Mujh ko sarkar ka aasta(n) mil geya Main zamee(n) tha mujhe aasman mil geya Aapke dar ki khayrat kya mil gayi x 3 Mujh se pucho to sara jahan mil geya Main zameen tha mujhe aasman mil geya Aapke dar ki khayrat kya mil gayi x 3 Mujh se pucho to sara jahan mil geya Main zameen tha mujhe aasman mil geya Ham musibat mein ho dil dukhe aapka Dekho kaisa hamein mehrban mil geya Main zameen tha mujhe aasm...
Baithe baithe kaam saara ho gaya Sabz gumbad ka nazara ho gaya kar liya Allah ne usko pasand, jo mere Aaqa ka pyaara ho gaya Mil gaya sadqa mujhe Aaqa ka, zindagi bhar ka guzara ho gaya Naam naam-e-Mustafa salle ‘ala, besaharon ka sahara ho gaya Aap ke darbaar gohar baar se, Saare mangton ka guzara ho gaya Mohsin aasi hai yakeen yeh hashr mein woh kahenge, tu hamara ho gaya Zindagi bhar naat...
ae biyaban-e-‘arab teri baharon ko salaam tere phulon ko tere pakiza kharon ko salaam jabl-e-noor o jabl-e-saur aur unke gharon ko salaam noor barsaate paharon ki qitaaron ko salaam jhoomte hain muskuratein hain mughiran-e-arab khoobsoorat wadiyon ko reg-guzaron ko salaam raat din rahmat barasti hai jahan par jhoom kar un tawaf-e-kaaba ke rangeen nazaron ko salaam jo musalman kaba ka karte h...
Akhee Sohnay nuu waye nee, Jay Tayra guzar ho way May mar kay v nae marda, jay Tayri Nazar ho way Dam dam naal ziker karaa, May Tayriyaa shaanaa daa Tayray naam tou waar dey vaa, jinni meri ummer ho way May mar kay v nae marda, jay Tayri Nazar ho way Dewaanay o baythay ravvoo, Mehfil nuu saja kay tay Shayad mayra Aaqa daa, Itthou v guzer ho way May mar kay v nae marda, jay Tayri Nazar ho way Ay ho...
Allah hi Allah mere Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) di, sab toh shaan niraali eh, sab de aayb chupaawaan waali, aaqa di zaat niraali eh, teriya ummeeda da gulshan, harya barya rehnda eh, jis din to main sabz gumbad di, wekh laayi haryaali eh, Allah hi Allah mere nabi di, sab toh shaan niraali eh, sab de aayb chupaawaan waali, aaqa di zaat niraali eh, lakh rawe koi karda bhawe, dil vich ...
ab kahan jaon tarap ke dil ki yeh khwahish nikaal ae madine ki zameen meri bhi gunjaish nikaal ae rahe ishq e Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kar ke fanah tak rahbari mujh se aasi ki bhi koi soorat e bakhshish nikaal aye fiza taiba ki mere gird halqa khench kar mu’dat e umr e rawan se arsa e gardish nikaal bargah e Mustafa mein dil se yeh aai sada aaj ki taareekh se taareekh e pai...
aankhon ko woh pur kaif nazare nahin bhule woh din jo madine mein guzare nahin bhule bechain hai ik baar uthe phir wohi ungli mohtaab ko aqa ke ishare nahin bhule ghir jaon main ji chahe mera phir se bhanwar mein aqa ne diye the jo sahare nahin bhule islam ke gulshan ko bachaya tha jinhon ne karbal ko woh zahra ke dulare nahin bhule Taiba ki haseen raat mein faarooqi humari taqdeer ke chamke jo si...
jab gumbad-e-khazra ke anwaar nazar aye anwaar ke jhurmat mein sarkar nazar aye taiba ke tasawwur ne jeene ka maza bakhsha main kaise kahoon jeena dushwaar nazar aye naghmat daroodon ke honton pe hue jaari jab shehr-e-muhabbat ke aasar nazar aye makke se madine tak mehdood nahi jalwe ushaak ko har janib sarkar nazar aye aankhein meri roshan ho jayein jigar thanda jis waqt mujhe mera manthar nazar ...
dil di tasbih utte bandeya Allah Allah karda ro uthdeyan baindeya chaldeyan phirdeyan dam ohda hi barda ro har ik da oh palan wale har ik da oh sahara ae auhdiyan ne ae qul tajalliyan ohda chanan sara ae shae rag ton wi nerhe hai au qaul quran da pyaara ae shaam saware khulla rehnda auhda paak dawara ae sache rab de wekh kamal rehnada ae har wele tere naal sar ton dukh denda ae taal kar ke munh ap...
Hai dil mein ishq-e-Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka jalwa. Nazar mein Murshid samaa rahe hain. Hamaare Murshid hamaare aangan Mein aaj tashreef laa rahe hain. Hamare Murshid ke sab sawali Koi gaya aaj tak na khaali Gadda nawazi ki shaan yeh hai Ke sab ki bighri bana rahe hain Hai dil mein ishq-e-Nabi ka jalwa Nazar mein Murshid samaa rahe hain Hamaare Murshid hamaare aangan Mein aaj ...
Chorus: Subhanaka rabbee subhanak Subhanaka ma a’dhama shaanak Nad’uka wanarju ghufraanak Nad’uka wanarju ghufraanaka Rabbee (Glory be to You my Lord, glory be to You Glory be to You, How great is Your state of glory! We supplicate to You and hope for Your forgiveness We supplicate to You and hope for Your forgiveness my Lord) As I travel through the earth I can’t help but ...
Mere aqa dete hain jholi sab ki bhar te hain jis ne manga us ne paya mere Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) dete hain Mangte khali haath na lotein kitni mili khairat na poocho un ka karam phir un ka karam hai un ke karam ki baat na poocho Main kya aur kya meri haqiqat yeh sab hai sarkar ki nisbat main to bura hoon lekin meri laaj hai kis ke haath na poocho Haal agar kuch apna sunaya un ke ...