Allah ho Allah Ho Allah Ho Allah Ho Qalb Ko Us Ki Royet ki Hey Arzoo Jis ka Jalwa Hey Alam Hey Har Char Soo Balky Khud Nafs Mey Hey Wo Subhana Ho Arsh Par Hey Magar Arsh Par Hey Magar Arsh Ko Justajo Allah Ho Allah Ho Allah Ho Allah Ho Arsh O Farsh O Zaman O Dehaq Aey Khuda Jis Taraf Dekhta Hoon Hey Jalwa Tera Zary Zary Ki Ankhon Mey Tu He Ziya Qatry Qatry Ki Tu He Tu Hey Abroo Allah Ho Allah Ho Allah Ho Allah Ho Allah Ho Tu Kise jaan ki Aur Harja Hey Tu Tu Munaza Muqam Sey Mubala Rasool Ilmo Qudrat Sey Har Jaah He Tu Ku Ba Ku Tery Jalway Hein Har Har Jaga Aey Haku Allah Hu Allah Hu Allah Hu Allah Hu Naghma San Jany Gulshan Mey Charcha Tera Jab Chay Zikry Haq Key Hein Subho Masan Apni Apni Chahat Apni Apni Sada Sab Ka Matlab Hey Wahid Key Wahid Hey Tu Allah Hu Allah Hu Allah Hu Allah Hu Ta...
pegham saba laye hai gulzar-e-Nabi se (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aaya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se her aah gaye arsh pe ye aah ki kismat her ashk pe aik khuld hai her ashk ki qeemat tohfa ye mila hai sarkar-e-Nabi se ayaa hai bulawa mujhe darbare-Nabi se darbare-Nabi se bhaati nahi humdum mujhe jannat ki jawaani sunta nahi zahid us mein hooron ki kahani ulfat hai mujhe sayaa-e-deewar-e-Nabi se ayaa hai bulawa mujhe darbare-nabi se darbare-Nabi se irfan ki kasak khulq ki mai sabr ka saagar kiya lutf mila kerta hai jo dete hein sarwar ye pooch le aake koi beemar-e-Nabi se aaya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se darbar-e-Nabi se pegham saba laye hai gulzar-e-Nabi se aaya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se darbar-e-Nabi se pegham saba laye hai gulzar-e-Nabi se aaya hai bulawa muj...
Agar koi apna bahla bhahta hai Usey chahi jiskpo, KHuda chahta hai Durood un pe bejo salaam un pe bejo Yahi momino se, Khuda chahta hai Khuda ki raza, Mustafa chahtey hai Khuda Mustafa ki, raza chahta hai Faqiron ke malja, yeh mangta tumhara Madine mein thori, silja chahta hai Sana khwan banaya, sana go banaya Sahi dum se tu, aur kya chahta hai Agar koi apna bhala chahta hai Usey chahi jisko, Khuda chahta hai
Sarwar kahoon ke Maalik-o Mawlaa kahoon tujhe Baaghe Khaleel kaa gul-e zaybaa kahoon tujhe Hirmaan naseeb hoon tujhe ummeed gah kahoon Jaane muraado kaane tamanna kahoon tujhe Gulzaar-e Quds ka gul-e rangeen adaa kahoon Darmaan-e dard-e bulbul-e shaydaa kahoon tujhe Subhe watan pe shaam-e gareeban ko doon sharaf Bekas nawaaz gesu-on waalaa kahoon tujhe Allah re! tere jisme munawwar ki taabishen Ay jaan-e jaan main jaane tajalla kahoon tujhe Mujrim hoon apne afwa ka saamaan karoon shahaa, Yaanee Shafee-e- roz-e jazaa ka kahoon tujhe! Is murdah dil ko muzda Hayaat-e abad ka doon Taab-o tawaan-e jaan-e Maseeha kahoon tujhe Tere to wasf ayb-e tanaahee se hain baree Hayraan hoon mere shaah main kya kya kahoon tujhe Keh legi sab kuch unke sanaa khwaan ki khaamoshee Chup ho rahaa he keh ke main k...
