Madina sohna eh jithe sohne (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ne derre laye Sadke main onna tho jerrhe wekh madina aye Madina sohna eh, insha’alla othe jana Sunehri jalian noo assan chum chum seene lana Madina sohna eh, ki odhi sift sunawan Sohna sadh le je main lakh lakh shukar manava Madina sohna eh, payee rehmat tahtah marre Gumbad-e-hazra de chalo wekhieh paak nazaare Madina sohna eh, paeyan sare jaag te thuma Noori noori roze dee main har ik cheez nu chuma Madina sohna eh, othe chamkda noor-e-illahi Rehmatha wala eh mera sohna arabi mahi Madina sohna eh, hooran arsh tu wekhan aeya Kamli walle diyan rab shanan aap wadhayan Madina sohna eh, main akhan lakh lakh wari Authe mar jawan jithe wasde habib-e-barri Madina sohna eh, sab aakhiya nabiyan waliyan Chum lawan thawan oh jithe laya...
Sun lo eh peeron ke peer Gounsal Azam Dastageer Sun lo eh peeron ke peer Gounsal Azam Dastageer Badlo meri bhi takdeer, badlo meri bhi takdeer Gounsal Azam Dastageer Main hoon tumhare dar ka bikhari eh shahe baghdad, eh shahe baghdad Wasta tum ko pyare Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka sun lo meri faryaad, sun lo meri faryaad Thorro gardish kee zanjeer, Thorro gardish kee zanjeer Gounsal Azam Dastageer Sun lo eh peeron ke peer Gounsal Azam Dastageer Sun lo eh peeron ke peer Gounsal Azam Dastageer Dar se tum ne apne kisi mangte ko nahin hai taala, mangte ko nahin hai taala Aale-e-nabi ka sadka tum ne jholli mein hai daala, jholli mein he daala Barhe peer be nazeer, barhe peer be nazeer Gounsal Azam Dastageer Sun lo eh peeron ke peer Gounsal Azam Dastageer Sun lo eh peeron ke pee...
Hazir ho dar-e-akdas pe gadha sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) bulayein kadmon mein Mohtaaj pe ho rehmat ki ridha sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) bulayein kadmon mein Do izn salami ka mujh ko ik kaif-e-dawami ka mujh ko Darkhan darkhan ki hai ye dua sarkar bulayein kadmon mein Wo lamhe Aeyen Qurbat ke simtee ho sadhiyan lamhon mein Takhta hoon jadah rehmat ka sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) bulayein kadmon mein Main pyas ke sehrah mein khoya kante se halq mein chubte hein Hon sabz sunehre jaam atha sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) bulayein kadmon mein
Muje Rang De Muje Rang De Maula Maula Muje Rang De Maula Tu Karim Hai Tu Rahim Teri Zaat Sab Se Azim Hai Nahi Tujsa Koi Bhi Dusra Tu Qabir Hai Tu Alim Hai. Ye Latafate Ye Inayate Hai Tere Karam Ki Wazahate Jo Chaman May Hai To Nasim Hai Jo Gulo May Hai To Shamim Hai Tu Baid Bhi Tu Qarib Bhi Tu Muhib Bhi Hai Tu Habib Bhi Tu Hararate Dil-e-Ashiqan Tu Nishan-e-Aql-e-Salim Hai Tu Hai Raazdan Sabhi Baat Ka Tu Hai Rang Bazm-e-Hayat Ka Kahin Shan-e-Khalk-e-Muhammadi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Kahin Husn-e-Nutq-e-Kalim Hai Tu Habib Bhi Tu Hafiz Bhi Tu Rahim Bhi Tu Karim Hai Tu Bashir Bhi Tu Nasir Bhi Tu Kabir Hai Tu Halim Hai. Tu Mere Khayal Ke Gulshano May Basa Misal-e-Shamim Hai Tu Mere Yaqeen Ki Wusaton May Khiram-e-Mauj-e-Nasim Hai Hai Dua-e-Bismil-e-Mim Jaa(n) Ke Meri Khatao Ke Bak...
