Jaano dil qurban hai wo to aashiqo ki jaan hai Marhaba kitna sohna Nabiyon (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka sultan hai Mera ghar aulado jaan mehoob par qurbaan hai Marhaba kitna sohna Nabiyon ka sultan hai Zulf hai wallail unki wadduha rukhsar hai Khulq hai unka azeem Qur’an ka shi’ar hai Warafa’ana laka zikrak rab ka ye farmaan hai Marhaba kitna sohna Nabiyon ka sultan hai Chand ke tukde kiye sooraj piraya aap ne Kankri bejaan thi kalama padhaya aapne Maliko Mukhtar aaqa kaisa wo zeeshan hai Marhaba kitna sohna Nabiyon ka sultan hai Har ghadi anwaaron rehmat ki waha barsaat hai Jis jagah par jalwa farma Mustafa ki zaat hai Nikle dam Taiba me Mawla ye mera armaan hai Marhaba kitna sohna Nabiyon ka sultan hai
سبحان الله Glory be to Allah (x5) سبحانك ربي سبحانك Glory be to my Lord, glory سبحانك ما أعظم شانك Glory be to my Lord how great you are ندعوك ونرجوا غفرانك We pray and ask you for forgiveness جل الله بكل كون الله Glory be to Allah as big as the universe ألمح نور الله Gods light is glimpsed وذكر ربي في دقات قلبي And I remember my Lord in the beats of my heart يهتف بسم الله Saying in the name of my Lord خلق الله God’s creations صنع الله ما أبهاه How great are His creations والأكوان تسبح بسم الله And the universe is praising in the name of my Allah جل الله في علاه Glory be to Allah above يا رباه يا رحمن Oh Lord, oh merciful الله Allah Subhanaka Rabbi…
huzoor (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aajiz nikamey aaye qabool howe salaam aqa salaam do jag de taajdara salaam khayr ul anaam aqa naa maal o zar da na aqlaan shaqlan na aarzoo da tareeqa koi dobara aawan di aas le ke kharre ne dar te ghulaam aqa asan gunahgaar gandeya mandeya nun roz mahshar tera sahara ghulaman nun yaad rakhna aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jis dam pilao kausar de jaam aqa tere siwa teri baargah wich asan nikameyan nun koun jaane aethe jibril warge karde ghulamiyan subh o shaam aqa tere daware ton hath ke shaha sajjan nun mangan da wal nai aunda main aal teri da haan gadagar huzoor mangda nai aam aqa
رقت عيناي شوقاً .. ولطيبة ذرفت عشقاً فأتيت إلى حبيبي .. فاهدأ يا قلب ، ورفقاً صل على محمد Raqqat ‘ainaya shawqan, wa li Taibata tharafat ‘ishqan Fa’ataytu ila habibi, fahda’ ya qalbu wa rifqan Salli ‘ala Muhammad My eyes are full of longing And they’ve shed tears due to missing Taiba So I came to (visit) my beloved Calm down, my heart, and be gentle! Send salutations upon Muhammad السلام عليك يا رسول الله .. السلام عليك يا حبيبي يا نبي الله السلام عليك يا رسول الله .. السلام عليك يا حبيبي يا نبي الله يا رسول الله Assalamu alayka ya Ya Rasool Allah Assalamu alayka ya habibi Ya Nabiyya Allah Assalamu alayka ya Ya Rasool Allah Assalamu alayka ya habibi Ya Nabiyya Allah, ya Rasool Allah May salutations be sent upon you O Messenger of Allah May salutations be sent upon you O my Beloved O Prophe...
aankhon ko woh pur kaif nazare nahin bhule woh din jo madine mein guzare nahin bhule bechain hai ik baar uthe phir wohi ungli mohtaab ko aqa ke ishare nahin bhule ghir jaon main ji chahe mera phir se bhanwar mein aqa ne diye the jo sahare nahin bhule islam ke gulshan ko bachaya tha jinhon ne karbal ko woh zahra ke dulare nahin bhule taiba ki haseen raat mein faarooqi humari taqdeer ke chamke jo sitare nahin bhule
Lo jhoom ke naam Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka Iss naam se rahat hoti hai Iss naam ke sadqe baithe hain Iss naam se barkat hoti hai Yeh shaan-e-karam Allah ghani Allah ka diya dete hain Nabi Dekhe to sadda de kar koi Har cheez inayat hoti hai Naaton ke sajaate hain gajre Parhte hain salaamon ke naghme Koi maane, maane na maane Apni to ‘ibadat hoti hai Mausam to badalte rehte hain Armaan machalte rehte hain Dekhein kis waqt Madine mein Jaane ki surat hoti hai Khushbakht musafir tayba ke Ho saamne jab darbar-e-Nabi Youn dekho Gumbad ko jaise Quran ki tilawat hoti hai Apne dukh dard musibat mein Dunya mein hazaaron rote hain Jo yaad-e-Nabi mein askh gire Us ashk ki qeemat hoti hai Apne to Niyazi apne hain Ghayron ne bhi humse pyar kiya Sab naam-e-Nabi (salla Llahu ...