Mawlaya salli wa sallam da’iman ‘abadan ‘Ala Habibika Khayri l-Khalqi Kullihimi al-hamdu li Llahi Munshil Khalqi Min Adami Shum Mas Salaato Alal Mukhtaare Fil Qadami Muhammadun Sayyidu l-kawnayni wa thaqalayn Wa l-fariqayni Min Urbin Wa Min ‘Ajami Amin Tazak Kore Jiraanim Bezi Salaami Mazajta Dam-An Jara Mim Muqlatim Bedami Fama Le Ay Nay Ka In Qultak Fofa Hamata Wama Le Qalbe Ka Inna Qultastafiq Yahemi Fa Kayfa Tunkero Hubbam Ba’ada Ma Shahedat Behi Alayka Udulud Damaey Was Saqami Astagferul-Laaha Min Qawlim Bela Amaalin Laqad Nasabto Behi Naslal Lezi Ooqomi Nabiyyonal Aameerun Naahi Falaa Ahadunn Abarra-Fi Qawli La Minhu Wa laa Na’Aami Huwal Habibul-Lazi Turja Shafaa’-Atohu Li Kulli Hawlim-Minal Ahwaali Muqtahimi Da’aa Ilal Laahee Fal Musta...
A’alam Mein Baraat Rachi Hai Arsh Ka Dulha Aaya Hai Jugmug Jugmug Duniya Saji Hai Arsh Ka Dulha Aaya Hai Arsh Se Utra Noor Khuda Ka Noor Badamaan Saari Duniya Inki Zia Se Ye Chamki Hai Arsh Ka Dulha Aaya Hai Kufur Ki Boo Kafoor Hui Hai Shah-e-Dinaa Ki Aamad Se Khushboo-e-Iman Pehli Hai Arsh Ka Dulha Aaya Hai Khushiyon Ke Fuwaaray Ublay Kaysi Masti Chayi Hai Ghar Ghar Mein Shaadi Utri Hai Arsh Ka Dulha Aaya Hai Nikhre Nikhre Gulshan Saaray Rung Ajab Hain Phoolon Ke Daali Daali Youn Mehki Hai Arsh Ka Dulha Aaya Hai Hoor-O-Ghilmaan Saaray Malaik Jinn-O-Insaan Taab’ay Hain Donoo A’alam Par Shahi Hai Arsh Ka Dulha Aaya Hai Farsh Pe Chamka Arsh Ka Taara Amina Bi Ke Ghar Utra Do A’alam Mein Dhoom Machi Hai Arsh Ka Dulha Aaya Hai Ma’iraj Ki Manzil Pe Ujaagar Tanha Fayiz Sarwar Hain Baraati Har Aik...
Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi Jaisay Meray Sarkaar Hain Waisa Nahi Koi Tumsa Tou Haseen Aankh Ne Dekha Nahi Koi Ye Shaan-e-Latafat Hai Ke Saaya Nahi Koi Ye Toor Say Kehti Hai Abhi Tak Shab-e-Mairaj Sarkaar Ka Jalwa Hai Tamaasha Nahi Koi Hota Hai Jaha Zikr Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)) Kay Karam Ka Uss Bazm Mein Mehroom Tamanna Nahi Koi Aizaaz Ye Haasil Hai Tou Haasil Hai Zamee Ko Aflaak Pe Tou Gumbad-e-Khizra Nahi Koi Sarkar Ki Rehmat Ne Magar Khoob Nawaza Ye Sach Hai Ke Khalid Sa Nikamma Nahi Koi
Aaye Aaqa Madani Aaqa Aaye Aaqa Madani Aaqa Mere Pyaare Pyaare Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Allah Allah Allah Allah Allah Allah Aaye Aaqa Madani Aaqa Aamina Bibi Ke Gulshan Mein Aayi Hai Taaza Bahaar Parhte Hain Sallalaho Wassalam Aaj Dar-O-Deewar Madani Allah Allah Allah Allah Baara Rabi Ul Awwal Ko Woh Aaya Rasool-e-Kareem Mahe-e-Nabuwat Mehr-e-Risalat Sahib-e-Khulq-e-Azeem Madani Allah Allah Allah Allah Pyaari Surat Hansta Chehra Moo Se Jhartay Phool Noor Saraapa Chaand Sa Chehra Haq Ka Pyaara Rasool Madani Allah Allah Allah Allah Jibreel Aaye Jhoola Jhulanay Lori De Zeeshan So Jaa So Jaa Rehmat-e-Alam Do Jug Ke Sultan Madani Allah Allah Allah Allah Awwal-O-Aakhir Sab Kuch Jaanay Deekhay Ba’eed-O-Qareeb Ghaib Ki Khabrein Dene Waala Allah Ka Woh Habeeb Madani Allah Al...
