Karam hi karam hai
Karam hi karam hai
Hoon unka gadaa kya, yeh ezaaz kamm hai..
Karam hi karam hai
Karam hi karam hai
Bana dijiye bigrri, Shaha aaj meri
Ke haai aap ke haath, Mein laaj meri
Huzoor aap se do jahaan, ka bharam hai
Karam hi karam hai
Karam hi karam hai
Khuda ki qasam har khushi, aap se hai
Yeh shehzaad ki zindagi, aap se hai
Huzoor aapke dam se hi, dam mein dam hai..
Karam hi karam hai
Karam hi karam hai
Shab-o-roz ulfat ka izhaar karna
Huzoor aap se pyaar, bas pyaar karna
Huzoor aap se pyaay, bas pyar karna
Huzoor aap se pyaar, bas pyar karna
Yehi deen mera, yeh mera dharam hai
Karam hi karam hai
Karam hi karam hai
Yeh taqdeer ab soyi, kaise rahegi
Mujhe ab kammi koi, kaise rahegi
Mere darr, mere Mustafa ka qadam hai
Karam hi karam hai
Karam hi karam hai
Shab-o-roz ulfat ka izhaar karna
Huzoor aap se pyaar, bas pyaar karna
Huzoor aap se pyaar, bas pyar karna
Huzoor aap se pyaar, bas pyar karna
Yehi deen mera, yeh mera dharam hai
Karam hi karam hai
Karam hi karam hai