Author: Shujahat Ali

Kaabay Kay Dar Kay Saamnay Mangi Hai Dua Faqat

Ka’abay Kay Dar Kay Saamnay Maangee Hai Ye Dua Faqat Haathon Mein Hashar Tak Rahay Daaman-e-Mustafa Faqat Apnay Karam Say Ae Khuda Ishq-e-Rasool Kar Ataa Aakhree Dum Subaan Pay Ho Sallay A’la Sadaa Faqat Tayba Kee Sayr Ko Chalein Qadmon Mein Unki Jaan Dein Dafn Hoon Unkay Shehar Mein Hai Yehee Iltija Faqat Duniya Kee Saari Ne’ymatein Meri Nazar Mein Hainch Hoon Rakhnay Ko Sar Pay...

Meri Dharkan Mein Ya Nabi

Meri Dharkan Mein Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Meri Saanson Mein Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Koi Guftugu Ho Lab Par Tera Naam Agaya Hai Teri Midha Kartay Kartay ye Maqaam Agaya Hai Meri Dharkan Mein Ya Nabi Meri Saanson Mein Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Dar-e-Mustafa Ka Manzar Meri Chasm-e-Tar Ke Andar Kabhi Subhu Agaya Hai Kabhi Shaam Agaya Hai Meri Dharkan Mein Ya Nabi Me...

Zaer-e-Koey Jinaah Ahista Chal

Zaer-e-Koay Jinaah Aahista Chal Dekh Aaya Hai Kahaan Aahista Chal Jaisay Jee Chahay Jahan Mein Ghoom Phir Ye Madina Hai Yahan Aahista Chal Baargah-e-Naaz Mein Aahista Bol Hoga Sab Kuch Rayegaan Aahista Chal Haazri Mein Hai Malak Sattar Hazaar Qudsiyon Ke Darmiyan Aahista Chal Dekhloon Jee Bhar Ke Sheher-e-Mustafa Mere Meer-e-Kaarwan Aahista Chal Jaliyon Ke Saamnay Jaldi Na Kar Woh Hai Naazish Mehe...

Sahara Chaiye Sarkar Zindagi Ke Liye

Sahara Chahiyay Sarkar Zindagi Ke Liye Tarap Raha Hoon Madinay Ki Haazri Ke Liye Huzoor Aisa Koi Intizaam Ho Jaye Salaam Ke Liye Haazir Ghulam Ho Jaye Naseeb Walon Mein Mera Bhi Naam Ho Jaye Jo Zindagi Ki Madinay Mein Shaam Ho Jaye Mein Shaad Shaad Maronga Agar Dum-e-Aakhir Zubaan Pe Jaari Muhammad salla Llahu ‘alayhi wa sallam Ka Naam Ho Jaye Sahara Chahiyay Sarkar Zindagi Ke Liye Tarap Rah...

Unki Mahak Ne Dil Ke Gujnche Khila Diya Hai

Unki Mahak Ne Dil Ki Gunche Khila Diye Hai Jis Raah Chal Diye Kunche Basa Diye Hai. Jab Aa Gayi Hai Joshe Rehmat Per Unki Ankhen Jalte Buja Diye Hai, Rote Hansa Diye Hai. Ek Dil Hamara Kya Hai, Aazaar Uska Kitna Tumne To Chalte Phirte Murde Jila Diye Hai. Unke Nisar Koi Kaisi Hi Ranj May Ho Jab Yaad Aa Gaye Hai Sab Gam Bhoola Diye Hai. Humse Faqir Bhi Abb Feri Ko Oothte To Honge, Abb To Gani Ke Da...

How is beautiful Madina

How is beautiful Madina, very very good Madina, My choice is Madina, How fine is Madina, I can tell about Madina, We can tell about Madina Sweet Madina, Sweet Madina, Sweet Madina, very lovely (x2) Give me a chance to go to Madina, Give me a chance to go to Madina, Our heart say to us, go to Madina, Sweet Madina, Sweet Madina, Sweet Madina, very lovely (x2) So appealing is Madina, So alluring is M...

