Milad

Unki Mahak Ne Dil Ke Gujnche Khila Diya Hai

Unki Mahak Ne Dil Ki Gunche Khila Diye Hai Jis Raah Chal Diye Kunche Basa Diye Hai. Jab Aa Gayi Hai Joshe Rehmat Per Unki Ankhen Jalte Buja Diye Hai, Rote Hansa Diye Hai. Ek Dil Hamara Kya Hai, Aazaar Uska Kitna Tumne To Chalte Phirte Murde Jila Diye Hai. Unke Nisar Koi Kaisi Hi Ranj May Ho Jab Yaad Aa Gaye Hai Sab Gam Bhoola Diye Hai. Humse Faqir Bhi Abb Feri Ko Oothte To Honge, Abb To Gani Ke Dar Pe Bistar Jama Diye Hai. Asra May Guzre Jis Dam Baide Pe Qudsiyo Ke Hone Lagi Salami Parcham Jhooka Diye Hai. Aane Do Ya Doobo Do Abb TO Tumhari Jaanib Kasti Tumhi Pe Chhodi Lanagr Ootha Diye Hai. Dulha Se Itna Keh Do Pyare Sawari Roko Mushkil May Hai Baraati Purkhaar Wadiye Hai. Allah Kya Jahannam Abb Na Shard Hoga Ro Ro Ke Mustafa Ne Dariya Baha Diye Hai. Mere Karim Se Gar Khatra Kisi Ne Manga...

Zahe Muqaddar Huzur-e-Haq Se Payam Aay

Zahe muqaddar huzur-e-haq se salaam aaya payam aaya Jhukao nazreen bichao palkeen adab ka aala maqam aaya Yeh kon sar se kafan lapetey chala hai ulfat ke raatey par Farishtey hairat se tak rahe hain yeh kon zi ehteram aaya Faza mein labbaik ki sadain za farsh ta aarsh goonjhti hain Har ek qurban ho raha hai zaban pe yeh kis ka naam aaya Yeh rahe-haq hai sambhal ke chalna yahan hai manzil qadam qadam par Pohanchna dar par to kehna aaqa salaam lijiye ghulam aaya Yeh kehna aaqa bohat se aashiq taraptey se choor aaya hoon mein Bulawe ke muntazir hai lekin na subah aaya na sham aaya Dua jo nikli thi dil se aakhir palat ke maqbool ho ke aai Woh jazba jis mein tarap thi sachi woh jazba aakhir ko kaam aaya Khuda tera hafiz-o-nigehban o rahe batha ke jaane wale Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sa...

Zamino Zamaan Tumhare Liye

Zamino Zamaan tumhare (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) liye Makino Makan tumhare liye Chunino Chuna tumhare liye Bane do jahan tumhare liye Dahan me zuban tumhare liye Badan me hai Jaan tumhare liye Hum aye Yahan tumhare liye Uthe bhi Wahan tumhare liye Farishte Khidam Rasoole Hashm Tamame Umam Ghulame karam Wajoodo Adam Haduso kidam Jahan me aya tumhare liye Atiko wasi Gani-o-Ali Sana ki Zuban tumhare liye Asaalate kul Imaamate kul Siyaadate kul Imaarate kul Hukoomate kul Wilayate kul Khuda ke Yahan tumhare liye Tumhari Chamak tumhari Damak Tumhari Jhalak tumhari Mahak Zamino Falak Simako Samak Me sikka rawa tumhare liye Ye Shamso Qamar ye Shaamo Sahar Ye bargo shajar ye baago samar Ye tego sipar ye Taajo kamar Ye hukme Rawan tumare liye Na Roohe Ami na Arshe maki Na Laohe Mubin koye...

May so jaoo Ya MUSTAFA (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kehtey kehtey Khulley aankh Salli ‘ala kehtey kehtey

May so jaoo Ya MUSTAFA (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kehtey kehtey Khulley aankh Salli ‘ala kehtey kehtey Sitam pay Sitam seh gaey dushmano kay Habeeb-e-KHUDA, Ya KHUDA kehtey kehtey May so jaoo Ya MUSTAFA (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kehtey kehtey Khulley aankh Salli ‘ala kehtey kehtey Guzarte thay kaantey bharrey raasto say RASOOL-e-KHUDA, Marhaba kehtey kehtey May so jaoo Ya MUSTAFA (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kehtey kehtey Khulley aankh Salli ‘ala kehtey kehtey Huwey surkhuru Aap her maarkey may Fakat Rabbana, Rabbana kehtey kehtey May so jaoo Ya MUSTAFA (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kehtey kehtey Khulley aankh Salli ‘ala kehtey kehtey Shahe her do Aalam ne naam-e-jabee say Bhara paet shukrey KHUDA kehtey kehtey May so jaoo Ya ...