Likh Raha Hoon Naat-e-Sarwar Likh Raha Hoon Naat-e-Sarwar Sabz Gumbad Dekh Kar Kaif Taari Hai Qalam Par Sabz Gumbad Dekh Kar Hai Muqaddar Yaawri Par Sabz Gumbad Dekh Kar Phir Na Kyun Jhoomay Sana Gar Sabz Gumbad Dekh Kar Likh Raha Hoon Naat-e-Sarwar Sabz Gumbad Dekh Kar Masjid-e-Nabwi Pe Pohonchay Marhaba Sallay Ala Ho Gaya Jaari Zuban Par Sabz Gumbad Dekh Kar Likh Raha Hoon Naat-e-Sarwar Sabz Gumbad Dekh Kar Aap Se Buss Aap Hee Ko Mangta Hai Ya Nabi Aapka Adna Gadagar Sabz Gumbad Dekh Kar Likh Raha Hoon Naat-e-Sarwar Sabz Gumbad Dekh Kar Aah! Ae Attar Tujhse Itna Bhi Na Ho Saka Jaan Kar Deta Nichawar Sabz Gumbad Dekh Kar Likh Raha Hoon Naat-e-Sarwar Sabz Gumbad Dekh Kar Kaif Taari Hai Qalam Par Sabz Gumbad Dekh Kar Aap ki galliyon ke mangte, mujh se to ache rahe Hai sakoon unko mayassar, ...
Yeh Sarwari Hai Bhala Kya Sikandari Kya Hai Dare Nabi Ka Gada Hun Mujhe Kami Kya Hai Fida Naho Jo Nabi Pe Woh Ummati Kya Hai Jo Geet Gaye Na Unke Woh Admi Kya Hai Dare Rasool Pe Le Chal Junoone Ishq Mujhe Baghair Aqa Ke Guzrey Woh Zindagi Kya Hai Tarap Raha Hai Jo Roze Ki Haazri Ke Liye Usi Gharib Se Pucho Ke Be Basi Kya Hai Nabi Ki Shaan-e-karimi Na Maan Ne Walon Mujhe Bas Itna Bata Do Ke Kaafri Kya Hai Bara Karam Hai Niyazi Madiney Wale Ka Karam Na Ho Jo Nabi Ka Woh Zindagi Kya Hai
Sarware Ambiya (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ki Hai Mehfil Saji Liji Ye Kuch Maza Jhoom Te Jhoom Te Aap Suntey Rahey Mein Sunata Rahun Zikre Salley Ala Jhoom Te Jhoom Te Wajhey Taskine Alam Hai Yaade Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Dafa-aey Ranjo Alum Hai Milade Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Aap Bethein Saja Kar Zara Bazm Ko Hogi Rehmat Khuda Jhoom Te Jhoom Te Sarware Ambiya Ki Hai Mehfil Saji Liji Ye Kuch Maza Jhoom Te Jhoom Te Aap Suntey Rahey Mein Sunata Rahun Zikre Salley Ala Jhoom Te Jhoom Te Ek Bhi Apne Daman Mein Neki Nathi Aankh Mein Ashk The Lab Pe Naate Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Mujh Ko Unke Karam Ne Sahara Diya Unki Aai Ata Jhoom Te Jhoom Te Sarware Ambiya Ki Hai Mehfil Saji Liji Ye Kuch Maza Jhoom Te Jhoom Te Aap Suntey Rahey Mei...
Sultane Jahan Mehboobe Khuda, Teri Shaano Shaukat Kya Kehna Har Shay Pe Likha Hai Naam Tera, Tere Zikr Ki Rafa’aat Kya Kehna Hai Sar Par Taaj Nabuwwatka, Jora Hai Tan Pe Karamat Ka Sehra Hai Jabin Par Shafa’aat Ka, Ummat Pe Hai Rehmat Kya Kehna Sultane Jahan Mehboobe Khuda, Teri Shaano Shaukat Kya Kehna Har Shay Pe Likha Hai Naam Tera, Tere Zikr Ki Rafa’aat Kya Kehna Mairaj Hui Ta Arsh Gaye, Haqq Tum Se Mila Tum Haqq Se Miley Sab Razey Fa Awha Dil Pe Khuley, Yeh Izzato Hashmat Kya Kehna Sultane Jahan Mehboobe Khuda, Teri Shaano Shaukat Kya Kehna Har Shay Pe Likha Hai Naam Tera, Tere Zikr Ki Rafa’aat Kya Kehna Sab Misle Hatheli Peshe Nazar, Har Ghaib Ayan Hain Sine Par Yeh Noore Nazar Yeh Chashm-o-basar, Yeh Ilmo Hikmat Kya Kehna Sultane Jahan Mehboobe Khuda, Teri Sh...
