Hajj

Mujhe yaad ate hain Nabi Nabi

jo Nabi par nisaar hota hai woh barra purmkaar hota hai jo musalsal darood parhta hai usko bhi rab se pyaar hota hai miraaj ki shab hai noorani mehboob se hai milne ki gharri mujhe yaad aate hain Nabi Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jibril se maula ne yeh kaha tum jao Madine abhi abhi mujhe yaad aate hain Nabi Nabi buraq bahisht se le jao mehboob ko mere le ao mujhe yaad aate hain Nabi Nabi Jibril se rab ne farmaya khushboo se hawaein tar kar do hai arsh pe dekho dhoom machi mujhe yaad aate hain Nabi Nabi jab soorah e taha ki koi quran mein tilawat karta hai azaad mera dil ro ro kar tanhai mein aahein bharta hai mujhe yaad aate hain Nabi Nabi sahil ne safi ko pohncha di aur arsh ke zeene pohncha di bas itni tamanna hai tujh se Allah Madine pohncha de mujhe yaad aate hain Nabi Na...

Kabhe Da Ghulaf Kala

Kabhe da Ghulaf kala, duroun lehraye ni Mangho ni duoen moula sab nou bulaye ni Paak Madine diya shana ni sunawaan main Roze Paak dei nazare ki ki batawa main Othe Raab rehmaataan da meen barsaye ni Khane Kabhe hajji ja ke kar dei tuwafni nale hajji ronde naale chumde Ghulaaf ni Kabhe da khatab othe sonah mil jaye ni Aisi intezari wich umar guzari we Allah Jane kaddo ani aajezaan di wari ae Othe jayejithe dukh mukh jande ne sari nii  

Kamli Wale A’amil Mera Tarpe Hai Dil Gham Bulana

Kamli wale a’amil mera tarpe hai dil gham bulana Yaa Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)  main tera dewana Tu ne arshe muala pei ja kar aur a’azaboun se ummat pacha kar Saans sukh ka liya saair-e-Jannat kiya – Jawaana Yaa Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)  main tera dewana Tere dar pei main aya sawali chomoun Sabz-Gumbad ki main jali Main darood paraan seine Jali laga Sakhi Sultana Yaa Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)  main tera dewana Tere dar pei main aya sawali dena khair na moor na khali Main houn mangta tera tu hai daata mera khair pana Yaa Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)  main tera dewana Tere Ka’abe dei gird chofere lagaye Hajiaan chakkar batehre Sab tovaaf karan nale nafal paraan bosa laana Yaa Muhammad (s...

Kaa’be Pei Pari Jab Pehli Nazar

Kaa’be pei pari jab pehli nazar kya cheez hai Duniya bhul gayi Youn hosh-o-khard maflooj hote Dil zook-e-tamasha bhul gayi Ahsaas ke parde lehraye imaan ki haraarat teezi hoyi Sajdoun ki tarap Allah Allah sar apna sooda bhul geya Poncha jo Haram ki Chookhat tak aik ibre karam ne gheer liya baqi na raha phir hosh mujhe kya mangha aur kya kya bhul geya Jis waqt dua’a ko haat uthe yaad na saka jo socha tha Izhaar-e-aaqeedat ki dahan mei izhaar-e-tamana bhul geya Har waqt barasti hai hai rehmat kaa’be mein Jameel Alllah Allah Khaki houn main kitna bhul geya aati houn main kitna bhul geya  

Hum Tere Se Aisa Pyar Karte Hain

Sallallah ’ala Muhammad Hum tere se aisa pyar karte hain Hum sab jaante hain, Insaano mein tere jaisa koi nahin hain, Hum Sab Maante hain, Teri azmat ka hum ko aur Allah ko aisa yaqeen hai Tu hi Sadiq hai tu hi Amin hai Jaanta asmaan aur zameen hai Aey Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) tujhey salaam (4) Hum tere se aisa pyar karte hai Sallallah ’ala Muhammad (4) Ghaare Hira se jo nikli awaaz, Phaili jahan mein phir sach ki pukaar Zulmat ke but ko kiya pash pash, Insaan ka sab se bada rahnuma tu, Jahaan pe hai tere karam beshumaar Ghareebo ka saathi, yateemon ka baap, Be-qasson ka Sahara, sakhi be hisaab Khuda ki khudai ko samjhane wala Zalim ke seene pe hai-badd ka saaya Baaqi jahan ke liye sirf pyar Ham sab jaante hai, insaano mein tere jaisa koi nahin hai, Hum sab maante hai...

Haajiyo Aawo Shahenshah Ka Roza Dekho

Haajiyo aawo Shahenshah ka Roza dekho Kaaba to dekh chuke Kaabe ka Kaaba (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) dekho Rukhne Shaami se miti wah’shate shaame gurbat Ab Madine ko chalo subhe dil aaraa dekho Aabe Zam-Zam to piyaa khoob bujhaa-ee pyaase Aawo joode Shahe Kowsar ka bi darya dekho Zayre Mizaab mile khoob Karamke cheente Abre Rehmat ka yaha zowr barasnaa dekho Khoob aankho se lagaaya he Gilaafe Kaaba Kasre Mehboob ke parde ka bhi jalwah dekho Zeenate Kaaba me tha laakh arooso ka banaw Jalwa farma yaha kownain ka doolhaa dekho Dho chuka zulmate dil bosaa-e Sunge Aswad Khaak bosi-e-Madina ka bhi Rutbaa dekho Jum’ma-e Makkah tha Eid, Ahle Ibaadat keliye Mujrimo! Aawo yaha Eide Do Shamba dekho Raqse Bismilki bahaare to Minaa me dekhi Dil khonaa be Fishaa ka bhi Tarapna dekho Gowr se su...

