Teri Pattey, Pattey Mein Hamd Hai Tera Ghunchey, Ghunchey Mein Rango Boo Teri Shaan Jalla Ja...

Noori Mukhra Te Zulfa’an Ne Kaliyan

Noori Mukhra Te Zulfa’an ne Kaliyan Rab Bhejda Durood’an Diyan Daaliyan Pyaar mere Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Da Seene Wich Howe Juggi Ek Rehn Layi Madine WIch Howe Banda Raj Raj Ke Chumme Fer Jaliyan Rab Bhejda Durood’an Diyan Daaliyan Noori Mukhra Te Zulfa’an ne Kaliyan Rab Bhejda Durood’an Diyan Daaliyan Beliya Huzoor Diyan Mehfila’n Sajaya Kar Din Raat Sohne Te Darood Tu Pounchaya Kar Ghar Rehn Giyan Sada Khush Haliya’n Rab Bhejda Durood’an Diyan Daaliyan Noori Mukhra Te Zulfa’an ne Kaliyan Rab Bhejda Durood’an Diyan Daaliyan Pak Qura’n Deyan Akhr’an Noon Wekh Lo Soorta’an No Wekho Ya Ke Sattran No Wekh Lo Jiven Aqa diyan Zulfa’an Ne Kaliya’an Rab Bhejda Durood’an Diyan Daali...