Zikr e kherulwara bay khatar kijiay Haan yahi kaam shaam o sahar kijiay Chaahtay ho jo barsay karam ki ghattaa Aap kay ghar bhi a-ayn habeeb e Khuda (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Naat say roashni apnay ghar kijiay Gham milay ya kay haasil ho koii khushi Lab pay jaari rahay ya nabi ya nabi Iss taraah zindgaani basar kijiay Har taraf say ghulaamon ki he yay sadaa Almadad Mustafa almadad Mustafa Sadqa hasnein ka ik nazar kijiay Zindagi mayn hazaron safar kar liay Dil nay chaaha na chaaha magar kar liay Ab dar e Mustafa ka safar kijiay Chaahtay ho jo barsay karam ki gahattaa Lab pay jaari rahay mustafa mustafa Iss taraah zindgaani basar kijiay Laakhon tufaan heyn laykin kinara nahiin Or naasir ka koii sahara nahiin Ik nazar ik nazar ik nazar kijiay
Zindagi da koi tay maeyaar hona chahida ALLAH (subhanahu wa ta’ala) de HABEEB (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) naal piyaar hona chahida Saanu ay ho dassayya Siddique (radi Allahu ‘anhu) Yaar-e-Ghaar nay Kay sab kujh Sohnay tou nisaar hona chahida ALLAH de HABEEB naal piyaar hona chahida Aur houn jaan saaday tay, ALLAH ay enayataa kay juunday juunday Sohnay da dedaar ho chahida ALLAH de HABEEB naal piyaar hona chahida Aur koi tamanna see, Siddique Yaar-e-Ghaar de Kay Yaar naalay Yaar da Mazaar hona chahida ALLAH de HABEEB naal piyaar hona chahida Hasan (radi Allahu ‘anhu) tay Hussain (radi Allahu ‘anhu) tou, jind jaan waar kay Ali (R.A) day gulama cho shumaar hona chahi da ALLAH de HABEEB naal piyaar hona chahida Ay labba tay Niyaazi ho, saa jaddo aakhri Uss wai...
Us Hussain Ibne Haddar pei lakhoun salam Kar liya nosh jis ne shahdat ka jaam Jis ko Dhoke se Koufe bulaya geya Jis ke bachoen ko Pyasa rulaya geya Khanjar zulm jis par chalaya geya Us ki kamil shahadat pei lakhoun salam Jis ne haq Karbala ka aada kar diya Jis ne Nana ka wa’ada wafa kar diya Jis ne kumbe a kumba fida kar diya Baadshah-e-sakhawat pei lahkoun salam Jis ko ummat ka gham hi satata raha Ashq gharoun mein jo bhi bahata raha Jo muqaddar hamare banata raha Us ki sab se a’al-o-ishrat pei lakhoun salam Jis ke shohar par khanjar chalaya geya Jis ke bethe ko khoun mein nalaya geya Jis ki bethi ko qaadi banaya geya Us khatoon-e-qayamat pei lakhoun salam Samne jis ke Akbar zibaah ho geye Goad mei jis ke Asghar tarapte rahe Jis ko ummat ne teeroun ka tohfa diya Us shaheed-e-M...
Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa, Anwaar Ka Alam Kya Hoga Har Koee Fida Hai Bin Dekhe, Deedaar Ka Alam Kya Hoga Ek Simt Ali Ek Simt Umar, Siddiq Idhar Uthmaan Udhar In Jug Mug Jug Mug Taraun May, Sarkaar Ka Alam Kya Hoga Jis Waqt Haleemah Ki Godi, Anwaare Khuda Say Raushan Thi Us Waqt Haleemah Daee Kay, Ghar Baar Ka Alam Kya Hoga Jab Inke Gada Bhar Detay Hain, Shahaanay Zamana Ki Jholi Mohtaaj Ka Jab Yeh Alam Ha, Mukhtaar Ka Alam Kya Hoga Chahay To Ishaaraun Say Apne, Kaya Hi Palat Day Duniya Ki Yeh Shaan Hai Unke Ghulamau’n Ki, Sardaar Ka Alam Kya Hoga Sun Sun Kay Sahaba Ki Batein, Kuffar Musalmaan Hotay Thay Phir Mere Rasool-E-Akram Ki, Guftaar Ka Alam Kya Hoga Taibah Say Hawaein Atee Hai Baikal Ko Sukoon Mil Jata Hai Iss Paar Ka Jab Yeh Alam Hai, Uss Paar Ka Alam Kya Hoga
Ishq ke rang me rang jaein jab afkaar to khulte hein ghulaamon pe wo asraar ke rehte hein wo tawseef sanaae shahe abraar me har lehzaa Guhar baar Warna Wo Sayyide Aale Nasabi han Wohi Ummi Laquabi Hashmi o Muttalabi o ‘Arabi o Farashi o Madani aur kahan hamse gunahgaar Ishq ke rang me rang jao mere yaar Aarzoo ye he ke ho qualb muattar wo mutahhar wo munawwar wo mujalla wo musaffa durehaalaa jo nazar aae kahin jalwaae roue shahe abraar Jin ke qadmon ki chamak chaand sitaaron me nazar aae jidhar se wo guzar jaae wohi raah chamak jae damak jae mahak jae bane rawnaque gulzaar Ishq ke rang me rang jao mere yaar Soung loun khushbue gesue Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) wo siya zulf nahin jis ke muquaabil ye banafsha ye suyunti ye chambeli ye gule laalaa o champaa ka nikhaar...
Ya Nabi Salaam Alaika, Ya Rasul Salaam Alaika, Ya Habib Salaam Alaika, Salawatullaah Alaika. Jashn-e-Milad un nabi hay, Noor ki chaadar tani hay, Roshani hi roshani hay, Har taraf yay doom machi hay. Ya Nabi Salaam Alaika, Ya Rasul Salaam Alaika, Ya Habib Salaam Alaika, Salawatullaah Alaika. Ya habeeb-e-rab-e-daawar, Azpa-ay Siddeeq-e-Akbar, Aur Umar Usmaan O Haydar, Chashmay baytar Do qalb-e-uzz par. Ya Nabi Salaam Alaika, Ya Rasul Salaam Alaika, Ya Habib Salaam Alaika, Salawatullaah Alaika. Rahmatal Lil Aalameena, Ho ataa aysa kareena, Daykh kar meetaa madina, Ishq-e-main patjaa ay seena. Ya Nabi Salaam Alaika, Ya Rasul Salaam Alaika, Ya Habib Salaam Alaika, Salawatullaah Alaika. Aakhari lamhay jab aa-ain, Kaash wo tashreef laa-ain, Apnay jalwon main gumaa-ain, Joom-e-kar ham gun gunaa-a...
Hammay apna Woh (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kehtey hain, Muhabbat ho tou aise ho Hammay nazrou may rakhtey hain, Inaayat ho tou aise ho Woh (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) pathar maarne waalo ko detay hain dua aksar Koi lao misaal aise, sharaafat hou tou aise ho Ishaara jab Woh (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) famaey, tou pathar bol uthtay hain Nabuwwat ho tou aise ho, Risaalat hou tou aise ho Wahaaa mujrim ko milti hain pahaei bhi jazaein bhi Madiney may jo lagti hay, adalat ho tou aise ho Maire Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki wilaadat per huwey sab ko ata detey Issey milaad kehtey hain, wilaadat ho tou aise ho Namaz-e-Asr ko qurbaan ker kay Un (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)) ki hasti per Ali Maula (radi Allahu ‘anhu) ne batlaaya, ibaadat ho ...