Katle Hussain (radi Allahu ‘anhu) asal mein marge Yazeed hai Islam zinda hota hai har karbala ke baad Ohh Shimar leyin zalim kya zulm kiya tu ne Pyasa hi gala kata Pani na diya tu ne Laash ayi jab Asghar ki Maan kehne lagi roo ke Pyasa ki gala kata pani na diya tu ne Wo kis ke nawase hai bhoke hai ya pyase hai Itna bhi na socha mardood zara tu ne Sar apna kataya itni bhi parwa na ki tu ne batil ki Saabhaas tujhe Ae hud kya kaam kiya tu ne Mar kar bhi kabhie zalim aaram na paye ga Baagh-e-ghul Ahmad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ko paamaan kiya tu ne
Kya husn-e-ifteqar hai yaad-e-Hussain (radi Allahu ‘anhu) mein, Har ashq ek bahaar hai yaad-e-Hussain (radi Allahu ‘anhu) mein Darbar-e-Mustafa ki fazeelat na poochhiye, Insaan ka waqaar hai yaad-e-Hussain (radi Allahu ‘anhu) mein Har ashq kalma parhte hain bar deen-e-Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Kya husn-e-yaadgaar hai yaad-e-Hussain (radi Allahu ‘anhu) mein Wallah sar ba sar hai wo iman ka sukoon, Jo qalb-e-beqaraar hai yaad-e-Hussain (radi Allahu ‘anhu) mein Dil zindagi mein kaise na ho khuld aashiyaan, Islam ki bahaar hai yaad-e-Hussain (radi Allahu ‘anhu) mein
Karbala ki hai yaad aai, ab aashk bahaaney do suey huey pehlu mein sab dard jagaaney do Sughra (radi Allahu ‘anha) sey kahaa Shah (radi Allahu ‘anhu) ne, mat roko mujhe beti Deen lutatha hai Nana ka sar dey key bachaaney do Akbar (radi Allahu ‘anhu) ki shahadat par Sakeenah (radi Allahu ‘anha) sey kahaa Shah (radi Allahu ‘anhu) ne armaan ka yeh lashaah mujh ko hi lutaney do Qur’an mera dil hai Qur’an ki mein jaan hun Qur’an ko neyzay par Qur’an sunaaney do Fatimatu Zahrah (radi Allahu ‘anha) ka hai doodh piya mein ney is doodh ki Karbal mein ab laaj nibhaaney do
Kya deen e Mustafa ko jagaya Hussain (radi Allahu ‘anhu) ne Karbal mayn sara kunbaa luttaaya Hussain (radi Allahu ‘anhu) nay Aisa namaaz e ishq ka sajda ataa kiya Sar ko jhukaa kay arsh hilaaya Hussain (radi Allahu ‘anhu) nay Dars e Tawhid day kay ghulaamon ko aap nay Kufr o shirk ki garr mittaaya Hussain (radi Allahu ‘anhu) nay Sajday mein sar kattaaya he parrh kar namaaz e ishq Nayzay pay charrh quraan sunaaya Hussain (radi Allahu ‘anhu) nay
Aashiqon khusiyan manaow Kamli wala (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aa gaya Rabb-e-sallim gun gunaao Kamli wala (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aa gaya Chehra-e-walfajr sey aur gaysuey wal-layl sey Dil ko aiinah banaao Kamli wala (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aa gaya Jhuk geya sajdey mey baitullah bhi ta’zeem ko Ab diyey dil ko jalaao Kamli wala (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aa gaya Gode main ley kar Halima Sadiyah (radi Allahu ‘anha) ne yuun kahaa ‘Azmatun key geet gaao Kamli wala (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aa gaya Jashn-e-Milaad-un-Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) main un key zikr-e-paak sey Najdioon par qehr dhaao Kamli wala (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)aa gaya Chaand suraj aur sitaro kehkashaan ard-o-falak Rowsh...
Karaam maangtey hain’ ataa maangtey hain Madiine ko jaae’n du’aa maangtey hain Madiine ke waalii (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Madiine bulaa lo Madiine main thorhii jagah maangtey hain Hai shayr-e-Madiinah do’aalam seh pyaara Jo maskan banaa hai habiib khudaa ka Hain Ahl-e-Madiinah hamain jaan se pyaarey Madiinah Madiinah sadaa maangtey hain Jalaatii hain furqat ki kaalii ghataa’in Rulaatii hain taybah ki rangeen fazaa’in Dile muztarib ko kahaan chain aa’ey Madiine ki thandii hawaa maangtey hain Nabiyyon ke dulhaa habiib-e-khuda hain Woh sab ummtoon ke bane paishwa hain Zamaaney main un kii muhabbat ‘atta ho Pas-e-marg un ki shafaa maangtey hain Kalaam-e-khuda hai kalaam-e-Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Salaam-e-khudaa...
