Salli ‘ala Nabiyyina, salli ‘ala Muhammadin
Salli ‘ala Shafiyinna, salli ‘ala Muhammadin
Ham bhi Madine jaye gei ajj nahi to kal sahi
Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) hamme bulaye gei ajj nahi to kal sahi
Galiyoun mein ghum ghum kar Khakhe Madina chum kar
Nazroun se ham lagaye gei ajj nahi to kal sahi
Galiyoun mein jhum jhum kar khakhe Madina chum kar
Naatein Nabi suanein gei ajj nahi to kal sahi
Dekha jo Un ko baanethe main ne bhi bar ke shouk se
Daste ata ke samne daste talab barha diya
Aamade Mustafa hoyi roshan zamana ho geya
Jin ke Huzoor ho geye un ka zamana ho geya
Haal dil sunayein gei ajj nahi to kal sahi
Bighri apni banaye gei ajj nahi to kal sahi
Salli ‘ala Nabiyyina, salli ‘ala Muhammadin
Salli ‘ala Shafiyinna, salli ‘ala Muhammadin