Ghosepaak

Sarkaar-e-Ghous-e-Azam nazr e karam khudara

Sarkaar-e-Ghous-e-Azam Nazr-e-Karam Khudara Mera Khaali Kaasa Bhar Do Mein Faqeer Hoon Tumhara Jholi Ko Meri Bhar Do Warna Kahe Gei Duniya Aisay Sakhi Ka Mangta Phirta Hai Maara Maara Sab Ka Koi Na Koi Duniya Mein Aasra Hai Mera Bajuz Tumharay Koi Nahin Sahara Ye Ata e Datstageeri Koi Mere Dil Se Pooche Wahi Aagaye Madad Ko Mene Jab Jaha (n) Pukara Maula Ali (radi Allahu ‘anhu) Sadqa Ibn e Ali Ka Sadqa Maula Ali Sadqa Khawaja Piya Maula Ali Ka Sadqa Ahmad Raza Ka Sadqa Maula Ali Ka Sadqa Ghanj e Shakar Ka Sadqa Maula Ali K Sadqa Data Piya Ka Sadqa Mere Laaj Rakhlo Ya Ghaus Me Fakir Hu(n) Tumhara

Sun Lo Eh Peeron Ke peer Gounsal Azam Dastageer

Sun lo eh peeron ke peer Gounsal Azam Dastageer Sun lo eh peeron ke peer Gounsal Azam Dastageer Badlo meri bhi takdeer, badlo meri bhi takdeer Gounsal Azam Dastageer Main hoon tumhare dar ka bikhari eh shahe baghdad, eh shahe baghdad Wasta tum ko pyare Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka sun lo meri faryaad, sun lo meri faryaad Thorro gardish kee zanjeer, Thorro gardish kee zanjeer Gounsal Azam Dastageer Sun lo eh peeron ke peer Gounsal Azam Dastageer Sun lo eh peeron ke peer Gounsal Azam Dastageer Dar se tum ne apne kisi mangte ko nahin hai taala, mangte ko nahin hai taala Aale-e-nabi ka sadka tum ne jholli mein hai daala, jholli mein he daala Barhe peer be nazeer, barhe peer be nazeer Gounsal Azam Dastageer Sun lo eh peeron ke peer Gounsal Azam Dastageer Sun lo eh peeron ke pee...

Pukaroo Shahe Jilaan Ko Pukaro

Pukaroooo Pukaroo Shahe Jilaan ko pukaro Badal jaye ghi Qismat be saharo Pukaroo Ye dar Mehbhoobe Subhnai ka dar hai Beqari ban ke aao Taajdaro Pukaro har gari ya Roosel Azam Guzaro zindagi bas youn guzaro Tumhari reeat hai bhere tarana Mori niyaan bhi mila paar utaro Ye zarre kochae Baghdaad ke hai Karo sajde yahan pei chaand taro Mori Jilaan takhaf un ka hai farmaan Na ghabrao zarra bhi gham ke maro