Darpesh ho taiba ka safar kaisa lage ga Guzrain jo wahan shaam o sehar kaisa lage ga Ae kash madine main mujhe maot youn aye Kadmoon main ho sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ke sar kaisa lage ga Ae pyare khuda dekhoon main sarkar ka jalwa Mil jaye dua to jo asar kaisa lage ga Allah (subhanahu wa ta’ala) karam aisa kare tujh peh jahan main Ae dawat-e-islami teri dhoom machi ho Aaqa ka ghada hoon ae jahanum tu bhi sun le Wo kaise jalle jo ke ghullam-e madni ho Ae kash main ban jaoon madine ka musafir Phir rothi huwi taiba ko baraat challi ho Jab door se hai itna haseen gumbad-e-hazra Iss paar ye aalum hai udhaar kaisa lage ga Aa jayen mere ghar main agar rehmat-e-aalim Main kesa lagoon ga mera ghar kesa lage ga Taiba ki saadath to youn pathe hain hazaroon Murshid ka saath h...
Waadi Waadi Basti Basti Deewano ka Naara Sohna Aaya Te Saj gaey ne Galiyan Bazaar Saani na Koi Mere Sohne Nabi Lajpaal Da Lab ke liyawan kithon Sohna Tere Naal Da Sohna Aaya Te Saj gaey ne Galiyan Bazaar Sohna Aaya Te Saj gaey ne Galiyan Bazaar Sohna Aaya Te Saj gaey ne Galiyan Bazaar Sohna Aaya Te Saj gaey ne Galiyan Bazaar Shaana’an Odhiyan Uchiyan Te Rutba Kamaal Da Lab ke Lia’awaan Kithon Sohna Tere Naal Da Sohna Aaya Te Saj gaey ne Galiyan Bazaar Sohna Aaya Te Saj gaey ne Galiyan Bazaar Kiun Na Sohne Diyan Sifta’an karan Main Dam Dam Odha Kiun na Zikar Karan Main Rab Ne Banaya Odha Rutba Kalam Da Lab ke Lia’awaan Kithon Sohna Tere Naal Da Sohna Aaya Te Saj gaey ne Galiyan Bazaar Sohna Aaya Te Saj gaey ne Galiyan Bazaar Sarkar ki Amad Marhaba Dildar Ki Amad Marh...
Khuda ki azmatain kya hay, Muhammad Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jaanay, Maqaam-e-mustafa kya hay, Muhammad ka khuda jaan nay. Sadaa karnaa, mayray bass may tha, maynay tho sadaa kardee, Wo kya dayngay, may kya loon ga, saheeh jaanay, gadaa jaanay Mayri mittee madeenay shehar ki, rah-nay bichaa day na, Kahaan lay-jaati hay mujhko, madeenay ki hawaa jaanay. Qabar da khawf daynday thay maynoo lokee daronday nay, Par uthay sarkaar nay aana, qabar jaanay nabi jaanay. Kahaa jibreel-e-nay sidra, talak mayri rasaaee thi, Hay kithnee manzilain aa-gay, nabi jaanay khuda jaanay. Madeenay haazri ki maangthay, rehna dua yaaro, Asar hoga naheen hoga, nabi jaanay khuda jaanay, Mujhay tho sur-huroor hona hay, aaqa ki nigaahon may, Zamaanay ka hay kya naasir, buraa jaanay balaa jaanay &nb...
Nabi ka Uncha Naam Nabi Ka Unchaa Naam Nabi ka Uncha Naam Nabi Ka Unchaa Naam Meri Kismat Jagane Ko Nabi ka naam Kaafi Hai Hazaron Gham Mitane Ko Nabi ka Naam Kaafi Hai Nabi ka Uncha Naam Nabi Ka Unchaa Naam Nabi ka Uncha Naam Nabi Ka Unchaa Naam Ghamon ki Dhoop Ho Ya Phir Hawayen Tez Chalti Hon Mere Iss Ashiyane Ko Nabi ka Naam Kaafi Hai Nabi ke Iss Deewane Ko Nabi Ka Naam Kaafi Hai Nabi ka Uncha Naam Nabi Ka Unchaa Naam Nabi ka Uncha Naam Nabi Ka Unchaa Naam Sulagti Aa’g Par Habshii ke Honton se Sada Aayi Meri Bigri Banane Ko Nabi ka Naam Kafi Hai Meri Bigri Banane Ko Nabi ka Naam Kafi Hai Nabi ka Uncha Naam Nabi Ka Unchaa Naam Khushi Ho Ya Koi Gham Ho Nabi Ka naam Leta Hon Khushi Ho Ya Koi Gham Ho Nabi Ka naam Leta Hon Ke Har ek Gham Mitane Ko Nabi ka Naam Kaafi Hai Jo Poocha Pyaa...
Ya Nabi Salaam Alaika, Ya Rasul Salaam Alaika, Ya Habib Salaam Alaika, Salawatullaah Alaika. Jashn-e-Milad un nabi hay, Noor ki chaadar tani hay, Roshani hi roshani hay, Har taraf yay doom machi hay. Ya Nabi Salaam Alaika, Ya Rasul Salaam Alaika, Ya Habib Salaam Alaika, Salawatullaah Alaika. Ya habeeb-e-rab-e-daawar, Azpa-ay Siddeeq-e-Akbar, Aur Umar Usmaan O Haydar, Chashmay baytar Do qalb-e-uzz par. Ya Nabi Salaam Alaika, Ya Rasul Salaam Alaika, Ya Habib Salaam Alaika, Salawatullaah Alaika. Rahmatal Lil Aalameena, Ho ataa aysa kareena, Daykh kar meetaa madina, Ishq-e-main patjaa ay seena. Ya Nabi Salaam Alaika, Ya Rasul Salaam Alaika, Ya Habib Salaam Alaika, Salawatullaah Alaika. Aakhari lamhay jab aa-ain, Kaash wo tashreef laa-ain, Apnay jalwon main gumaa-ain, Joom-e-kar ham gun gunaa-a...
Iss karam ka karoon shukr-e-kaysay adaa, Jo karam mujh pay mayray Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) nay kiyaa, May sajaata tha sarkaar-e-ki mehfilain, Mujhko har gham say Rabb nay baree kar diyaa. Lamha lamha hay mujh par nabi ki ataa, Dosto aur maangoo may maula say kya, Kya yay kam hay kay mayray khuda nay mujhay, Apnay mehboob ka ummati kar diyaa. Jo bhi aaya hay mehfil main sarkaar ki, Haazari mil gaee jiss ko darbaar-e-ki, Koee Siddeeq-e-farooq, usmaan huway, Aur kissee ko nabi nay ali kar diya Zikr-e-sarkaar ki hay bhari barkatain, Mil gaee raahatain, azmatain rif’atain, May gunahgaar tha, bay amal tha magar, Mustafa nay mujhay jannati kar diyaa. Mayray shaahay madina ki kya baat hay, Un ki dar say millee sab ko khairaat hay, Sadqay jaaon nay-yaazi main lajpaal kay, Har gada...