Aanay Walo Yay To Bataao

Aanay walo yay to bataao shehr madina kesa he Sar un kay qadmon mayn rakh kar jukh kar jiina kesa he Gunbaday khazra kay sa-ay mayn beytth kay tum to aa-ay ho Uss sa-ay mayn Rabb kay aagay sajda karna kesa he Dil aankhayn or ruuh tumhari lagti heyn sehraab mujhay Dar pay un kay beytth kay zamzam piina kesa he Diiwano aankhon say tumharitna puuch to laynay do Waqt e dua rozay pay un kay aansu bahana kesa he Waqt e rukhsat dil ko apnay chhoarr wahaan tum aa-ay ho Yay batlaa-o ishrat un kay dar say bichharrna kesa he  

Zehre Saya Ae Ghumbad Raat Ka Basera Hai

Zehre saya ae Ghumbad raat ka basera hai Aur sunahri jali mein rohnama sawera hai Jab aja Madine mei hajioun ka dehra hai Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa salam) ke koche mein saailoun ka peera hai Kitni khuld manzar hai raat bhi Madine ki Aik zara ujala hai aik zara andhera hai Tahiroun ki jurmat mein wo kalas ka nazara Shama ko pathangoun ne har taraf se geera hai Meri khush naseebi par rashq aye Rizwan ko Mustafa agar keh dei ye Ghulam mera hai Kabar mein farishtoun se jab Nabi ne farmaya Jaao is ko sohne do ye Ghulam mera hai Raat bhi Madine ki din se kam nahi Ajmal Shaam bhi Madine ki khushnama saweera hai  

Kaabay Kay Dar Kay Saamnay Mangi Hai Dua Faqat

Ka’abay Kay Dar Kay Saamnay Maangee Hai Ye Dua Faqat Haathon Mein Hashar Tak Rahay Daaman-e-Mustafa Faqat Apnay Karam Say Ae Khuda Ishq-e-Rasool Kar Ataa Aakhree Dum Subaan Pay Ho Sallay A’la Sadaa Faqat Tayba Kee Sayr Ko Chalein Qadmon Mein Unki Jaan Dein Dafn Hoon Unkay Shehar Mein Hai Yehee Iltija Faqat Duniya Kee Saari Ne’ymatein Meri Nazar Mein Hainch Hoon Rakhnay Ko Sar Pay Gar Milay Na’lein-e-Mustafa Faqat Munkar Nakeer Qabar Mein Hum Say Sawaal Jab Karein Aisay Mein Wird Hum Rakhein Aap Kay Naam Ka Faqat Naza’a Kay Waqt Jab Meri Saanson Mein Intishaar Ho Meri Nazar Kay Saamnay Gumbad Ho Woh Hara Faqat Na’at-e-Rasool-e-Paak Hai Nazmi Ka Maqsad-e-Hayaat Qabr Mein Bhi Laboon Pay Ho Sarkaar Kee Sana Faqat  

Ishq Ke Rang Me Rang Jao Mere Yaar

Ishq ke rang me rang jaein jab afkaar to khulte hein ghulaamon pe wo asraar ke rehte hein wo tawseef sanaae shahe abraar me har lehzaa Guhar baar Warna Wo Sayyide Aale Nasabi han Wohi Ummi Laquabi Hashmi o Muttalabi o ‘Arabi o Farashi o Madani aur kahan hamse gunahgaar Ishq ke rang me rang jao mere yaar Aarzoo ye he ke ho qualb muattar wo mutahhar wo munawwar wo mujalla wo musaffa durehaalaa jo nazar aae kahin jalwaae roue shahe abraar Jin ke qadmon ki chamak chaand sitaaron me nazar aae jidhar se wo guzar jaae wohi raah chamak jae damak jae mahak jae bane rawnaque gulzaar Ishq ke rang me rang jao mere yaar Soung loun khushbue gesue Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) wo siya zulf nahin jis ke muquaabil ye banafsha ye suyunti ye chambeli ye gule laalaa o champaa ka nikhaar...

Oh mountains of makkah

Oh mountains of makkah Oh Mountains of Mecca, what can you say Of the day that Abraham passed your way And He was instructed by God to build A House of peace where people will pray And they will come on every lean Camel and out of every lean for the purpose of praising Allah to glorify Allah Oh Mountains of Mecca, what can you tell Of the day when stones from the sky fell Destroying an army determined to break The House of Allah that Abraham built Oh Mountains of Mecca, how was the dawn On the day that my Prophet Muhammad was born How did it feel knowing he was to be, the last and most beloved of all Rasul of Allah, Nabi of Allah Oh Mountains of Mecca, you were there When the Prophet Muhammad climbed down in despair Engraved in his heart were the words of his Lord To all of mankind this wa...