Share This Post

Manqabat

Yaarane Nabi hai Haq ke wali

Ashab-e Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) haq ke wali, ABu Bakr o Umar, Usman aur Ali.
ABu Bakr o Umar, Usman aur Ali

Ashab-e Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) haq ke wali, ABu Bakr o Umar, Usman aur Ali.
Yaarane Nabi mein sab se jali ABu Bakr o Umar, Usman aur Ali,
ABu Bakr o Umar, Usman aur Ali.

Woh sham-e Haram ke parwane, woh khatm-e Rasul ke deewane
Woh sham-e Haram ke parwane, woh khatm-e Rasul ke deewane hain jin se mehki deen ki kali
ABu Bakr o Umar, Usman aur Ali.

Ashab-e Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) haq ke wali, Bu Bakr o Umar, Usman aur Ali.
Yaarane Nabi mein sab se jali ABu Bakr o Umar, Usman aur Ali.
ABu Bakr o Umar, Usman aur Ali.

Islam ne jin ko ‘izzat di, islam ko quwat jin se mili

Iman ki riwayat jin se chali, ABu Bakr o Umar, Usman aur Ali.

Ashab-e Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) haq ke wali, ABu Bakr o Umar, Usman aur Ali.
Yaarane Nabi mein sab se jali Abu Bakr o Umar, Usman aur Ali,
Bu Bakr o Umar, Usman aur Ali.

Is nazam ki khusboo pehle gi, yeh khushboo har soo phailegi
Is nazam ki khusboo pehle gi, yeh khushboo har soo phailegi.
Goonje ga yeh nazam gali gali.
ABu Bakr o Umar, Usman aur Ali.

Ashab-e Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) haq ke wali, ABu Bakr o Umar, Usman aur Ali.
Yaarane Nabi mein sab se jali Abu Bakr o Umar, Usman aur Ali,
ABu Bakr o Umar, Usman aur Ali.

Hum rutba hain yaarane Nabi, hain kirne ke eik hi suraj ki

Charon se muhabbat hum ko dili
ABu Bakr o Umar, Usman aur Ali.

Ashab-e Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) haq ke wali, Bu Bakr o Umar, Usman aur Ali.
Yaarne Nabi mein sab se jali Bu Bakr o Umar, Usman aur Ali,
Bu Bakr o Umar, Usman aur Ali.

Aye Masjid-e Nabawi tu hi bata ashab ka halqa phoolon bara

Afzaliat lekin jin ko mili
ABu Bakr o Umar, Usman aur Ali.

Ashab-e Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) haq ke wali, ABu Bakr o Umar, Usman aur Ali.
Yaarane Nabi mein sab se jali ABu Bakr o Umar, Usman aur Ali,
Bu Bakr o Umar, Usman aur Ali.

Yeh katba Haram ki zeenat hain, yeh Lawh o Qalam ki zeenat hain

Likhe shah-e Nabi sab is ko jali
ABu Bakr o Umar, Usman aur Ali.

Ashab-e Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) haq ke wali, ABu Bakr o Umar, Usman aur Ali.
Yaarane Nabi mein sab se jali ABu Bakr o Umar, Usman aur Ali,
ABu Bakr o Umar, Usman aur Ali.

Woh sham-e Haram ke parwane, woh khatm-e Rasul ke deewane
Woh sham-e Haram ke parwane, woh khatm-e Rasul ke deewane hain jin se mehki (mangler et ord ved 5:03) kali Bu Bakr o Umar, Usman aur Ali.

Ashab-e Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) haq ke wali, ABu Bakr o Umar, Usman aur Ali.
Yaarne Nabi mein sab se jali ABu Bakr o Umar, Usman aur Ali,
ABu Bakr o Umar, Usman aur Ali.

Share This Post

Leave a Reply