Large Category

Taiba Taiba

Taiba taiba Mustafa ke des mein pyari hawa le chal mujhe Roza e Sarkar de dounga dua, le chal mujhe Taiba taiba… Kehte hain ke zindigi mein kal kabhi aati nahi Unke dar par aaj hi ba’d e saba,le chal mujhe Taiba taiba Aey Madine ke musafir ho kissi ko na khabar Is tarah apni palkon mein, le chal chupa mujhe Taiba taiba Hazri ke baad shehr e Mustafa dosto Koi bhi deta nahi yeh sada, le chal mujhe Taiba taiba. Aey qadeer e be nawa Tu Su e Taiba saath mein Unke sadaqe mein Tera hoga bhala, le chal mujhe

Sirf aik baar

Jahan jahan gaey karam hi karte gaey Kissi ne manga na manga woh jholi barte gaey Aise hain Sarkar mere, aise hain sarkar Dil se Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ko Tu pukar Ho ga berra paar. Koi aajay talab se siwa dete hai Aey bimar to dukh Dushman aajaey to chadar bhi becha dete hain Aise hain sarkar mere. Aise hain Sarkar Dil se Mustafa ko tu pukar Aur to kuch nahi daman mein durudon ke siwa Lekin main Mehfil le jaein

Sohneya karam kamade

Sohneya karam kama de tera ki jawnda Ujri jhowk wasade tera ki jawnda Kulli mast malanga de wich aa ke te Enu arsh bana de tera ki jawnda Ujri jhowk wasade tera ki jawnda. Kulli mast malanga de wich aa ke te Enu arsh bana de tera ki jawnda Ujri jhowk wasade tera ki jawnda. Jere wekhna jawnde aqa onna nu Apna aap wikhade tere ki jawnda Ujri jhowk wasade tera ki jawnda. Jere wekhna jawnde aqa onna nu Apna aap wikhade tere ki jawnda Ujri jhowk wasade tera ki jawnda. Aale paak da sadqa de ke mangne aa Maele dil lashkade tera ki jawnda Ujri jhowk wasade tera ki jawnda Aale paak da sadqa de ke mangne aa Maele dil lashkade tera ki jawnda Ujri jhowk wasade tera ki jawnda Dil diya sukia sarria hoiya gallan ne Rehmat da min paa de tera ki jawnda Ujri jhowk wasade tera ki jawnda Suttea hoya khwaba de...

Mustafa e Zaat e Yakta aap hai

Mustafa e Zaat e Yakta aap hai Yak ne jisko yak banaya aap hai Aap jaisa koi ho sakta nahi Apni har khubi me tanha aap hai Mustafa e Zaat e Yakta aap hai Yak ne jisko yak banaya aap hai Aabo gill me noor ki pehli kiran Jan e Aadam jaan e Hauwa aap hai Mustafa e Zaat e Yakta aap hai Yak ne jisko yak banaya aap hai Husn e Awwal ki namude awwali Bazme aakhir ka ujala aap hai Mustafa e Zaat e Yakta aap hai Yak ne jisko yak banaya aap hai Aap ki khatir banaye do jahaan Aur apni khatir jo banaya aap hai Mustafa e Zaat e Yakta aap hai Yak ne jisko yak banaya aap hai Aap ki tal at ko dekha jaan di Qabr me pahucha to dekha aap hai Mustafa e Zaat e Yakta aap hai Yak ne jisko yak banaya aap hai Aap ki tal at khuda ka aaina Jisme chamke haq ka jalwa aap hai Mustafa e Zaat e Yakta aap hai Yak ne jisko ...

Sachi baat sikhatein yeh hain

​Sachi baat, sikhatein yeh hain sidi rah dikhatein yeh hain Tanda tanda, mitha mitha pite ham hain pilatein yeh hain Faiz e jalil nooh se poocho Kashti kinare lagate yeh hai Faize jaleel khalil se poocho aag mein baag lagate yeh hain Faize jaleel Adam se poocho Touba qubool karate yeh hain Inna aytayna kal kouthar saari kasrat paate yeh hain, Rab hai moti, teh hai Qasim Risq us ka hai, khilate yeh hain Kehdo riza se, khush ho khush reh Mujda raza ka, sunate yeh hain

Mujh ko sarkar ka aastan mil geya

Mujh ko sarkar ka aasta(n) mil geya Main zamee(n) tha mujhe aasman mil geya Aapke dar ki khayrat kya mil gayi x 3 Mujh se pucho to sara jahan mil geya Main zameen tha mujhe aasman mil geya Aapke dar ki khayrat kya mil gayi x 3 Mujh se pucho to sara jahan mil geya Main zameen tha mujhe aasman mil geya Ham musibat mein ho dil dukhe aapka Dekho kaisa hamein mehrban mil geya Main zameen tha mujhe aasman mil geya