Urdu

Meri Jholi Mai Rehte Hai Sada Tukre Muhammad Ke

Meri Jholi Mai Rehte Hai Sada Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Azal Se Kah Raha He Ye Gaada Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Meri Jholi Mai Rehte Hai Sada Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Parihe Kya Mujhe Shahon Ke Dar Se Ja Ke Mangoo Me Khilata He Mujhe Mera Khuda Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Meri Jholi Mai Rehte Hai Sada Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Jhinhe Kha Kar Abu Bakro Umar Usman Bante Hai He Rutbe Me Ye Kuch Aise Juda Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Meri Jholi Mai Rehte Ha...

Ik Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai

Ik Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai Ik Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai Jo Rab E Do Aalam Ka Mahboob (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Yagana Hai. Kal Pul Say Hamein Jis Nay Khud Par Lagana Hai Zahra (radi Allahu ‘anha) Ka Woh Baba Hai Hasnain (radi Allahu ‘anhum) Ka Nana Hai Ik Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai Jo Rab E Do Aalam Ka Mahboob Yagana Hai. Aao dar e Zahra (radi Allahu ‘anha) Par Phalaye Hue Daman Yeh Nasal Kareemon Ki Lajpal Gharana Hai Ik Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai Jo Rab E Do Aalam Ka Mahboob (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Yagana Hai. Yeh Keh Kay Dar e Haq Say Li Maut Mein Kuch Mohlat, Milad Ki Aamad as-salatu wa s-salam Hai Mehfil Ko Sajana Hai Mehroom e Karam Is Ko Rakhiye Na Sar e Mehshar, Jaisa Hai Naseer Aakhir, Sahi...

Ab Tou Bas Eik Hi Dhun, Ke Madina Dekhon

Akhari Waqt Me Kya Ronake Duniya Dekhon Ab Tou Bas Eik Hi Dhun, Ke Madina Dekhon Kisne Bi Madina Dekhliya, Usne Bi Madina Dekhaliya Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Khabi To Me Bhi Kahon Me Ne Bhi Madina Dekhaliya Ab Tou Bas Eik Hi Dhun, Ke Madina Dekhon Mainu Majbooriyan The Dooriyan Ne Maare Aa Sadh Lo Madeene Aqa Karo Mehrubaniyan Dda Dda Haan Ghareeb Aqa Kol Mere Zar Nahin Uddhuke Main Kee Ven Aaavan Naal Mere Par Nahin Thu Saan The Hai Ddera Main Thun Badi Dhoor Lalaya Sadh Lo Madeene Aqa, Karo Mere Baliyan Ab Tou Bas Eik Hi Dhun, Ke Madina Dekhon Phir Karam Hogya, Me Madine Chala Jhoomata Jhoomate Me Madine Chala Sakhiya Me Pila Me Madine Chala Mast Bekhud Bana Me Madina Chala Mere Aqa(salla Llahu ‘alayhi wa sallam)  Ka Dar Hoga Pesher Nazar Chahiye Or Kya Me Madin...

Itna Kaafi Hai Zindagi Ke Liye

Itna kaafi hai zindagi ke liye Rakh lein Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)  jo naukri ke liye Itna kaafi hai zindagi ke liye Rakh lein Sarkar chaakri ke liye Takk unko Ayyub ke ghar mein Mahel tarse hain jhomprri ke liye Itna kaafi hai zindagi ke liye Rakh lein Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jo naukri ke liye Aagaye qabr mein bhi churrwaane Dard kitna hai ummati ke liye Itna kaafi hai zindagi ke liye Rakh lein Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jo naukri ke liye Lambe sajde kiye Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ne kaha Aye Nawaase teri khushi ke liye Itna kaafi hai zindagi ke liye Rakh lein Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jo naukri ke liye Chaand taare bhi Unke qadmon mein Roz aate hain roshni ke liye Itna kaafi hai zindagi ke liye Rakh lei...

Ahlan wa Sahlan Marhaba

Ahlan wa Sahlan Marhaba Sallah ’alay ka Ya Rasullal Llah (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam) (x3) Sallah ’alayhi wa Ya Habib baLlah (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam) X2 Ahlan wa Sahlan Marhaba X3 Khush Amedid (x6), Sat Bismillah Ji ayanu (x3) Sallah ’alay ka Ya Rasullal Llah (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam) Sallah ’alayhi wa Ya Habib baLlah (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam) Sarkar ki Amad hai x2, Lajbal ki Amad, Mantar ki Amad hai x2, Lajbal ki Amad hai, Taha ki Amad hai, Yaseen ki Amad hai, Sarkar ki amad hai Sab khushiyaan manao Yaroo, Sarkar ki Amad hai x2, Sab khushiyaan manao yaroo, Sallah ’alay ka Ya Rasullal Llah (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam) Sallah ’alayhi wa Ya Habib baLlah (sallal Llahu ’alayhi wa ’alayhi wa sallam) Ahlan wa Sa...

