Rahey jaate hain ye armaan, haye mere sine mein
Na kaabe ki gali dekhi na pohancha mein madine mein
our, Suna hai noor ki barsaat, hoti hai madine mein
Ilahi, eik chhinta saa lage ham sab ke sine mein
Muhammad is tarha tashrif farman hein madine mein
Ke jaise sura e yaseen hai qur’aan ke sine mein
Muhammad ki judai aag bharkaati hai sine mein
Rawan jab dekhta hun kafile hajj ke mahine mein
Rahey jate hain ye arman haye mere sine mein
Na kabe ki gali dekhi na pahuncha mein madine mein