Jis pe qurban hue shams o qamar ke jalwe wohi jalwe mere Sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ke dar ke jalwe jis ne damaan mein bhare unke karam ke moti uss se poche to koi unki nazar ke jalwe unke gesu ne hi rehmat ki ghatta chaayi hai unke abru mein hi do qiblon ki yakjaayi hai bhar de bh...
hanjuan nal ghusl dewan sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) de wedhe nun ik waar je wekh lawan dildar de wedhe nun jithe nur di kinmin hai jithe barish rahmat di Rab sukkan nai denda dildar de wedhe nun Rab arshan ton sutda phul apni rahmat de khusboo wal lutaunda ae dildar de wedhe nun dil...
Hamare Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam woh sab se pyare hamare dil mein basse hue hain Khuda bhi jin se hai pyar karta hai, hamare dil mein basse hue hain Hamare Aqa… Utha do parda dikha do chehra ke noori bari hijab mein hai Zamana tari ke ho raha hai ke mehr kab se niqab mein hai Ha...
Dunya Ke Ae Musafir Manzil Teri Qabar Hai Manzil Teri Qabar Hai, Manzil Teri Qabar Hai Tai Kar Raha Hai Jo Tu, Do Din Ka Yeh Safar Hai Manzil Teri Qabar Hai, Manzil Teri Qabar Hai Dunya Ke Ae Musafir……… Jab Se Bani Hai Dunya, Lakhon Karoron Aaaye Lakhon Karoron Aaaye Baki Raha Na Koi, Mitti Main Sab...
Dil mein Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki yaad ne, dera jama liya Saare ghamon mein aapke gham ne bacha liya Jab tak bike na the, to koi poochta na tha Sarkar ne khareed ke anmol kar diya diya Murshid tu ne dekh kar anmol kar diya Dunya mein tum ne, jab apna banaya hai Mehshar mein bhi ...
Apni rehmat ke samander mein utar jaane de Apni rehmat ke samander mein utar jaane de Be thikana hoon azal se mujhe ghar jaane de Apni rehmat ke samander mein utar jaane de Su e Bat-ha liye jaati hai hawa e Bat-ha Boo e Dunya mujhe ghumraha na kar jaane de Maut par meri shaheedon ko be rushk aega Ap...
Bari karim Teri zaat ya RasulaLlah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam Bari karim Teri zaat ya RasulaLlah Bari karim Teri zaat ya RasulaLlah Tere karam ki hai kya baat ya Rasula Llah Tere karam, tere karam, tere karam ki hai kya baat ya RasulaLlah Bari karim Teri zaat ya RasulaLlah x2 Bhari hai jho...
Awein ralde ne loki tere naal sohneya Tu ringda khaaq par aur arsh par unka khaas guzar Awein ralde ne loki tere naal sohneya (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Jadu tenu Rabb ne banaya be misaal sohneya Awein… Wekhen noun o sahnu wargah Par assi kadoun us mul de pathar laal de paa nayi wik...
Teri nahi misal koi Tu hai be misal Aey Rabb e Zul jalal Aey Rabb e Zul jalal Zarre ko aaftaab banana tera kamal Aey Rabb e Zul jalal hamd o sana Teri Tere mahboob ki karoun Tawfiq kar ata jiyoun main ya maroun Tere hi dhikre paak mein guzre yeh mah o saal Aey Rabb e Zul jalal aey Rabb e Zul jalal a...
Main hoon tera sawali, main hoon tera sawali. Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) tera sawali, maula tera sawali. Main hoon tera sawali, Aaqa tera sawali Sarkar Madine mein bula kyun nahi lete Damaan mein mujhe Apne chupa kyun nahin lete Main aun Madine meri auqaat nahi hai Sarkar bulalein to...
Allahu…. Allahu Allahu Allah, Allahu Allah Bigre sare kam bananda Allah eh Mareyan di gal bananda Allah eh Sareyan di gal bananda Allah eh Aey bakhtan de maareya yaad karoun Sute hoye lekh jaganda Allah eh Bigre sare kam bananda Allah eh Pathar de wich kireya noun fikr nayi Kyoun ke gar gar ri...
Ashab-e Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) haq ke wali, ABu Bakr o Umar, Usman aur Ali. ABu Bakr o Umar, Usman aur Ali Ashab-e Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) haq ke wali, ABu Bakr o Umar, Usman aur Ali. Yaarane Nabi mein sab se jali ABu Bakr o Umar, Usman aur Ali, ABu Bak...