Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) (x 4) Aap Shah-E-Umam Aap Khair-Ul-Wara Aap Sartaj-E-Paghumbaran-E-Khuda Aap Ki Donoon Alam Main Jalwa Garee Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Aap Khlq Laq-E-Alam Ke Hain Tarjuman Aap Arsh-E-Ilahi Ke Hain Razdan Aap Ghar-E-Hira Ki Haseen Roshni Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Khatamul Mursaleen-E-Jehan Aap Hain Bais-E-Azmat-E-Kunfaqan Aap Hain Farsh Se Arsh Tak Bartari Aap Ki Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Aap Quran Layay Habib-E-Khuda Hai Lakab Aap Ka Khatimul Anbia Aap Say Ihle Haq Ko Mili Aagahi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Aarzoo Par Karam Ho Sha-E-Hashmi Waqf-E-Ranj O Alam Jis Ki Hai Zindagi Baksh Do Isko Deedar Ki Rooshni Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi (x 2)
Sidra Se Bhi Aage Kaun Gaya Jibril e Amin Se Poocho Mairaj Ka Dulha Kain Bana Jibril e Amin Se Poocho Kya Hai Tauqeer e Shah e Umam Insan Se Ho Paye Na Raqam Kya Farshe Zamin Kya Arshe Bari Sab Hai Aaqa Ke Zaire Qadam Sultan e Madina Ka Rutba Jibril e Amin Se Poocho Jibril Se Rabne Farmaya Jannat Ki Sawari Lekar Jaa Mehboob Se Ye Jaakar Kehde Abb Aake Kare Wo Sher Zara Fir Kaise Hui Tamil e Khuda Jibril e Amin Se Poocho Hai Mehwe Rahat Shah e Deen, Shasopanj May Hai Jibril e Amin Bedar Kare Kaise Seh Ko, Ho Jaye Kahi Na Beadbi Taazime Nabi Hoti Hai Kya Jibril e Amin Se Poocho Paas Aake Rasool e Azam Ke Paoo Ke Janib Khade Hue Taazim Baja Laye Pehle Fir Paoo Pe Noori Lab Rakh Ke Talwo Ko Diya Hai Kyun Bosa Jibril e Amin Se Poocho Aqsa May Sawari Jab Pohnchi Nabiyo Ki Jamaat Haazir Thi Karne...
Allah Allah Shah-e-Konain Jala’lat Teri Farsh Kiya Arsh Pe Jaari Hai Hukumat Teri Jholiyan Khol Ke Be Samjhe Nahi Doar Aaye Hamein Malum Hai Daulat Teri, Aadat Teri Humen Malum Hai Ke Wah Kiya Joodh-o-Karam Hai Shahe Bat’ha Tera Ke Nahi Sunta Hi Nahi Maangne Wala Tera Tu Jhooliyan Khool Ke Be Samjhe Nahi Doar Aaye Humen Malum Hai Daulat Teri Aadat Teri Tu Hi Hai Mulk-e-Khuda Milk-e-Khuda Ka Malik Raaj Tera Hai Zamaane Main Hukumat Teri Allah Allah Shah-e-Konain Jala’lat Teri Majma-e-Hashr Main Ghabrayi Hoi Phirti Hai Dhoondne Nikli Hai Mujrim Ko Shafa’at Teri O Chain Paayen Gay Tarapte Howe Dil Mehshar Main Gham Kisse Yaad Rahe Dekh ke Soorat Teri Dekhne Waale Kahan Karte Hain Allah Allah Ke Yaad Aata Hai Khuda Dekh Ke Soorat Teri Aur Hum ne Mana ke Gunahon Ki Nahi ...
Sarwar kahoon ke Maalik-o Mawlaa kahoon tujhe Baaghe Khaleel kaa gul-e zaybaa kahoon tujhe Hirmaan naseeb hoon tujhe ummeed gah kahoon Jaane muraado kaane tamanna kahoon tujhe Gulzaar-e Quds ka gul-e rangeen adaa kahoon Darmaan-e dard-e bulbul-e shaydaa kahoon tujhe Subhe watan pe shaam-e gareeban ko doon sharaf Bekas nawaaz gesu-on waalaa kahoon tujhe Allah re! tere jisme munawwar ki taabishen Ay jaan-e jaan main jaane tajalla kahoon tujhe Mujrim hoon apne afwa ka saamaan karoon shahaa, Yaanee Shafee-e- roz-e jazaa ka kahoon tujhe! Is murdah dil ko muzda Hayaat-e abad ka doon Taab-o tawaan-e jaan-e Maseeha kahoon tujhe Tere to wasf ayb-e tanaahee se hain baree Hayraan hoon mere shaah main kya kya kahoon tujhe Keh legi sab kuch unke sanaa khwaan ki khaamoshee Chup ho rahaa he keh ke main k...
A’alam Mein Baraat Rachi Hai Arsh Ka Dulha Aaya Hai Jugmug Jugmug Duniya Saji Hai Arsh Ka Dulha Aaya Hai Arsh Se Utra Noor Khuda Ka Noor Badamaan Saari Duniya Inki Zia Se Ye Chamki Hai Arsh Ka Dulha Aaya Hai Kufur Ki Boo Kafoor Hui Hai Shah-e-Dinaa Ki Aamad Se Khushboo-e-Iman Pehli Hai Arsh Ka Dulha Aaya Hai Khushiyon Ke Fuwaaray Ublay Kaysi Masti Chayi Hai Ghar Ghar Mein Shaadi Utri Hai Arsh Ka Dulha Aaya Hai Nikhre Nikhre Gulshan Saaray Rung Ajab Hain Phoolon Ke Daali Daali Youn Mehki Hai Arsh Ka Dulha Aaya Hai Hoor-O-Ghilmaan Saaray Malaik Jinn-O-Insaan Taab’ay Hain Donoo A’alam Par Shahi Hai Arsh Ka Dulha Aaya Hai Farsh Pe Chamka Arsh Ka Taara Amina Bi Ke Ghar Utra Do A’alam Mein Dhoom Machi Hai Arsh Ka Dulha Aaya Hai Ma’iraj Ki Manzil Pe Ujaagar Tanha Fayiz Sarwar Hain Baraati Har Aik...