Zahe Muqaddar Huzur-e-Haq Se Payam Aay

Zahe muqaddar huzur-e-haq se salaam aaya payam aaya Jhukao nazreen bichao palkeen adab ka aala maqam aaya Yeh kon sar se kafan lapetey chala hai ulfat ke raatey par Farishtey hairat se tak rahe hain yeh kon zi ehteram aaya Faza mein labbaik ki sadain za farsh ta aarsh goonjhti hain Har ek qurban ho raha hai zaban pe yeh kis ka naam aaya Yeh rahe-haq hai sambhal ke chalna yahan hai manzil qadam qad...

Hamd e Bari Ta-ala

Allah ho Allah Ho Allah Ho Allah Ho Qalb Ko Us Ki Royet ki Hey Arzoo Jis ka Jalwa Hey Alam Hey Har Char Soo Balky Khud Nafs Mey Hey Wo Subhana Ho Arsh Par Hey Magar Arsh Par Hey Magar Arsh Ko Justajo Allah Ho Allah Ho Allah Ho Allah Ho Arsh O Farsh O Zaman O Dehaq Aey Khuda Jis Taraf Dekhta Hoon Hey Jalwa Tera Zary Zary Ki Ankhon Mey Tu He Ziya Qatry Qatry Ki Tu He Tu Hey Abroo Allah Ho Allah Ho A...

Pegham Saba Laye Hai Gulzar-e-Nabi Se

Pegham saba laye hai gulzar-e-Nabi (Salla Llahu ‘alayhi wa sallam) se aaya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se her aah gaye arsh pe ye aah ki kismat her ashk pe aik khuld hai her ashk ki qeemat tohfa ye mila hai sarkar-e-Nabi se ayaa hai bulawa mujhe darbare-Nabi se darbare-Nabi se bhaati nahi humdum mujhe jannat ki jawaani sunta nahi zahid us mein hooron ki kahani ulfat hai mujhe sayaa-e-deew...

Faaslaun Ko Takalluf Hai

Faaslaun ko takalluf hai hum se agar, hum bhi bay bus nahi, bay sahara nahi Khud Inhi ko pukarenge hum door se, raaste me agar paoon thak jaenge Jaise hi Sabz Gumbad nazar aega, bandagi ka qareenah badal jaega Sar jhuka ne ki fursat milegi kise, khud hi aankhaun se sajde se tapak jaenge Hum Madine me tanha nikal jaenge, aur galiyaun me qasdan bhatak jaenge Hum wahaan jakay wapas nahi aenge, dhoond...

Zamino Zamaan Tumhare Liye

Zamino Zamaan tumhare (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) liye Makino Makan tumhare liye Chunino Chuna tumhare liye Bane do jahan tumhare liye Dahan me zuban tumhare liye Badan me hai Jaan tumhare liye Hum aye Yahan tumhare liye Uthe bhi Wahan tumhare liye Farishte Khidam Rasoole Hashm Tamame Umam Ghulame karam Wajoodo Adam Haduso kidam Jahan me aya tumhare liye Atiko wasi Gani-o-Ali Sana ki Zub...

Jannat Mein Lay Kar Jaey Ghi Chahat Rasool Ki

Jannat Mein lay kar jaey ghi Chahat Rasool (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki Kyun kar na meray dil mein ho Ulfat Rasool ki Jannat mein lay kay jaey Ghi Chahat Rasool ki Chalta hoon mein be Qafelay walo ruko zara Milnay do bus mujhay be Ijazat Rasool ki Phochay Jo Din-o-Iman Nakerain Qabr mein Us waqt meray lab pay ho Midhat Rasool ki Tarpa kay un kay Qadmo mein mujh ko Gira day Shok Jis waq...