Madinah

NA HO AARAAM JIS BIMAAR KO SAARE ZAMAANE SE

NA HO AARAAM JIS BIMAAR KO SAARE ZAMAANE SE UTHAA LEJAAYE THORI KHAAK UNKE AASTAANE SE TUMHAARE DAR KE TUKRO SE PARAA PALTA HE EK AALAM GUZAARA SUB KA HOTAA HE USSI MUHTAAJ KHAANE SE SHAB-E-ASRA KE DOOLHA PAR NICHAAWAR HONE WAALI HE NAHEE TO KYA GARAZ THEE ITNI JAANO KI BANAANE SE NA KYU UNKI TARAF ALLAH SOU SOU PYAAR SE DEKHE JO APNI AANKHE MALTE HE TUMHAARE AASTAANE SE NA POHONCHE UNKE QADMO TUK NA KUCH HUSNE AMAL HI HE HASSAN KYA POOCHTE HO HUM GAYE GUZRE ZAMAANE SE  

Nah Kaleem Ka Tasawwur

nah kaleem ka tasawwur nah khiyaal-e-tur-e-sinaa meri aarzu Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) meri justuju Madinah main gadaae Mustafa  (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) hun meri azmatein nah poocho mujhe deykh kar jahannam ko bhi aa geya paseenah mujhe dushmano nah cherho mera koi hai jahaan main main abhi pukaar lun ga naheen dur hai Madinah main mareez-e-Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) hun mujhe cherho nah tabibo meri zindagi jo chaaho mujhe le chalo Madinah meray dubne main baqi nah koi kasar rahi thi kahaa “almadad Muhammad”  (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) tho ubhar geyaa safinah siwaa is ke meray dil mein koi aarzu nahein hai mujhe mowt bhi jo aaey tho ho saamne Madinah kabhi aey Shakeel dil se nah mite khiyaal-e-Ahmad (salla Llahu &#...

Nabi Kay Ishq Nay Jis Ko Haseen Banaaya Hay

Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kay ishq nay jis ko haseen banaaya hay Wohi Fareed, Wohi Data ban kay aaya hay Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kay ishq nay Jahaa kahee bhi kadam maira dagmagaaya hay Sahaara denay karam Aapka (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) he aaya hay Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kay ishq nay Sata sakkay gee na humko ye garmiy-e-Mehsher Hamaaray ser pay Habeebay KHUDA (S.A.W.W) ka saaya hay Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kay ishq nay Issi tamanna may jeeta hoo koi ye keh day Ya RASOOLALLAH (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Challo challo tumhay Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) nay bulaaya hay Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kay ishq nay Bura samajh kay jahaan nay jo tak diya jiss ko Tairey (sa...

Naiin Koii Oqaat Oganhaar Di

Naiin koii oqaat oganhaar di Jeho jaii wi haan mein haan sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) di Kyun phiraan mein mangtiyaan ton mangdi Mein te mangti haan khuda de yaar di Allah di sonh saani koii bhukh naiin Bhukhh hei te hei tere deedaar di Onaan nuun changi naiin lagdi koii shei Jhalk wekhi e jinna sarkaar di Koii sun ke khush naiin hunda na howe Gal karni e assaan sarkaar di Mehrbaanaa sohniyaa man mohniyaa Wekh ja haalat kade beemaar di Jo mili izzat niyaazi jag tay Mehrbaani hei ayh sab sarkaar di  

Ey Shahen Shahe Madina

Ey Shahen Shahe Madina As-salatu wa s-salam Zeenate ‘arshe mou’alla As-salatu wa s-salam Rabli habli ummati kehte houwe pehda houwe Rab ne farmaya ke bakhsha Asswalatou Wassalam Sarjouhka karba adaad ‘ishke Rasula Llah mein Kehraha hein har sitara Asswalatou Wassalam Mo’mino parte raho toum apne aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) par dourood Hein firishton ka wazifa Asswalatou Wassalam Jab firishte qabre mein jalwa dikhaein apka Ho zaban par pyare aaqa Asswalatou Wassalam Mein wo sunni houn jamile qadiri marne ke daad Mera lasha bhi kaheinga Asswalatou Wassalam Ey Shahen Shahe Madina As-salatu wa s-salam Zeenate ‘arshe mou’alla As-salatu wa s-salam

Mainu Majbooriyan The

Mainu Majbooriyan The Dooriyan Ne Maare Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Sadh Lo Madeene Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Karo Mehrubaniyan Dda Dda Haan Ghareeb Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Kol Mere Zar Nahin Uddhuke Main Kee Ven Aaavan Naal Mere Par Nahin Thu Saan The Hai Ddera Main thun Badi Dhoor Lalaya Ko(r)n Jaake Das Se Sho(r)nen Allah De Habeeb (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Noon Sadh Lo Do Vaare Utthe Dukiya Ghareeb Noon Mere The The Ddera Bad Naseebiyan Ne Paale Aa Jaake Kadhi Vekkan Sho(r)nen Gumbad Di Hariyan Liyan Pir Main Niyazi Chumma Roze Diyan Jaliyan Akkan Naal Niyazi Chumma Roze Diyan Jaaliyan Apna The Ro(r)na Saara Main Sheran Wich Sunaliya Tayba De Deedar Baajun Dil Nayyun Lag Dha Teer Hai Judayi Wala Nith Seene Wajdha Inna Sochan W...

