Masonry Category

Us Hussain ibn e Haidar pei lakhoun salam

Us Hussain Ibn e Haidar (radi Allahu ‘anhum) pei lakhoun salam Kar liya nosh jis ne shahdat ka jaam Jis ko Dhoke se Koufe bulaya geya Jis ke bachoen ko Pyasa rulaya geya Khanjar zulm jis par chalaya geya Us ki kamil shahadat pei lakhoun salam Jis ne haq Karbala ka aada kar diya Jis ne Nana ka ...

Rooh e Shabbir

Rooh e Shabbir Woh Manzar To Bata, Jab Huwee Shehr e Madina Say Judai Ho Gi. O the soul of Shabbir (title of Sayyidina Imam Hussain), could you describe that scene When you departed from the city of Madina? Yeh To Zainab Hi Bata Sakti Hai, Laut Kar Kaisay Madinay Main Woh Aai Ho Gi. Only Zainab (Sis...

Rabb janay tey Hussain janay

Rabb janay tey Hussain janay (x6) Day kay tun aida wasta mangley duaa Rabb janay tey Hussain janay (x4) Itni namaz parh hona bechain ae Jitni parhave aj tenu Hussain ae Mustafa sajdah wadha kayndha khuda Rab janay tey Hussain janay (x4) Merey nasiba which likhi nay aulaad ae Kiti Hussain meri jholi ...

Aaqa Meriyan Akhiyan Akhiyan Madine Vich Reh Gayan

Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) meriyan akhiyan akhiyan madine vich reh gayan Muk Gaya visa te, judaiyan per pai gaiyan Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) meriyan akhiyan akhiyan madine vich reh gayan Tusan te menoon dar te sadeya,Wele Mainu shehroon kadiya Tere dar diyan sohniyan...

Sarkaar-e-Ghous-e-Azam nazr e karam khudara

Sarkaar-e-Ghous-e-Azam Nazr-e-Karam Khudara Mera Khaali Kaasa Bhar Do Mein Faqeer Hoon Tumhara Jholi Ko Meri Bhar Do Warna Kahe Gei Duniya Aisay Sakhi Ka Mangta Phirta Hai Maara Maara Sab Ka Koi Na Koi Duniya Mein Aasra Hai Mera Bajuz Tumharay Koi Nahin Sahara Ye Ata e Datstageeri Koi Mere Dil Se Po...

Lajpal Nabi Mere Darda Di Dawa Dena

Lajpal Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Mere Darda Di Dawa Dena Jad o Waqt e Naza Aave Daaman Di Hawa Dena Mai Naat Teri Parna Mai Zikr Tera Karna Is Zikr di Barkat Naal Meri Qabr Vasa Dena Dil Ronda Hai Jandena Jad Lo ke Madine nu Hun Saanu wi Yaa Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam...

Ya Shahenshah-e-Madina, Assalatu Wassalam

Ya Shahenshah-e – Madina, as-salatu wa s-salam Zeenat-e Arsh-e Mu’alla, as-salatu wa s-salam Rabbi-Habli-Ummati Kehte Huway Paida Huay Haq Ne Farmaya Ke Bakhsha, as-salatu wa s-salam Mu’mino Partay Raho Tum Apnay Aqa Par Durood Hai Farishto Ka Wazifa, as-salatu wa s-salam Bud Shika...

Sarkaar Jaante Hai

Kis Lab Pe Kya Dua Hai, Sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Jaante Hai, Kis Ke Dilo Main Kya Hai, Sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Jaante Hai, Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Jaante Hai Murda Hai Ya Ke Zinda, Bache Hai Ya Ke Bacha Pukhta Hai Ya Ke Kacha , or Kis Ka...

Adha idhar adha udhar – Manqabat

Dung Hai sab dekh kar adha idhar adha udhar Ho Gaya pal me kamar adha idhar adha udhar Chand hi kya aasma ko bhi agar kehthe huzoor Wo bhi ghir ta toot kar adha idhar adha udhur Ala hazrat ke ghulamo se ulujna chor do Phek denge kaat kar adha idhar adha udhar Jab Raza ki uth gayi talwaar to phir kya...

Meri Jholi Mai Rehte Hai Sada Tukre Muhammad Ke

Meri Jholi Mai Rehte Hai Sada Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Azal Se Kah Raha He Ye Gaada Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Meri Jholi Mai Rehte Hai Sada Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi w...

Ik Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai

Ik Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai Ik Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai Jo Rab E Do Aalam Ka Mahboob (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Yagana Hai. Kal Pul Say Hamein Jis Nay Khud Par Lagana Hai Zahra (radi Allahu ‘anha) Ka Woh Baba Hai Hasnain (radi Allahu ‘anhum) Ka Nana H...

Ab Tou Bas Eik Hi Dhun, Ke Madina Dekhon

Akhari Waqt Me Kya Ronake Duniya Dekhon Ab Tou Bas Eik Hi Dhun, Ke Madina Dekhon Kisne Bi Madina Dekhliya, Usne Bi Madina Dekhaliya Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Khabi To Me Bhi Kahon Me Ne Bhi Madina Dekhaliya Ab Tou Bas Eik Hi Dhun, Ke Madina Dekhon Mainu Majbooriyan The Dooriyan N...