Naat Sunta Rahoon Naat Parhta Rahoon Aankh Purnam Rahay Dil Machalta Rahay Najm-E-Naam-E-Muhammad Zuban Par Rahay Zikr Hota Rahay Saans Chalta Rahay Chorus Baisaharoon Ka Koi Sahara Nahin Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Kay Siwa To Guzara Nahin Unki Chasm-E-Karam Ho To Kuch Ghum Nahin ...
Mere Rab Kahan Par Nahi Hey Tu Teri Shan JalaJalala Hu Teri Zare Zare Mey Hey Namoo Teri Shan jallajalala Hu Teri Qudratoon Ka Shumar Kia Teri Wusatoon Ka Hisab Kia Tu Muhite Alam mey rang o Bu Teri Shan Jallajala Hu Tera Faiz Faize Amem ney Tu he Mera Rab E Karim Hey Mery Dil Mey Hey Teri Arzoo Ter...
Mustafa Jaan-E-Rehmat Pay Lakhoon Salam Shama-E-Bazm-E-Hidayat Pay Lakhoon Salam Chorus Mehr-E-Charkh-E-Nabuwat Pay Raushan Durood Bhool-E-Baagh-E-Risalat Pay Lakhoon Salam Chorus Mujh Se Baikas Ki Daulat Pay Lakhoon Durood Mujh Se Baibas Ki Koowat Pay Lakhoon Salam Chorus Hum Ghariboon Kay Aaka Pay...
Tu (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ameer-E-Haram Main Fakir-E-Ajam Tere Gun Aur Ye Lab Mein Talab Hi Talab Tu Ata Hi Ata Main Khata Hi Khata Tu Kuja Man Kuja Tu Kuja Man Kuja Tu Hai Ahram-E-Anwar Bandhay Huay Main Duroodon Ki Dastar Bandhay Huay Kaba-E-Ishq Tu Main Tere Charsu Tu Asr Main Dua ...
Koi to hai jo, nizaam-e-hasti chala raha hai, wohi khuda hai Dikhayi bhi jo na de nazar bhi Jo aa raha hai, wohi khuda hai wohi khuda hai, wohi khudaa hai wohi khuda hai.. Nazar bhi rakhe, samaatein bhi Woh jaan leta hai, neeatein bhi Jo khana-e-lashaoor mein jagmaga raha hai wohi khuda hai, wohi kh...
Khuda ka ziker karay, zikr-e-Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) na karay, (x 3) Hamaray moonh main woh aisi zubaan khuda na karay! (x 2) Darr-e-Rasool (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) pe aisa kabhi nahi dekha, (x 2) Koi sawaal karay aur WOH ata’a na karay! (x 2) Madina ja ke ni...
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) (x 4) Aap Shah-E-Umam Aap Khair-Ul-Wara Aap Sartaj-E-Paghumbaran-E-Khuda Aap Ki Donoon Alam Main Jalwa Garee Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Aap Khlq Laq-E-Alam Ke Hain Tarjuman Aap Arsh-E-Ilahi Ke Hain Razdan Aap Ghar-E-Hira Ki H...
Azal Ki Khushboo Ho jismein Pinhaa’n koi batae tu naam aisa wo naam-e-Ahmed (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ke phool barsein Bayan Aisa Kalam Aisa Azal Ki Khushboo Wohi Hai Qur’an wohi ha furqa’n wohi hai rab jiska hai sama khaa’n Farishte pardh pardh ke jhoomte hain Du...
Ral kushiya manao saray Allah nay karam kiya Ramazan mahina ayaa Ramazan mahina ayaa Aj hoya char chaferay oday noor day barsataan Hoya noor ta noori chanan Ramazan deya kya baatan Rehmat day lut lo khazanay Rab noori mei barsaya Ey noori mahina dekho hoyan noor deyan barsataan Farsha day ronak isde...
Ho karam Sarkar ab to ho gaey gham beshumaar jaan-o-dil thum par fida aey do jahan key taajdaar Mey akeyla aur maas’il zindagee key beshumaar Aap hi kuch kijiey na ey Shahey aali waqar yaad atha hey tawafe Khanaey Ka’ba mujhay aur lipatna multazam say waley khana bar bar sange aswad chuu...
Ik roze ho gaa jaanaa sarkar ki gali main, Ho ga khabi tikanaah sarkar (sallallahu alaihi wassalam) ki gali main, Ankhein tu dekhne ko pehley hi muztarib theen, Dil bhi huwaa ruwanaa sarkar (sallallahu alaihi wassalam) ki gali main, Go paas kuch nahi hai lekhan yaa dekh lay gaa, Ik din hamien zamaan...
ilahi aarzoo itni to kam se kam nikal jaye Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki chokhat pe mera dum nikaljai ilahi is se badkar aarzoo-e-dil nahi koi Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)samne ho aur mera dum nikaljai dam-e-aaqir Rasul Allah (salla Llahu ‘alayhi wa sal...