Milad

Aminah bibi ke gulshan mein ayi hai taza bahar

Aaye Aaqa Madani Aaqa Aaye Aaqa Madani Aaqa Mere Pyaare Pyaare Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Allah Allah Allah Allah Allah Allah Aaye Aaqa Madani Aaqa Aamina Bibi Ke Gulshan Mein Aayi Hai Taaza Bahaar Parhte Hain Sallalaho Wassalam Aaj Dar-O-Deewar Madani Allah Allah Allah Allah Baara Rabi Ul Awwal Ko Woh Aaya Rasool-e-Kareem Mahe-e-Nabuwat Mehr-e-Risalat Sahib-e-Khulq-e-Azeem Madani Allah Allah Allah Allah Pyaari Surat Hansta Chehra Moo Se Jhartay Phool Noor Saraapa Chaand Sa Chehra Haq Ka Pyaara Rasool Madani Allah Allah Allah Allah Jibreel Aaye Jhoola Jhulanay Lori De Zeeshan So Jaa So Jaa Rehmat-e-Alam Do Jug Ke Sultan Madani Allah Allah Allah Allah Awwal-O-Aakhir Sab Kuch Jaanay Deekhay Ba’eed-O-Qareeb Ghaib Ki Khabrein Dene Waala Allah Ka Woh Habeeb Madani Allah Al...

Tera Khaawan Te Tere Geet Gaawan Ya Rasoolallah

Tera Khaawa(N) Te Tere Geet Gaawa(N), Ya Rasoolallah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Tera Milaad May(N) Kyo(N) Na Manaawa, Ya Rasoolallah Halima Kulli Nu Vey Khe Kadi Sarkaar Nu Vey Khe Kavey May(N) Keri Sej Tere Lai Sajawaa(N), Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah, May(N) Kuch Vi Naee Jo Tere Naal Meri Koi Nisbat Naee Par May(N) Sab Kuch Haa(N) Je May(N) Tera Sadaawa(N), Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah, Jagaao Bhaag Merey Vi Abu Ayyub De Vaa(N)Goo(N) Par Muqaddar Os Da Kiththo(N) Ley Aa(N)Vaa(N), Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah, Mera Vi Dil Te Chah(N)Da Aey Tusi Merey Vi Ghar Aao Maana Ke Beamal Hu(N), Nihaayat Bura Hu(N) May(N) Lekin Huzoor Aap Ke Dar Ka Gada Hu(N) May(N) Aaqa, Mera Vi Dil Te Chah(N)Da Aey, Tusi Merey Vi Ghar Aao Par May(N) Kerey Maan Te Ghar Vich Bulaa(N)Waa(N), Ya Rasoolall...

Chamka Mahe Noor Ka Hilal

Bekaso se hai jinhe pyar wohi aaye hai Dono alam ke hai gamkhwar wohi aaye hai. Ya Rasoolallah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Merhaba Merhaba Ya Habiballah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Merhaba Merhaba Ek nazar asman pe daal merhaba, Chamka mah e noor ka Hilal merhaba. Zande lagao, galiya sajao Karlo charaga, ghar jagmagao Razi hoga Rabb-e-Zuljalal. Merhaba Mehfil sajao naate sunao Aaqa ki amad ki dhoome machao Rozo shab yahi ho apna haal. Merhaba Aashiq ke dil jagmagane lage hai Dekho zara muskurane lage hai Shahkar-e-Rabb-Zuljalal Merhaba Sadqa viladat ka jalwa dikha do Dil ki lagi abb to aaqa buja do Dikhla do apna abb jamal. Merhaba Judo sakahwat se adat tumhari Failaye daman khade hai bhikari Kar do karma Amena ke lal Merhaba Jame shahadat piya hai jinhone Ahle sunan ko...

Balaghal ‘ula bi kamalihi

Balaghal ‘ula bi kamalihi, kasha fadduja bijamalihi Hasunat jami’u khisaalihi sallu ‘alayhi wa aalihi Meyn buron say laakh bura sahi, magar un say he mayra waasta Meri laaj rakhna mere khuda, ye tayray habeeb ki baat hai Karuun tayray naam pay jaan fida, na bas eyk jaan do jahaan fida Do jahan say bhi nahiin ji bhara, karun kya karoron jahan nahiin Tayray zikr ki he yay barkatayn mayray bigray kam sanwar ga-ay Jahaan tayri yaad ho dilnasheen wahiin rahmaton ka nazool he Tayri deed jis sko naseeb he wo naseeb qaabil e deed he Tayra daykhna mayri eid he tayra rukh kalaam e majeed he Aaway karma wali fayr o gharii phira meyn madinay gali gali Fayr saadi wi howay haazri saaday waastay koii dua karay Ho daruud tujh pay bhi Aminah (radi Allahu ‘anha) tayray chaand par bhi...

Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa

Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa, Anwaar Ka Alam Kya Hoga Har Koee Fida Hai Bin Dekhe, Deedaar Ka Alam Kya Hoga Ek Simt Ali Ek Simt Umar, Siddiq Idhar Uthmaan Udhar In Jug Mug Jug Mug Taraun May, Sarkaar Ka Alam Kya Hoga Jis Waqt Haleemah Ki Godi, Anwaare Khuda Say Raushan Thi Us Waqt Haleemah Daee Kay, Ghar Baar Ka Alam Kya Hoga Jab Inke Gada Bhar Detay Hain, Shahaanay Zamana Ki Jholi Mohtaaj Ka Jab Yeh Alam Ha, Mukhtaar Ka Alam Kya Hoga Chahay To Ishaaraun Say Apne, Kaya Hi Palat Day Duniya Ki Yeh Shaan Hai Unke Ghulamau’n Ki, Sardaar Ka Alam Kya Hoga Sun Sun Kay Sahaba Ki Batein, Kuffar Musalmaan Hotay Thay Phir Mere Rasool-E-Akram Ki, Guftaar Ka Alam Kya Hoga Taibah Say Hawaein Atee Hai Baikal Ko Sukoon Mil Jata Hai Iss Paar Ka Jab Yeh Alam Hai, Uss Paar Ka Alam Kya Hoga  

Ishq Ke Rang Me Rang Jao Mere Yaar

Ishq ke rang me rang jaein jab afkaar to khulte hein ghulaamon pe wo asraar ke rehte hein wo tawseef sanaae shahe abraar me har lehzaa Guhar baar Warna Wo Sayyide Aale Nasabi han Wohi Ummi Laquabi Hashmi o Muttalabi o ‘Arabi o Farashi o Madani aur kahan hamse gunahgaar Ishq ke rang me rang jao mere yaar Aarzoo ye he ke ho qualb muattar wo mutahhar wo munawwar wo mujalla wo musaffa durehaalaa jo nazar aae kahin jalwaae roue shahe abraar Jin ke qadmon ki chamak chaand sitaaron me nazar aae jidhar se wo guzar jaae wohi raah chamak jae damak jae mahak jae bane rawnaque gulzaar Ishq ke rang me rang jao mere yaar Soung loun khushbue gesue Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) wo siya zulf nahin jis ke muquaabil ye banafsha ye suyunti ye chambeli ye gule laalaa o champaa ka nikhaar...

Kamli Wale Muhammad To Sadke Mein Jaa

Kamli Wale Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) toun sadke mein jaa Kamli Wale Muhammad toun sadke mein jaa Jine Aa ge ghariba thi baan par lei Kamli Wale Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) toun sadke mein jaa Jine Aa ge ghariba thi baan par lei Meri bakhshish wasila Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)  da naa Meri bakhshish wasila Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)  da naa Jine Aa ge ghariba thi baan par lei Ode wajo koi duniya te pyara nahi Ode wajo koi duniya te pyara nahi Ode warga koi jag te sahara nahi Je na hownde Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) na hownda jaha Je na hownde Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) na hownda jaha Jine Aa ge ghariba thi baan par lei Laya badua nu sine kamal hoya Laya badua nu sine kamal ...

Sohna Aaya Te Sajde Ne Galiyan Bazaar

Waadi Waadi Basti Basti Deewano ka Naara Sohna Aaya Te Saj gaey ne Galiyan Bazaar Saani na Koi Mere Sohne Nabi Lajpaal Da Lab ke liyawan kithon Sohna Tere Naal Da Sohna Aaya Te Saj gaey ne Galiyan Bazaar Sohna Aaya Te Saj gaey ne Galiyan Bazaar Sohna Aaya Te Saj gaey ne Galiyan Bazaar Sohna Aaya Te Saj gaey ne Galiyan Bazaar Shaana’an Odhiyan Uchiyan Te Rutba Kamaal Da Lab ke Lia’awaan Kithon Sohna Tere Naal Da Sohna Aaya Te Saj gaey ne Galiyan Bazaar Sohna Aaya Te Saj gaey ne Galiyan Bazaar Kiun Na Sohne Diyan Sifta’an karan Main Dam Dam Odha Kiun na Zikar Karan Main Rab Ne Banaya Odha Rutba Kalam Da Lab ke Lia’awaan Kithon Sohna Tere Naal Da Sohna Aaya Te Saj gaey ne Galiyan Bazaar Sohna Aaya Te Saj gaey ne Galiyan Bazaar Sarkar ki Amad Marhaba Dildar Ki Amad Marh...