Kamli walay (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kay karam ki bat hay warna mujh mangtay ki kia auqat hay mehr o mah or kehkashan ki roushni husn-e-Ahmad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki yeh sab khirat hay kalma partay hein teara shajr o hajar bass khuda kay baad teari zaat hay shan kay hamil hen saray ambiya Mearay aaqa(salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki magar kia baat hay ! jab parhi shahid nay naat -e- Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jhoom uthi bazam usskay sath hay yeh sab mearay, kamli walay (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kay karam ki baat hay
Kamlii walay to talab say bhi siwaa daytay heyn Aa-ay mangta to wo sultaan bana daytay heyn Yaad kar lay jo koii dil say mayray aqa ko Taibah waalay (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ussay Taibah mayn bula laytay heyn Daykhay koii to sada day kay mayray Madani (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ko Pal mayn bigrri huii taqdeer bana daytay heyn Khulq esa to kisi hor nay or nay paya hi nahiin Dushman aaja-ay to chaadar bhi bichha daytay heyn Zikr karta he jo Sarkar kay mahbubon ka Mayray Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ussay mahbub bana laytay heyn Kartay heyn aakay karam shaah e do alam (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)un par Jo bhi sarkar ki mehfil ko saja laytay heyn Koii aaja-ay agar jurmon pay naadim ho kar Mayray aqa ussay kamli mayn chhupa laytay heyn Gar koii naa...
Imaan e Ishq e Ahmed e Mukhtaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ke baghair Mumkin nahi ke chat rahe deewaar ke baghair (Bayshak Subhan’Allah) Dono jahaan me chashme baseerat se dekhiye Kuch bhi nazar na aaega Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ke baghair (Bayshak Subhan’Allah) Andazah isse kijye Unke Maqaam ka Kalmah na pura ho saka Sarkaar ke baghair (Allahu Akber Subhan’Allah) YA RABB qasam hai Tujh ko Tere hi Jalaal ki Nikle na dum Huzoor (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ke Deedaar ke baghair (Ameen Ya Rabbe Zuljalaal) Sadqa Rasool e Pak (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kay kirdaar hi ka hai Batil jo sar nigo huwa talwaar ke baghair (Bayshak Subhan’Allah) Altaaf Zikre haal zabaan se na kijiye Zahir hai sab Huzoor (salla Llahu ‘ala...
Rukh pe rahmat ka jhumar sajaa’ey Kamli waale ki mahfil saji hai Mujh ko mahsus youn ho raha hai Un ki mahfil main jalwha garii hai Naat husn-e-shah-e-do saraa hai Naat hi zikre rabb-e-jalli hai Naat likhna meri zindagi hai Naat kehna meri bandagi hai Mufliso tum agar chah’te ho Ho ziyaarat dar-e-Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kii Dil ki janib nigaahein jhukaa lo Samne Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki galii hai Mujh jo fikr-e-shifaa’at ho kyoun kar Do kariimoon ka sayah hai sar par Ik taraf rahmat-e-Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) hai Ik taraf lutf-e-Rab-e- ’Ula hai Wuh smaa kissa zishan ho ga Jab khuda Mustafâ se kahein ge Ab to sajde se sar ko uthaa lein Aap ki sarii ummat barii hai Dil ke gulshan ki mehkein fizaa’ein Wajd main hain Niyaazi ha...
Kabhee laichalo mujhe karbala Kia us zameen ka tha hosala Kia us pai hoga falak ghira Jahaan par Hussain (radi Allahu ‘anhu) ka tha Sar Kata Tha tabassum un kai zair-e-Lab Jab kar dya Kumbaa fidaa Tha ajab khilona vo teer bhee Jo Nanai seenai main tha lagaa Terai Sajdai ko karoon sajdai main Usai pyaar kitnaan karai Khudaa Teri iss ada pai naan reh saka Tujhai paas apnain bulaa lyaa Tera pyaar ban gayee us ki yaad Vo jiss kai agai tha tu jhukaa Choomoon main farsh-e-khaas ko Jis par vo paak Lahoo bahaa Kabhee laichalo mujhe karbala Kia us zameen ka tha hosala
Konain dey waali (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) da darbaar baraa sohna So Rab di Madinay da darbaar baraa sohna Duniya diya safara toh banda thak vi teh jaanda ey Par safar Madinay da har bar baraa sohna Sab rastey Madinay dey sanu jaan toh vaad pyaarey Jeraa roze nu jaanda’ey bazaar baraa sohna Mujhe Masjid-e-Nabawi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) di har cheez bari sohni Jeraa roze dey naal jure’a minaar baraa sohna Sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jeya sohna aya’e na awna ey Na Rab ney banaya ey na Rab ney banawna ey Ungli nu hutawndey ney pey chan nu hilawndey ney So Rab di’ey chan falki Aqa da khilonaey Sarkar jeya sohna aya’e na awna ey Konain dey waali da darbaar baraa sohna Sadiq, Umar, Usman, Haydar toh mey vaari jaa Meray sohn...