Noor Wala Aya Hai

Noor Wala Aya Hai Noor Lay kar Aya Hai Sara Alam May Yeh Dekho Kaisa Noor Chaya Hai As-salatu wa s-salamu ‘alayka ya Rasula Llah As-salatu wa s-salamu ‘alayka ya Habiba Llah Jab Talak Yah Chand Tara Jheel Meelata Jayanga Tab Talak Jasna Wiladat Hum Manata Jayanga Noor Wala Aya Hai Noor Lay kar Aya Hai Sara Alam May Yah Dekho Kaisa Noor Chaya Hai As-salatu wa s-salamu ‘alayka ya Rasula Llah As-salatu wa s-salamu ‘alayka ya Habiba Llah Naate Mahbooba KHUDA Sunta Sunata Jayanga YA Rasula Llah Ka Nara Lagata Jayeinga Noor Wala Aya Hai Noor Lay kar Aya Hai Sara Alam May Yeh Dekho Kaisa Noor Chaya Hai As-salatu wa s-salamu ‘alayka ya Rasula Llah As-salatu wa s-salamu ‘alayka ya Habiba Llah Char Janib Hum Diya Ghee Kay Jalata Jayanga Ghar Toh Ghar Sara Mohalla ...

Karam Ke Baadal Baras Rahe Hain

Karam ke badal baras rahe hain, dilon ki kheti hari bhari hai yeh kon aya ke zikr jinka, nagr nagr hai galli galli hai Diye dilon ke jala ke rakha, Nabi ki mahfil saja ke rakhna Jo rahat-e-dil sukun jaan hai, woh zikr zikr-e-Muhammadi hai Jo gaaliyah sun ke dein duaein, barro ko apne galle lagaey saraapa lutf-o-karam jo thahri woh mere aqa ki zindigi hai Nabi ko apna Khuda na mano, Khuda se lekin juda na jano Yeh Ahl-e-iman ka yeh aqida, Khuda Khuda hai Nabi Nabi hai Main apni qismat pe kyoun na jhumoun, main kyoun na waliyon ke dar ko chumoun Main naam-e-laiwa Mustafa ka, Khuda ke bandon se dosti hai Hai dosh par jin ke kamli kali wohi to hain do jahan ke waali koi sawali na bejha khali yeh shan mere karim ki hai Na mangu dunya ke tum khazane Niyazi chalein Madine ke badshah se bharh ke p...

Khushiyon ka sawan layaa hai milaad ka mosam aaya hai

Khushiyon ka sawan layaa hai milaad ka mosam aaya hai Ik kaif sa chaaya hai milad ka mosam aaya hai Ab chaak jighar se silthey hain ghunchey khushiyon ke khithay hain Ab fazal o karam ka saya hai milaad ka mosam aaya hai Ghilmaan o malaik janat ko kuch aur mazeeyun kartey hain Moulah ne khuld sajaaya hai milaad ka mosam aaya hai Sarkaar ke amad par rab ne apni kudrat dhiklahee hai Rehmat ka meena barsaaya hai milaad ka mosam aaya hai Kalyion kalyion par jowban hai poolho poolho par jowban hai Ghuncha ghuncha muskaaya hai milaad ka mosam aaya hai Kurbaan Haleema me tujh par hain tere ghodee main sarwaar Ye kesa mukadar payaa hai milaad ka mosam aaya hai  