Sarkare Do Alam Ke Rukh Par, Anwaar Ka Alam Kya Hoga Jab Zulf Ka Zikr Hai Qur’an Mein, Rukhsar Ka Alam Kya Hoga Mehboobe Khuda Ke Jalwon Se, Iman Ki Ankhen Raushan Hain Bin Dekhey Hi Jab Yeh Alam Hai, Didar Ka Alam Kya Hoga Sarkare Do Alam Ke Rukh Par, Anwaar Ka Alam Kya Hoga Jab Zulf Ka Zikr Hai Qur’an Mein, Rukhsar Ka Alam Kya Hoga Jab Unke Gada Bhar Detey Hain, Shahane Zamana Ki Jholi Mohtaj Ki Jab Yeh Halat Hai, Mukhtar Ka Alam Kya Hoga Sarkare Do Alam Ke Rukh Par, Anwaar Ka Alam Kya Hoga Jab Zulf Ka Zikr Hai Qur’an Mein, Rukhsar Ka Alam Kya Hoga Hai Naam Mein Unka Itna Asar, Ji Uthte Hai Murdey Bhi Sun Kar Woh Haal Agar Khud Puchein To, Bimar Ka Alam Kya Hoga Sarkare Do Alam Ke Rukh Par, Anwaar Ka Alam Kya Hoga Jab Zulf Ka Zikr Hai Qur’an Mein, Rukhsar Ka Alam ...
Namey Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Salley Ala, Ankhon Ki Thandak Dil Ki Jila Aao Unka Zikr Karein, Jo Hai Dafa-aey Ranjo Bala Jin Ko Unka Qurb Mila Hai, Ban Gaye Hadi-o-raah Numa Sab Par Unki Chashme Karam Hai, Wah Re Shaane Judo Sakha Namey Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Salley Ala, Ankhon Ki Thandak Dil Ki Jila Aao Unka Zikr Karein, Jo Hai Dafa-aey Ranjo Bala Dekh Ke Apni Farze Amal Ko, Aasi Jab Sharmaen Gey Ummat Se Kuch Pyar Hai Aisa, Khud Woh Karam Farmaen Gey Namey Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Salley Ala, Ankhon Ki Thandak Dil Ki Jila Aao Unka Zikr Karein, Jo Hai Dafa-aey Ranjo Bala Un Par Apna Tan Man Warun, Warun Husne Kouno Makaa’n Haasil Unke Sadqey Mein Hai, Izzat-o-azmat Naam-o-nishan Namey Muhammad (salla Llahu ‘a...
Namey Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Kitna Mitha, Mitha Lagta Hai Donon Jahan Sarkar Ka Sadqa Aisa Lagta Hai Yade Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ka Gulshan Mehka, Mehka Lagta Hai Mehfil Mein Maujud Hain Aqa Aisa Lagta Hai Namey Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Kitna Mitha, Mitha Lagta Hai Donon Jahan Sarkar Ka Sadqa Aisa Lagta Hai Lab Par Naghmey Salley Ala Ke Hathon Mein Kashkol Dekho To Sarkar Ka Mangta Kaisa Lagta Hai Namey Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Kitna Mitha, Mitha Lagta Hai Donon Jahan Sarkar Ka Sadqa Aisa Lagta Hai Ghauso, Qutb, Abdaal, Qalandar, Sab Unke Mohtaj Mera Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Sab Waliyon Ka Aqa Lagta Hai Namey Muhammad Kitna Mitha, Mitha Lagta Hai Donon Jahan Sarkar Ka Sadqa Aisa Lagta H...
Muhammad Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Salley Ala Ki Aaj Mehfil Hai Habibe Kibriya, Salley Ala Ki Aaj Mehfil Hai Parho Salley Ala, Salley Ala, Salley Ala, Har Dam Ke Mehboobe Khuda, Salley Ala, Ki Aaj Mehfil Hai Muhammad Mustafa Wuzu Se Aaein, Bethein, Ba Adab, Bhejein Durood Unpar Jahan Ke Rehnuma Salley Ala Ki Aaj Mehfil Hai Muhammad Mustafa Farishtey Alamey Bala Se Sun, Sun Kar Yeh Kehte Hain Chalo Noore Khuda, Salley Ala, Ki Aaj Mehfil Hai Muhammad Mustafa Huey Hai Jis Ke Faizey Noor Se Donon Jahan Raushan Usi Shamsud Doha, Salley Ala, Ki Aaj Mehfil Hai Muhammad Mustafa Nikala Jis Ne Chashmah Aab Ka Ungli Se Jangal Mein Usi Behre Sakha, Salley Ala Ki Aaj Mehfil Hai Muhammad Mustafa Duaein Mangley Jo Mangni Hon Haqq Se, Aey Akbar Tere Mushkil Kusha, Salley Ala Ki Aaj Meh...