Meri Dharkan Mein Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Meri Saanson Mein Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Koi Guftugu Ho Lab Par Tera Naam Agaya Hai Teri Midha Kartay Kartay ye Maqaam Agaya Hai Meri Dharkan Mein Ya Nabi Meri Saanson Mein Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Dar-e-Mustafa Ka Manzar Meri Chasm-e-Tar Ke Andar Kabhi Subhu Agaya Hai Kabhi Shaam Agaya Hai Meri Dharkan Mein Ya Nabi Meri Saanson Mein Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ye Talab Thei Ambiya Ki Rukh-e-Mustafa Ko Dekhein Ye Namaz Ka Waseela Unhe Kaam Agaya Hai Meri Dharkan Mein Ya Nabi Meri Saanson Mein Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Do Jahan Ki Ne’matoon Se Tere Dar Se Jo Bhi Maanga Mere Daaman-e-Talab Mein Woh Tamaam Agaya Hai Meri Dharkan Mein Ya Nabi Meri Saanson Mein Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Jisse P...
Balaghal ‘ula bi kamalihi, kasha fadduja bijamalihi Hasunat jami’u khisaalihi sallu ‘alayhi wa aalihi Meyn buron say laakh bura sahi, magar un say he mayra waasta Meri laaj rakhna mere khuda, ye tayray habeeb ki baat hai Karuun tayray naam pay jaan fida, na bas eyk jaan do jahaan fida Do jahan say bhi nahiin ji bhara, karun kya karoron jahan nahiin Tayray zikr ki he yay barkatayn mayray bigray kam sanwar ga-ay Jahaan tayri yaad ho dilnasheen wahiin rahmaton ka nazool he Tayri deed jis sko naseeb he wo naseeb qaabil e deed he Tayra daykhna mayri eid he tayra rukh kalaam e majeed he Aaway karma wali fayr o gharii phira meyn madinay gali gali Fayr saadi wi howay haazri saaday waastay koii dua karay Ho daruud tujh pay bhi Aminah (radi Allahu ‘anha) tayray chaand par bhi...
Khus rawi achhi lagi na sarwari achhi lagi, Khus rawi achhi lagi na sarwari achhi lagi, Ham faqiron ko Madine ki gali achhi lagi, Ham faqiron ko Madine ki gali achhi lagi, Door thae to zindagi be rang thi be kaef thi, Door thae to zindagi be rang thi be kaef thi, Un kae kuche mae gayai to, Un kae kuche mae gayai to, Zindagi achhi lagi, Un kae kuche mae gayai to, Zindagi achhi lagi, Ham faqiron ko Madine ki gali achhi lagi, Ham faqiron ko Madine ki gali achhi lagi, Mae na ja unga ka hi be, Daar nabi ka chour kar, Mae na ja unga ka hi be, Daar nabi ka chour kar, Muj ko kuwe Mustafa ki, Muj ko kuwe Mustafa ki, Jha kari achhi lagi, Ham faqiron ko Madine ki gali achhi lagi, Naaz kar tu ae Halima sarwarae konane par, Naaz kar tu ae Halima sarwarae konane par, Ghar lagi achhi to teri, Ghar lagi a...
Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa, Anwaar Ka Alam Kya Hoga Har Koee Fida Hai Bin Dekhe, Deedaar Ka Alam Kya Hoga Ek Simt Ali Ek Simt Umar, Siddiq Idhar Uthmaan Udhar In Jug Mug Jug Mug Taraun May, Sarkaar Ka Alam Kya Hoga Jis Waqt Haleemah Ki Godi, Anwaare Khuda Say Raushan Thi Us Waqt Haleemah Daee Kay, Ghar Baar Ka Alam Kya Hoga Jab Inke Gada Bhar Detay Hain, Shahaanay Zamana Ki Jholi Mohtaaj Ka Jab Yeh Alam Ha, Mukhtaar Ka Alam Kya Hoga Chahay To Ishaaraun Say Apne, Kaya Hi Palat Day Duniya Ki Yeh Shaan Hai Unke Ghulamau’n Ki, Sardaar Ka Alam Kya Hoga Sun Sun Kay Sahaba Ki Batein, Kuffar Musalmaan Hotay Thay Phir Mere Rasool-E-Akram Ki, Guftaar Ka Alam Kya Hoga Taibah Say Hawaein Atee Hai Baikal Ko Sukoon Mil Jata Hai Iss Paar Ka Jab Yeh Alam Hai, Uss Paar Ka Alam Kya Hoga
Ishq ke rang me rang jaein jab afkaar to khulte hein ghulaamon pe wo asraar ke rehte hein wo tawseef sanaae shahe abraar me har lehzaa Guhar baar Warna Wo Sayyide Aale Nasabi han Wohi Ummi Laquabi Hashmi o Muttalabi o ‘Arabi o Farashi o Madani aur kahan hamse gunahgaar Ishq ke rang me rang jao mere yaar Aarzoo ye he ke ho qualb muattar wo mutahhar wo munawwar wo mujalla wo musaffa durehaalaa jo nazar aae kahin jalwaae roue shahe abraar Jin ke qadmon ki chamak chaand sitaaron me nazar aae jidhar se wo guzar jaae wohi raah chamak jae damak jae mahak jae bane rawnaque gulzaar Ishq ke rang me rang jao mere yaar Soung loun khushbue gesue Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) wo siya zulf nahin jis ke muquaabil ye banafsha ye suyunti ye chambeli ye gule laalaa o champaa ka nikhaar...
Kamli Wale Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) toun sadke mein jaa Kamli Wale Muhammad toun sadke mein jaa Jine Aa ge ghariba thi baan par lei Kamli Wale Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) toun sadke mein jaa Jine Aa ge ghariba thi baan par lei Meri bakhshish wasila Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) da naa Meri bakhshish wasila Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) da naa Jine Aa ge ghariba thi baan par lei Ode wajo koi duniya te pyara nahi Ode wajo koi duniya te pyara nahi Ode warga koi jag te sahara nahi Je na hownde Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) na hownda jaha Je na hownde Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) na hownda jaha Jine Aa ge ghariba thi baan par lei Laya badua nu sine kamal hoya Laya badua nu sine kamal ...