Milad

Aaj Muhammad Aye Moray Ghar

Aaj Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aye moray ghar Salli ‘alaa ki dhoom hai ghar ghar Ankhon mein maazagh ka surma Sar par taaj Warafa’na ka Husn-e-mujassam Allahu akbar Subh-e-azzal hai Mukhra un ka Shaam-e-awad hai Zulf ka saya Unse hua har qalb munawwar Mehndi lagaon ghar ko sajaon Main angan mein naachon gaaon Tann mann waaron Unke Charan par Aao sakhio mill kar gayein Apne Piya ka jashn manayein Salli ‘alaa ki dhoom hai ghar ghar Rim jhim barse noor ki barkha Aaya hai mi’raj ka Dulha Dharti aur aakaash se behtar Dosh pe youn Gesu lehraye Bheeni bheeni khusboo aye Rang-o-nighat saara manzar Amina Bi ka Raaj Dulara Kitna anokha kitna pyaara Chaand uttar aaya hai zameen par Ban ke shab-e-miraaj mein Dulha Pohnche jab aflaak pe Aaqa  (salla Llahu ...

Aa Gaye Sarkaar

Aa gaye Sarkaar  (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)main bismillah karan Nabian de Sardaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) main bismillah karan Aamina da Raajdulhara aagaya Khirr payi gulzaar main bismillah karaan Ji bismillah karaan Main bismillah karaan Aa gaye Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) main bismillah karan Nabian de Sardaar main bismillah karan Gowd wich leke Halima (radi Allahu ‘anha) ne keya Aaja mere Laal main bismillah karan Aa gaye Sarkaar main bismillah karan Nabian de Sardaar main bismillah karan Aakheya Rabb ne raat meraj di Aaja Mere Yaar main bismillah karan Aa gaye Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)main bismillah karan Nabian de Sardaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)main bismillah karan Eho dua mangda Baghdadi har wele Khwaa...

Dil Da Chain Qaraar

Dil da chain qaraar Tussi ho Dil da chain qaraar Tussi ho Dil da chain qaraar Tussi ho Sabhaan de Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Tussi ho Main ki dassan dunya kehndi Nabiyaan de Sardaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Tussi ho Meriyan sochaan de wich har damm Hor nahi Sarkaar  (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)Tussi ho Taade hondeyan kaadiyan fikraan? Maalik te Mukhtaar Tussi ho Aap di Aal da main haan kammi Mere baagh-o-bahaar tussi ho Jinna naal zia diyan izzataan Oh Aali Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) tussi ho Dil da chain qaraar Tussi ho Sabhaan de Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Tussi ho Dil da chain qaraar Tussi ho Dil da chain qaraar Tussi ho

Aaj Milaad-e-Nabi Hai

Aaj milaad-e-Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) hai, kya suhana noor hai, Aa gaya woh noor wala, jiska saara noor hai. Aankh walo aao dekho, mah-e-taiba ki ziya. Asmaan ke chand mein to, pheekha peekha noor hai. Tu na hota to na hota do jahaan ka intezaam. Tu zameen ka noor hai, tu asmaan ka noor hai. Jiss ne jo kuch noor paya, sab teri Sarkar se. Toor ki Sarkar ka tu sab se pehla noor hai. Teri nasl-e-paak mein hai bacha bacha noor ka. Tu ‘ayn-e-noor, tera sab gharana noor ka. Main gadda tu badshah, bhar de pyala noor ka. Noor din duna tera, de daal sadqa noor ka. Jis taraf wo uth gayi, alaam munnawar ho gaye. Main teri ankhon ke sadqe, inn mein kitna noor hai. Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ke noor mein hai Zaat-e-baari jalwargar. Mustafa (salla Llahu ‘...

