Us Hussain Ibne Haddar pei lakhoun salam Kar liya nosh jis ne shahdat ka jaam Jis ko Dhoke se Koufe bulaya geya Jis ke bachoen ko Pyasa rulaya geya Khanjar zulm jis par chalaya geya Us ki kamil shahadat pei lakhoun salam Jis ne haq Karbala ka aada kar diya Jis ne Nana ka wa’ada wafa kar diya Jis ne kumbe a kumba fida kar diya Baadshah-e-sakhawat pei lahkoun salam Jis ko ummat ka gham hi sata...
Teri jaaliyoun ke niche teri rehmatoun ke saaye Jise dekhne ho Jannat, wo Madina dekh aye Lo chala houn main lahad mein mere Mustafa se keh do Ke hawa teri gali ki mujhe chorne to aye Roze ke samne mein ye dua’aen mangtha tha Meri jaan nikal to jaye ye samaan badal na jaye Taiba ko jaane wale tujhe deti houn dua’aen Dar-e-Mustafa pei ja kar to jahan ko bhul jaye Kaisi wahan ki raatein ...
Sab se aola wa aala hamara Nabi Sab se baala wa waala hamara Nabi Apne Moula ka pyara hamara Nabi Dono aalam ka Dulha ha hamara Nabi Bazme Aakhir ka Shama faroza huwa Noore awwal ka jalwa hamara Nabi Buj gayi jis ke aage sabhi mash’ale Shamma woh lekeh aaya hamara Nabi Jis ke talwon ka dhowan he aabe Hayaat Hai woh jaane Maseeha hamara Nabi Khalq se Awliya Awliya se Rusul Aur Rasoolon se aala hama...
Sarkar jeya sohna na aya na awna ey Na Rab ney banaya ey na Rab ney banawna ey Weykho jee har ik shey tey peya nur barasta ey Lag da ey huney eytay Sarkar ney awna ey Sarda ey sarey koi, larda ey larey koi Sunniya ney tey gaj waj key milad manawna ey Jee karda ey mar jawa jis din da suniya ey Wich qabr dey Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ney deedar karowna ey ungli nu halawndey ney pey c...
Salli ‘ala Nabiyyina, salli ‘ala Muhammadin Salli ‘ala Shafiyinna, salli ‘ala Muhammadin Ham bhi Madine jaye gei ajj nahi to kal sahi Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) hamme bulaye gei ajj nahi to kal sahi Galiyoun mein ghum ghum kar Khakhe Madina chum kar Nazroun se ham lagaye gei ajj nahi to kal sahi Galiyoun mein jhum jhum kar khakhe Madina chum kar Naatein Nabi ...
Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Wohii rab hai jis ne tujh ko hamah tan karam banayaa Hamain bhiik maangte ko teraa aastaan bataayaa Tujhey hamd hai khudayaa Tujhe hamd hau khudayaa Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Tumheen haakim-e-barayaa tumheen qaasim-e-atayaa Tumheen daaf’e balayaa koii ...
Mowlaya salli wasallim daa iman abadan ‘Ala habiibika kheyril khalqi kulli himi Muhammadun sayyidul kowneyni wa thaqaleyni Wal fariiqeyni min unrbinw wamin aajami Huwal habiib ulladhi turja shafa ‘aatuhu Likulli howlim minal ahwaali muqtaahimi Ya akramal khalqi maali man aloo dhubihi Siwaaka ‘inda hululil haadithil amaami Fa inna min juudi kad dunya wa da rataha Waamin ‘ulu...
Lam yaati naziiru kafi nazarin mislay to na shud peda jaana Jag raaj ko taaj toray sar sohay tujh ko shahay do saraa jana Al bahru ala wal mowju tagha man baykas o tufaan hoash ruba Manjdhaar mayn huun bigrri he hawa mori nayya paar laga jaana Ya shamsu nazar ti ilaa leyli chuba teyba rasi arzay bakuni Tori joat ki jhaljhal jag mayn rachi mayri shab nay na din hona jaana Laka badrun fil wajhil aja...
Bulalo phir mujhay ey shahe bahrobar, Madinay main Main phir rota huwa aoo, teray dar par Madinay main Na dowlat dey nah showhrat dey, mujhay bas yeh sahaadat dey Teray kadmo main marjaoon, main ro ro kar Madinay main Madinay jaaney waalo jaao jaao Fi Aman’illah Kadi toh apna bhi lag jaey ja bistar Madinay main Meraa gham bhi toh dekho, main paraa hoo duur Tayba sey Sukoon aey’ga bas m...
Mangton ko sultan banaya mere kamli walay (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ne Jab apna darbar lagaya mere kamli walay ne Mal-o-zar ki bat nahin he sab ye karam ki batain hain Jis ko chaha dar pe bulaya mere kamli walay ne Jis per apna rang charhaya mere kamli walay ne Data farid or khuaja banaya mere kamli walay ne Baara rabi ul awal ke din noor-e-khuda ki kirno se Aminah (radi Allahu ‘...
Mayri baat ban gaii he tayri baat kartay kartay Tayray shehr mayn meyn aa-oon tayri naat parrtay parrtay Tayray ishq ki badolat mujhay zindagi mili he Mayray paas bhi he aaii mayri moat dartay dartay Kiss cheez ki talab he na he aarzoo hi koii Toon nay itna bhar diya he kashkol bhartay bhartay Mayray soonay soanay ghar ko kabhi naymatayn ataa kar Meyn divana ho gaya hoon tayri raah taktay taktay M...
Chour fikr dunya ki chal madinay chaltay heyn Mustafa ghulamon ki qismatayn badaltay heyn Naqsh kar lay seenay par naam sarwaray deen ka Yay wo naam he jiss say sab azaab ttaltay heyn Sirf saari dunya mayn wo heyn kucha-ay ahmad Jiss jaga bhi ham jesay khhotay seekay chaltay heyn Aamina kay paalay ka kali kamli walay ka Jashn ham manatay heyn jalnay walay jaltay heyn Ham ko roaz milta he sadqa kam...