Nabi ka Uncha Naam Nabi Ka Unchaa Naam

Nabi ka Uncha Naam Nabi Ka Unchaa Naam Nabi ka Uncha Naam Nabi Ka Unchaa Naam Meri Kismat Jagane Ko Nabi ka naam Kaafi Hai Hazaron Gham Mitane Ko Nabi ka Naam Kaafi Hai Nabi ka Uncha Naam Nabi Ka Unchaa Naam Nabi ka Uncha Naam Nabi Ka Unchaa Naam Ghamon ki Dhoop Ho Ya Phir Hawayen Tez Chalti Hon Mere Iss Ashiyane Ko Nabi ka Naam Kaafi Hai Nabi ke Iss Deewane Ko Nabi Ka Naam Kaafi Hai Nabi ka Uncha Naam Nabi Ka Unchaa Naam Nabi ka Uncha Naam Nabi Ka Unchaa Naam Sulagti Aa’g Par Habshii ke Honton se Sada Aayi Meri Bigri Banane Ko Nabi ka Naam Kafi Hai Meri Bigri Banane Ko Nabi ka Naam Kafi Hai Nabi ka Uncha Naam Nabi Ka Unchaa Naam Khushi Ho Ya Koi Gham Ho Nabi Ka naam Leta Hon Khushi Ho Ya Koi Gham Ho Nabi Ka naam Leta Hon Ke Har ek Gham Mitane Ko Nabi ka Naam Kaafi Hai Jo Poocha Pyaa...

Iss Karam Ka Karoon Shukr-e-Kaysay Adaa

Iss karam ka karoon shukr-e-kaysay adaa, Jo karam mujh pay mayray Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) nay kiyaa, May sajaata tha sarkaar-e-ki mehfilain, Mujhko har gham say Rabb nay baree kar diyaa. Lamha lamha hay mujh par nabi ki ataa, Dosto aur maangoo may maula say kya, Kya yay kam hay kay mayray khuda nay mujhay, Apnay mehboob ka ummati kar diyaa. Jo bhi aaya hay mehfil main sarkaar ki, Haazari mil gaee jiss ko darbaar-e-ki, Koee Siddeeq-e-farooq, usmaan huway, Aur kissee ko nabi nay ali kar diya Zikr-e-sarkaar ki hay bhari barkatain, Mil gaee raahatain, azmatain rif’atain, May gunahgaar tha, bay amal tha magar, Mustafa nay mujhay jannati kar diyaa. Mayray shaahay madina ki kya baat hay, Un ki dar say millee sab ko khairaat hay, Sadqay jaaon nay-yaazi main lajpaal kay, Har gada...

Nabi Ka Naam Kaafi Hai

Merey kismat jagaanay ko, Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka naam kaafi hay, Hazaaron gham mittaa nay ko, Nabi ka naam kaafi hay. Ghamo ki doop ho ya phir hawaa-ain tayz chaltee ho, Mayray iss aashiyaan nay ko, Nabi ka naam kaafi hay, Hazaaron gham mittaa nay ko, Nabi ka naam kaafi hay. Khushi ho ya koee gham ho, Nabi ka naam layta ho, Kay har ik gham bulaanay ko, Nabi ka naam kaafi hay, Hazaaron gham mittaa nay ko, Nabi ka naam kaafi hay. Nabi ka naam layta hoon, sukoon-e-qalb miltaa hay, Nabi kay iss deewaanay ko, Nabi ka naam kaafi hay, Hazaaron gham mittaa nay ko, Nabi ka naam kaafi hay. Jo poocha kamli waalay nay, kahaa siddeeq akbar nay, Mayray saaray garaanay ko, Nabi ka naam kaafi hay, Hazaaron gham mittaa nay ko, Nabi ka naam kaafi hay. Soolagti aag par habshi, kay hont...

Sahara Chaiye Sarkar Zindagi Ke Liye

Sahara Chahiyay Sarkar Zindagi Ke Liye Tarap Raha Hoon Madinay Ki Haazri Ke Liye Huzoor Aisa Koi Intizaam Ho Jaye Salaam Ke Liye Haazir Ghulam Ho Jaye Naseeb Walon Mein Mera Bhi Naam Ho Jaye Jo Zindagi Ki Madinay Mein Shaam Ho Jaye Mein Shaad Shaad Maronga Agar Dum-e-Aakhir Zubaan Pe Jaari Muhammad salla Llahu ‘alayhi wa sallam Ka Naam Ho Jaye Sahara Chahiyay Sarkar Zindagi Ke Liye Tarap Raha Hoon Madinay Ki Haazri Ke Liye Woh Bazm-e-Khaas Jo Darbaar-e-Aam Ho Jaye Umeed Hai Keh Hamara Salaam Ho Jaye Idher Bhi Ik Nigaah-e-Lutf-e-Aam Ho Jaye Ke Aashiqon Mein Hamara Bhi Naam Ho Jaye Tere Ghulam Ki Shaukat Jou Dekh Le Mehmood Abhi Ayaaz Ki Surat Ghulam ho Jaye Mein Qayal Aap Ke Rauzay Ka Hoon Woh Qayal Tur Kaleem Se Na Kissi Din Kalaam Ho Jaye Madinay Jaon Phir Aaon Dobara Phir Jaon Tama...