Chalo diyaar-e-nabi ki jaanib durood lab par saja saja kar Bahaar luuttain ge ham karam ki dilon ko daman bana bana kar Na un ke jesa sakhi hei koii na un ke jesa ghani hei koii Wo be-nawa-o ka har jaga se nawaazte hein bula bula kar Mein wo nikamma hun jisski jholi main koii husn-e-amal nahiin hei Magar wo ihsaan kar rahe hein khata-ain meri chhupa chhupa kar Hei unki ummat se pyaar kitna karam hei rahmat sha’aar kitna Hamaare jurmon ko dho rahe hein wo apne aansu baha baha kar Yahi asaas-e-amal hei meri issi se bigrri bani hei meri Samett-ta hun karam khuda ka nabi ki naatain suna suna kar Wo raahain ab tak saji huii hein dilon ka kaaba bani huii hein Jahaan jahaan se huzur guzre hein naqsh apna jama jama kar Agar muqaddar ne yaawri ki agar madine gya mein Khaalid Qadam qadam khaak...
Tera Khaawa(N) Te Tere Geet Gaawa(N), Ya Rasoolallah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Tera Milaad May(N) Kyo(N) Na Manaawa, Ya Rasoolallah Halima Kulli Nu Vey Khe Kadi Sarkaar Nu Vey Khe Kavey May(N) Keri Sej Tere Lai Sajawaa(N), Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah, May(N) Kuch Vi Naee Jo Tere Naal Meri Koi Nisbat Naee Par May(N) Sab Kuch Haa(N) Je May(N) Tera Sadaawa(N), Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah, Jagaao Bhaag Merey Vi Abu Ayyub De Vaa(N)Goo(N) Par Muqaddar Os Da Kiththo(N) Ley Aa(N)Vaa(N), Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah, Mera Vi Dil Te Chah(N)Da Aey Tusi Merey Vi Ghar Aao Maana Ke Beamal Hu(N), Nihaayat Bura Hu(N) May(N) Lekin Huzoor Aap Ke Dar Ka Gada Hu(N) May(N) Aaqa, Mera Vi Dil Te Chah(N)Da Aey, Tusi Merey Vi Ghar Aao Par May(N) Kerey Maan Te Ghar Vich Bulaa(N)Waa(N), Ya Rasoolall...
Taibah rashk e jinah khuld zaar Allah Allah Allah Jis tarah dekhiye hai bahar Allah Allah Allah Yahan raat deen hai farishte utarte Mazar E Nabi per salam arza karte Merhaba Roza E Tajdar Allah Allah Allah Tabassum may unke hai jannat ki kunji, Ishare may unke shafa-at ki kunji Shafa-o-maunis-o gamgushar Allah Allah Allah Sana unki aayat e qur-an may aayi, Unhi ke liye rab ne duniya banayi, Hai wohi rehmat-e-kirdigar Allah Allah Shafa-at ka shehra bandha unke sar per, Kiya rab ne unko ataa houz-e-kausar, Unka hai khuld per ikhtiyar Allah Allah Allah Sabhi ambiya ko hai haajat unhi ki, Hai bakshish ka saman inayat unhi ki, Mere aaqa ki hai sab bahar Allah Allah Allah Unhe gaib ka ilm rab ne diya hai, Khazano ka MUKHTAR unko kiya hai, Hai wohi QASIM E ROZGAR Allah Allah Allah Woh mairaajwale...
Bekaso se hai jinhe pyar wohi aaye hai Dono alam ke hai gamkhwar wohi aaye hai. Ya Rasoolallah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Merhaba Merhaba Ya Habiballah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Merhaba Merhaba Ek nazar asman pe daal merhaba, Chamka mah e noor ka Hilal merhaba. Zande lagao, galiya sajao Karlo charaga, ghar jagmagao Razi hoga Rabb-e-Zuljalal. Merhaba Mehfil sajao naate sunao Aaqa ki amad ki dhoome machao Rozo shab yahi ho apna haal. Merhaba Aashiq ke dil jagmagane lage hai Dekho zara muskurane lage hai Shahkar-e-Rabb-Zuljalal Merhaba Sadqa viladat ka jalwa dikha do Dil ki lagi abb to aaqa buja do Dikhla do apna abb jamal. Merhaba Judo sakahwat se adat tumhari Failaye daman khade hai bhikari Kar do karma Amena ke lal Merhaba Jame shahadat piya hai jinhone Ahle sunan ko...