Mujhko darpaish hai phir Mubarak safar

Mujko Fir Mubarak Safar Kaafla For Madine Ka Taiyyar Hai Nakiyo Nahi Ka Nahi Tosha Nahi Faqat Meri Jholi May Ashqo Ka Ithaar Hai. Jurm Isyan Pe Apne Lajata Hua, Aur Ashqe Nadamat Bahata Hua Teri Rehmat Pe Nazre Jamata Hua, Dar Pe Hazir Ye Tera Gunahgaar Hai Koi Sajdo Ki Saugat Hai Na Koi Sohzo Taqwa Mere Paas Sarkar Hai Chal Pada Hoo Madine Ki Janib Magar Haii Sar Par Gunaho Ka Ambar Hai. Mujrimo Ko Saha Bakswata Hai Ti Sari Ummat Ki Bigdi Banata Hai Tu Gam Ke Maaro Ko Seene Lagata Hai Tu Bekaso Gamzado Ka Tu Gamkhwar Hai Tera Shani Kahan Shah e Kono Makan, Mujsa Aashin Ummat May Hoga Kahan Tere Afwa Karam Shah e Do Jahan, Kya Koi Mujse Badhkar Bhi Haqdaar Hai. Thokare Darbadar Kab Talak Khaoo May, Fir Madine Muqaddar Se Kab Aaoo May Kash Qadmo May Sarkaar Mar Jaoo May, Ya Nabi Ye Tamnna e...

Madina Saaddi Jaan Ay

Madina saaddi jaan ay, Madina imaan ay Madina saaddi jaan ay, Madina imaan ay Do jag ton haseen ay, Madinay di zameen ay Madina saadda deen ay, Madina saaddi jaan ay Madinay di bahar ton, Tay Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) day har yaar ton Ay jind qurban ay, Madina saaddi jaan ay Madina sara nur ay, Nigawaan da saroor ay Dilaan da armaan ay, Madina saaddi jaan ay Tuun puchh quran ton, Tay puchh Rahman ton Madinay di ki shan ay, Madina saaddi jaan ay Dilaan nuun tarrpaawan di, Tay mast banawan di Madinay di azaan ay, Madina saaddi jaan ay Zameen o aasmaan da, Tay saaray hi janaahn da, Madina sultaan ay, Madina saaddi jaan ay Ay jag jo aabaad ay, Tay har koii shaad ay Madinay da ihsaan ay, Madina saaddi jaan ay Dardi is naat da, Tay saari gal baat da Madina unwaan ay, Madina saadd...

Mainu Sohne Ne Bulaya

Allah hu Allah hu Dil pawe chaliyaan Mainu Sohne (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ne bulaya main Madine chaliyaan Mainu karo ni teyaar, Gal pao pholaan dei haar Mainu millo waar-o-waar main Madine chaliyaan Haji chale nei Madine, agg parke mere seene Ais lagi hoyi agg noun bujaan chaliyaan Haji kar dei tawaaf nale chumde nei ghulaaf Main whi Ka’abe da ghulaaf houn chumman chaliyaan Khane Ka’abe dei minaar jithe lagi ae bahaar Ais lagi hoyi bahaar noun main wekhan chaliyaan Khane Ka’abe diyaan galiyaan jithe laya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ji ne taliyaan Ahnaan galiyaan da main bosaa lain chaliyaan Allah Hu Allah hu Dil pawe chaliyaan Mainu Sohne ne bulaya main Madine chaliyaan  

Madinah Deykhney Ki Aarazu Hai meray Seenay Mein

Madinah deykhney ki aarazu hai meray seenay mein Ilahi! woh ghadi aaey keh mein pohonchun Madiney mein Hai mukhda wa-Duhah ka, zulf hai wal-Layl ki Teri Ghulaab-o-mushk sey barh kar hai bu Teray paseenay mein Karein gey mujh sey aasi par bhi woh lutf ki baarish nah tha yeh qiyaas mein meray, nah tha meray qareeney mein Makeen-e-Ghunbad-e-Khazra! (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) bula lo Apney qadmon mein Teri doori key nishtar rowz-o-shab chubhtey hein seenay mein Hun baada-e-khwaar Abid aur mey khanah ho woh jis mein ho Saaqi, saaqi Kauser mazah aajaaey peenay mein  

Madine Ko Jaaen Yeh Jee Chahta Hai

Madine ko jaaen yeh jee chahta hai Muqaddar banae yeh jee chahta hai Madine ke Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) do alam ke Mawla Tere pas aein yeh jee chahta hai Jahaan dono alam hai mahu taman’na Wahaan sar jhukane ko jee chahta hai Dilaun se jo nikle Diyare Nabi me Sune woh sadein yeh jee chahta hai Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki batein Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki Sirat Sune aur sunae yeh jee chahta hai Dare Pak ke saamne dil ko thame Kare hum duain yeh jee chahta hai Pahunch jae behzaad jab hum Madine To khud ko na payein yeh jee chahta hai  

Madinay Bula Lo Madinay Key Waali

Madinay bula lo Madinay key waali (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Yeh peyghaam ley ja saba jatay jatay HaN peygham lana meri haazri ka Barahey karam mehrbaN atay atay Teray dar peh aauN mey ban kar sawli Rahey saamney Teray Rowzay ki jali GhareeboN key Mowla yateemoN key waali Bari deyr kar di bulatay bulatay Idhar bhi nighahey karam ho Khudara Kabhi to muqadar ka chamkey sitara Meri umr guzri Teri barghah mey DuaoN ka daman bichatey bichatey Mey Teri sakhawat peh qurbaan jaun Mey kyun na Teray Dar peh daman bichauN Teray haath thaktey nahi Kamli waley Karam key khazaney lutatey lutatey Muqdar mey meray bhi aysi gadi ho Fizaey Haram ho diyare Nabi ho Darey Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) peh meri haazri ho Nadamat keh ansuN bahatey bahatey Kabhi khanaey dil mey tashreef...