Main so jaoun Ya Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kehtey kehtey
Khulley aankh Salle Aala kehtey kehtey
Sitam pay Sitam seh gaey dushmano kay
Habeeb-e-Khuda, Ya Khuda kehtey kehtey
Main so jaoun Ya Mustafa kehtey kehtey
Khulley aankh Salle Aala kehtey kehtey
Guzarte thay kaantey bharrey raasto say
Rasul-e-Khuda, Marhaba kehtey kehte
Main so jaoun Ya Mustafa kehtey kehtey
Khulley aankh Salle Aala kehtey kehtey
Huwey surkhuru Aap her maarkey may
Faqat Rabbana, Rabbana kehtey kehtey
Main so jaoun Ya Mustafa kehtey kehtey
Khulley aankh Salle Aala kehtey kehtey
Shahe her do Aalam ne naam-e-jabee say
Bhara paet shukrey Khuda kehtey kehtey
Main so jaoun Ya Mustafa kehtey kehtey
Khulley aankh Salle Aala kehtey kehtey
Andheiroo may ham ne kiya hay ujaala
Aqeedat sey Noor-ul-Huda kehtey kehte
Main so jaoun Ya Mustafa kehtey kehte
Khulley aankh Salle Aala kehtey kehtey
Dilley muztarib ko qaraar aagya hay
Shabo roz Ya Mujtaba kehte kehte
Main so jaoun Ya Mustafa kehtey kehtey
Khulley aankh Salle Aala kehtey kehte
Museebat kay maaro kathan manzillo say
Guzer jaoo Ya Mustafa kehtey kehtey