Aajay Bulawa Mujhe AQA tere dar se

Aa jaaye bulawa mujhe AQA Tere Dar se Jis Dar ki ghulaami ko to jibreel bhi tarse Paidal hi nikalte hain, masaafat ka nahin khauf Thakte hi nahin ham to Madine ke safar se Sunnat pe Teri chalne ka aa jaaye qareena Ye abr-e-karam kaash mere dasht pe barse Zarrah bhi lage gohar-o-almaas se badh kar Dekhe to koii khaak-e-arab meri nazar se Ek main hi nahin taalib-e-jalwa mere AQA! Har ek musalmaan Tere deed ko tarse Naamoos-e-Muhammad ke liye jaan bhi doon ga Ho jaaun ga waaqif main shahaadat ke hunar se Dunya ke faqat chand hi lamhaat the guzre Ho aaye payambar mere sadiyaun ke safar se Jo shaam-o-sahar Salle Alaa kehta rahe ga Aaye ga bulawa usay AQA ke nagar se Kuch khauf nahin mujh ko kadee dhoop ka Amjad Saaya mujhe miltaa hai Risaalat ke shajar se

Ageya Wo Noor Wala

Subho Meelade Nabi he kya suhana Noor he Agayaa wo noore waala (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jiska saara Noor he Aankh waalo aawo dekho maahe Tayba ki ziyaa Aasmaan ke chand me to peeka peeka Noor he Tu na hota, to na hota do jahaan ka intizaam Tu zameen ka noor he, tu asmaan ka Noor he Jisne jo kuch Noor payaa sub Tere Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) se Noor ki Sarkaar ka to subse pehla Noor he Jistaraf ko utgayee aalam munawwar hogaye Main Teri Aankho ke Sadqe in me kitna Noor he Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ke noor me he Zaate Baari Jalwa ghar Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka Noor yoon kehte! Khuda ka Noor he Istaraf bi ek nighahe Noor ale Noorala Me sarapaa ma siyat hoon Tu sarapaa Noor he

A’alam Mein Baraat Rachi Hai

A’alam Mein Baraat Rachi Hai Arsh Ka Dulha (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Aaya Hai Jugmug Jugmug Duniya Saji Hai Arsh Ka Dulha (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Aaya Hai Arsh Se Utra Noor Khuda Ka Noor Badamaan Saari Duniya Inki Zia Se Ye Chamki Hai Arsh Ka Dulha (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Aaya Hai Kufur Ki Boo Kafoor Hui Hai Shah-e-Dinaa Ki Aamad Se Khushboo-e-Iman Pehli Hai Arsh Ka Dulha (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Aaya Hai Khushiyon Ke Fuwaaray Ublay Kaysi Masti Chayi Hai Ghar Ghar Mein Shaadi Utri Hai Arsh Ka Dulha (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Aaya Hai Nikhre Nikhre Gulshan Saaray Rung Ajab Hain Phoolon Ke Daali Daali Youn Mehki Hai Arsh Ka Dulha (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Aaya Hai Hoor-O-Ghilmaan Saaray Malaik Jinn-O-Insaan Taab’ay H...

Ramzan 2014 – Islamic Naats, Voice only!

As-salamu ‘alaykum all visitors. This is the latest album from 2014. Many famous naat khawans! This would also be the last “ramadhan album” publishing here on naatepaak.com. More naats to come after ramadhan, InshaAllah. Album download: [wpdm_file id=8] [gmedia id=11]

Best Naats For Ramzan – Ramzan Ki Barkat

Volume 2 now available! Album download: [wpdm_file id=7] [gmedia id=6]  

Wah Kya Judo Karam Hai Shahe Bat-ha Tera

Wah Kia Jood-o-Karam Hai Shahe Bat-ha Tera Nahin Sunta Hi Nahin MaangnE Waala Tera Mein To Malik Hi Kahoonga Ke Ho Malik Kay Habeeb Ya’nee Mahboob-o-Muhib Mein Nahin Mera Tera Tere Qadmon Mein Jo Hai Ghayr Ka moun Kia Dekhe Kon Nazron Pe Charr-He Dekh Ke Talwa Tera Tere Tukron Pe Pale Ghair Ki Thokar Pey Na Daal Jhirkiyan Khaaye Kahan Chor Ke Sadqa Tera Aik Mein Kia Mere Isi’ayan Ki Haqeeqat Kitni Mujh Say Sou Laakh Ko Kaafi Hai Ishara Tera Farsh Waale Teri Shawkat Ka Ulu Kya Dekhe Khusrawa Arsh Pe Urrta Hai Pharera Tera Teri Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Mein Laata He Raza Uss Ko Shafe’e Jo Mera Ghaws Hai Aur Laadla Beta Tera

Best Naats For Ramzan – Mah-e-Ramzan_Aaya

As-salamu ‘alaykum people! Ramadhan is near – check out this album. Available for download for all members (please log in) [wpdm_file id=6] [gmedia id=4]