Masonry Category

Zahe Muqaddar Huzur-e-Haq Se Payam Aay

Zahe muqaddar huzur-e-haq se salaam aaya payam aaya Jhukao nazreen bichao palkeen adab ka aala maqam aaya Yeh kon sar se kafan lapetey chala hai ulfat ke raatey par Farishtey hairat se tak rahe hain yeh kon zi ehteram aaya Faza mein labbaik ki sadain za farsh ta aarsh goonjhti hain Har ek qurban ho ...

Hamd e Bari Ta-ala

Allah ho Allah Ho Allah Ho Allah Ho Qalb Ko Us Ki Royet ki Hey Arzoo Jis ka Jalwa Hey Alam Hey Har Char Soo Balky Khud Nafs Mey Hey Wo Subhana Ho Arsh Par Hey Magar Arsh Par Hey Magar Arsh Ko Justajo Allah Ho Allah Ho Allah Ho Allah Ho Arsh O Farsh O Zaman O Dehaq Aey Khuda Jis Taraf Dekhta Hoon Hey...

Pegham Saba Laye Hai Gulzar-e-Nabi Se

Pegham saba laye hai gulzar-e-Nabi (Salla Llahu ‘alayhi wa sallam) se aaya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se her aah gaye arsh pe ye aah ki kismat her ashk pe aik khuld hai her ashk ki qeemat tohfa ye mila hai sarkar-e-Nabi se ayaa hai bulawa mujhe darbare-Nabi se darbare-Nabi se bhaati nahi h...

Faaslaun Ko Takalluf Hai

Faaslaun ko takalluf hai hum se agar, hum bhi bay bus nahi, bay sahara nahi Khud Inhi ko pukarenge hum door se, raaste me agar paoon thak jaenge Jaise hi Sabz Gumbad nazar aega, bandagi ka qareenah badal jaega Sar jhuka ne ki fursat milegi kise, khud hi aankhaun se sajde se tapak jaenge Hum Madine m...

Zamino Zamaan Tumhare Liye

Zamino Zamaan tumhare (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) liye Makino Makan tumhare liye Chunino Chuna tumhare liye Bane do jahan tumhare liye Dahan me zuban tumhare liye Badan me hai Jaan tumhare liye Hum aye Yahan tumhare liye Uthe bhi Wahan tumhare liye Farishte Khidam Rasoole Hashm Tamame Umam...

Jannat Mein Lay Kar Jaey Ghi Chahat Rasool Ki

Jannat Mein lay kar jaey ghi Chahat Rasool (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki Kyun kar na meray dil mein ho Ulfat Rasool ki Jannat mein lay kay jaey Ghi Chahat Rasool ki Chalta hoon mein be Qafelay walo ruko zara Milnay do bus mujhay be Ijazat Rasool ki Phochay Jo Din-o-Iman Nakerain Qabr mein...

Saare Jag Nalo Lagdiyaan Changiya

Saare jag nalo lagdiyaan changiya Madine diyaan paak galiyan Raayan mehek jeevey, jannat diyaan kaliyaan Madiney diya paak galiyaan Saaaarey jag nalo lagdiyaan changiya Madiney diyan paak galiyaan Ena galiyaan tho tanman vaariye, Kariye sajdey, te shukar guzariye Ethe noor diyaan suchiyaan ne thaliy...

Bigri Bhi Banaeinge Jalwe Bhi Dekhaeinge

Bigri Bhi Banaeinge Jalwe Bhi dikhaeinge Ghabrao Na Deewano Sarkar Bolain Ge Hum masjid e Nabawi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) key Dekhy Ge Minaroon Ko Aur gumbad E Khazran key Purnoor nazaroon Ko Hum Ja Key Madina Phir Wapis Nahi Aay ge Mil Jay Ge Tabirein Eik Rooz To khawaboo Ki Gir Jay Ge...

Alif Allah – Sultan Bahu Kalam

Alif Allah Chambe De Booti Murshid Maan Mery Wich Lai Hoo Nafi Asbaat Da Paani Milya Har Ragey Har Jai Hooooo Andar Booti Mushk Machaya Jaan Phoolar Tey Aai Hooooo Jewy Murshid Kamil Bahoo Jey Booti Lai Hooooo Aey Tan Mera Chashma Howy Mey Murshid Wekh Na Raja Hooooo Loo Loo Dey Mood Lakh Lakh Chash...

Qadmoun Mein Bula lijiye,Ya Nabi Madine Mein

Qadmoun mein bula leejiye, Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Madine mein Kaash mein challa jaon, aaj he Madeenay mein Samnay jo aathi hai, muskura kay aathi hai Ehtraam kerthi hai, mauth bhi Madeenay mein Dosto dua ki jiye, pir mujh ko bula lein wo Hai meri dua, jaein aap sab Madinay mei...

Mujhe Bhi MADINAY Bulaa Mere Mowla

Mujhe bhi MADINAY bulaa mere mowla Hamay bhi MADINAY bula mere mowla Karam kee thajalee dikhaa mere mowla Sab pareay…. Hamay bhi MADINAY bula mere mowla Karam kee thajalee dikhaa mere mowla Mujhe bhi MADINAY bulaa mere mowla Karam kee thajalee dikhaa mere mowla Bohoth bay kararee kay alam main...

May so jaoo Ya MUSTAFA (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kehtey kehtey Khulley aankh Salli ‘ala kehtey kehtey

May so jaoo Ya MUSTAFA (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kehtey kehtey Khulley aankh Salli ‘ala kehtey kehtey Sitam pay Sitam seh gaey dushmano kay Habeeb-e-KHUDA, Ya KHUDA kehtey kehtey May so jaoo Ya MUSTAFA (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kehtey kehtey Khulley aankh Salli ‘a...