Dass Ni Haleema Saadia Kitho

Das ni Haleema Saadia (radi Allahu ‘anha) kitho le aayi ay Sohna (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Laal. Akhiyan mazaagh al-bassar, Wa-layl de wingrhe (kundle) waal, Lukda phirda Chan asmaani, Wekh ke husn O jamal. Das ni Haleema Saadia, kitho le aayi ay Sohna Laal. Teri daachi si kamzoor barri, kiwein ho gayi ay shahzor barri, Tu lang gayi ay picche reh gayia, Tenu tak tak sochdi reh gaiya, Jad da Sohna Madni aaya eh, (Jad da Sawaar Haseen aaya) Teri ho gayi wakhri shaan (chaal). Das ni Haleema Saadia, kitho le aayi ay Sohna Laal. Oh bole taan farmaan (sultaan) bane, Odhe hont hillan Quran bane, ‘Allam nashrah laka sadrak. Warafa’na laka zikrak. Sohne di tareef karaan main, Jidda Wasif ay Zul Jalaal. Das ni Haleema Saadia, kitho le aayi ay Sohna Laal.

Chaand Taare Hi Kya Dekhte Reh Gaye

Chand taaray hi kyaa, dekhtay reh ga-ay, Unko arzo samaa dekhtay reh ga-ay. Ham daray Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) dekhtay reh ga-ay, Noor hi noor tha, dekhtay reh ga-ay. Parh kay roohul ameen, soora e wadduhaa, Soorat-e-Mustafa dekhtay reh ga-ay Wo Imaamat ki shab, wo Saff-e-Ambiyaa, Muqtadi muqtadaa dekhtay reh ga-ay. Naykon bad par huwaa, un ka yaksaa karam, Log acha buraa dekhtay reh ga-ay Kya khabar kiss ko kab Jaam-e-Kausar milaa, Hum to unki adaa dekhtay reh ga-ay Ho ke gumm ay Naseer Unke jalwon mein hum, Shaan-e-Rabbul ‘Ulaa dekhtay reh ga-aye Baar baar tauba ki aur phir torr di Woh Habib-e-Khuda maaf karte rahe Ya Rasul Llah ya Habiba Llah Mere sar ko Haram ki fiza chahiye Ya Rasool Llah ya Habiba Llah Mere dil ko Dar-e-Mustafa chahiye Fazl-e-Rabb-ul-‘...

Main Jashn-e-Aamad-e-Sarkar Youn

Main Jashn-e-Aamad-e-Sarkar Youn Manaunga Ke Jhoom Jhoom Ke Naat-e-Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Sunaunga. Jhoom Jhoom Ke Sare Bolo Marhaba Jhoom Jhoom Ke Sare Bolo Marhaba. Wiladat-e-Shah-e-Deen Ka Maheena Aaya Hai Galli Makaan Dukaan Aaj Sab Sajaunga Ke Jhoom Jhoom Ke Naat-E-Nabi(salla Llahu ‘alayhi wa sallam)  Sunaunga Main Jashn-e-Aamad-e-Sarkar Youn Manaunga Main Jashn-e-Aamad-e-Sarkar Youn Manaunga Jhoom Jhoom Ke Sare Bolo Marhaba Jhoom Jhoom Ke Sare Bolo Marhaba Main Jashn-e-Aamad-e-Sarkar Youn Manaunga Main Jashn-e-Aamad-e-Sarkar Youn Manaunga. Khuda Ke Fazl Se Phir Baarvi Ki Raat Aayi Dil-e-Hazi Mein Khushi Ke Diye Jalaunga Ke Jhoom Jhoom Ke Naat-e-Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Sunaunga Main Jashn-e-Aamad-e-Sarkar Youn Manaunga Main Jashn-e-Aamad-e-...

Khaaliq Ne Apne Noor Ka Jalwa Dikha Diya

Khaliq ne Apne Noor ka, Jalwa dikha diyaa Sab Noor ko Mila ke Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) bana diya Aagayi Mustafa  (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)ki sawaari Apne ghar ko diyo se sajja lo De rahe hain farishte salaami Tum duroodo ki maala banaa lo Aagayi Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki sawaari Apne ghar ko diyo se sajja lo Apne mangto ko Wo paalte hain Wo bhala kisi ko kab taalte hain Sadqa Hasnain-o-Ghaus-ul-Waraa ka Ya Nabi meri jholi me daalo Aagayi Mustafa ki sawaari Apne ghar ko diyo se sajja lo Kar ke Naaton se har soo charaagha Youn manaaeynge jashn-e-bahaara Aashiqo Aamad-e-Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) hai Deep Khushiyon ke har soo jala lo Aagayi Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki sawaari Apne ghar ko diyo se ...

