Katle Hussain (radi Allahu ‘anhu) asal mein marge Yazeed hai
Islam zinda hota hai har karbala ke baad
Ohh Shimar leyin zalim kya zulm kiya tu ne
Pyasa hi gala kata Pani na diya tu ne
Laash ayi jab Asghar ki Maan kehne lagi roo ke
Pyasa ki gala kata pani na diya tu ne
Wo kis ke nawase hai bhoke hai ya pyase hai
Itna bhi na socha mardood zara tu ne
Sar apna kataya itni bhi parwa na ki tu ne batil ki
Saabhaas tujhe Ae hud kya kaam kiya tu ne
Mar kar bhi kabhie zalim aaram na paye ga
Baagh-e-ghul Ahmad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ko paamaan kiya tu ne