Kya Ajab Noor Ka Behta Hai Jo Darya Dil Mein

Kya ajab noor ka behta hai jo darya dil mein Dil hai Taiba mein mera, aur hai Taiba dil mein. Gham ki chaadar jo kabhi odh ke so jata hoon Jaagti rehti hai Aaqa ki tamanna dil mein. Uss ghari meri maddad karte hain mere Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Jab bhi ho jati hai uljhan koi paida dil mein. Dil issi waaste reh reh ke dhadakta hai mera Kyunke rehte hain hamesha mere Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)dil mein. Eik eik cheez mujhe saabz nazar aati hai Bass gaya jab se sakhi Gumbad-e-khazra dil mein. Kya ajab noor ka behta hai jo darya dil mein Dil hai Taiba mein mera, aur hai Taiba dil mein.

Lajpaal Nabi Mere

Lajpaal Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) mere, Dardan di dawa dena. Jad waqt-e-naza aaye, Daaman di hawaa dena. Mar chalya haan ro ro ke, Wich hijr de mehbooba. Bechain nigahwaan noon, Deedar kara dena. Mar chalya haan ro ro ke, Wich hijr de mehbooba. Hun saanu wi aye Aaqa, Deedar kara dena. Khairat ata karna, Sarkar di marzi aay. Mera tay si kam mangna, Jholi nu wicha dena. Main naat Teri parhna, Main zikr Tera karna. Aes zikr di barkat naal, Meri qabr wasa dena. Sarkar di mehfil wich Jholiyan phela baithe. Lajj rakh layeen we Lajpaala! Khaali na utha dena. Dil rownda ay jaande ne, Jadon loki Madine noo. Hun saanu wi aye Aaqa, Darbaar wikha dena. Saim di tamanna aay, rahwe aake Madiney wich. Bhawe Taiba de kutteyan de, pairaanch bitha dena. Aasi di tamanna aay, Rahwe aake Madine...

Mere Aaqa Da Husn-O-Jamaal

Mere Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) da Husn o Jamal SubhanAllah Nahi Sohne di koi misaal SubhanAllah Asi karna ey Aaqa da mil ke zikr Jeda chaunda ey jannat wich paawe shajjar Oh mil ke kahe mere naal SubhanAllah Mere Aaqa da Husn o Jamal SubhanAllah Nahi Sohne di koi misaal SubhanAllah Jab tak na bike ham koi poochta na tha Koi poochta na tha. Jinna Kaabe di chat te wi ditti Azaan Ditti azaan, haan ditti azana Ohdi saare ghulama cho wakhri ey shaan Mere Aaqa da Aashiq Bilal SubhanAllah Aashiq e Mustafa adhaan mein… Allah Allah kitna asar tha, dekho Allah Allah kitna asar tha Aashiq e Mustafa adhan mein, Allah Allah kitna asar tha Arsh wale bhi sunte jis ko Woh adhan thi adhan e Bilali Jinna Kaabe di chat te wi ditti Azaan Ditti azaan, haan ditti azana Ohdi saare ghulama ...

Meri Jholi Mein Rehte Hain Saada

Meri Jholi Mein Rehte Hain Sada Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Azal Se Kha Raha Hai Yeh Gada Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Meri Jholi Mein Rehte Hain Sada Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Meri Jholi Mein Rehte Hain Sada Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Parri Hai Kya Mujhe Shahoon Ke Dar Se Ja Ke Main Mangoon Khilata Hai Mujhe Mera Khuda Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Meri Jholi Mein Rehte Hain Sada Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Meri Jholi Mein Rehte Hain Sada Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Mere Raste Ki Har Mu...