Aqa aqa bol banday aqa aqa bol

Aqa aqa bol banday aqa aqa bol Zikr nabi tu karta ja yay zikr barra anmol Aisa din bhi aaja-ay sarkar kay dar pay betthay ho Lab khamosh zubaan ban ja-ay aansu arza kartay ho Un kay dar pay ronay waalay, dil say kucch to bolol Sarkar e do aalam pyaray aqa jidhar say guzra kartay thay Shajr gawaahi dayta tha or pathar kalima partay thay Noor e khuda kay munkir ab to, apni aankhayn khol Aow chalo deewano saaray shehr e madinah chaltay heyn Mayri kya oqaat he sab hii un kay dar say paltay heyn Ghairon ko bhi daytay heyn, bin maangay bin mol Jab say hosh sambaala he meyn unki naatayn parta huun Gustaakhi na ho ja-ay meyn sambal sambal kay chalta huun Maan ki dua-on ka sadqa, aisa mila maahol Rashid naatayn likhna parna yay he barra ihsan Un kay karm kay sadqay hii se unchi he parwan Naat e nab...

Ajj sik mitraan di wadheri aey

Ajj sik mitraan di wadheri aey Ajj sik mitraan di wadheri aey Keyoon dilrhii udaas gharii aey Loon loon wich showq changerii aey Ajj nennan laayaan keyon jarhyaan Mukh chand badar sha’shaanii aey Mathey chankey laat nooraanii aey Kaalii zulf te akh mastaanii aey Makhmoor akheen han mad bharyaan Is soorat noon main jaan aakhaan Jaanaan kih jaan-e-jahaan aakhaan Sach aakhaan te rab de main shaan aakhaan Jis shaan theen shaanaan sab banyaan Aehaa soorat shaalaa pesh-e-nazar Rahey waqt-e-naz’a te roz-e-hashar Wich qabar de pul theen jad hosii quzar Sab khotiyaan thiisan tadh kharyaan Laaho mukh theen mukhttat burde Yaman Man bhaanwrii jhalak dekhaa’o sajan Ohaa mithiyaan gaaleen alaao mithan Jo hamraa waadii san karyaan Aenaan sikhdiyaan te kurlandiyaan te Lakh waarii sadqey ...

Mujh pe mawla ka karam hai

Mujh pe mawla ka karam hai unki naatein parta hoon, daaman apna Rabb ab ki rahmat se mein har dam bharta hoon Me sadqe ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Me sadqe ya Habiba Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Dhoom unki naathani ki machate jaeinge Ya Rasula Llah ka naara lagate jaeinge Naathani mowt bhi hamse churah sakhti nahi Qabr me bhi mustafa ke geet gate jaye gai Mujh pe mowla ka karam hai unki naatein parta hoon, daman apna Rabb ki rahmat se main har dam bharta hoon Me sadqe ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Me sadqe ya Habiba Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Kiyi guftagu ho lab par tera naam aagaya hai Tera zikhar karte karte yeh maakam aagaya Jise pike shehsaadi balagal ullah pukare Mere daast natawa me wohi jaamp aagaya hain m...

Jashn e Amad e Rasul, Allahi Allah

Jashn e Amad e Rasul, Allahi Allah Bibi Amina ke phool, Allahi Allah Noor ki tann gaeen chaadrain chaarsoon Hoor-o-gilmaan ki poori hoii arzoo Mustafa mujtaba shah-e-kono mukaam Rub ki sarkaar jub hogaey roh baroh Phir khuda ne khaha mere mahboob tum Ho rasuloon ke Rasul, Allahi Allah Jashn e Amad e Rasul, Allahi Allah Bibi Amina ke phool, Allahi Allah Chehra-e-Mustafa jub dikhaya gaya Jhook gaye taarey aur chaand sharmaa gaya Amina dekh kar muskuraney lageen Hawwa Maryam bhi khushiyaan manane lageen Amina bibi sub se kehney lageen Dua ho gayi qabul, Allahi Allah Jashn e Amad e Rasul, Allahi Allah Bibi Amina ke phool, Allahi Allah Farsh se arsh tak noor ka hai samaa Laaey tashreef doniyan main khair-ul-waraa Aasi ummat ki kismal sawarney lagii Barishain rehmatoon ki barasney lageen Ay Hale...

Kaliyaan zulfaa wala dukhi dilla daa sahaara

Kaliyaan zulfaa wala dukhi dilla daa sahaara Qassam khudaa dii maynoon sab naloon pyaara Dassa ki main Mustafadi kaydi sohnii shaan hain Aap di tareef which saara hee Qur’an hai Parh kay tu weykh jeyra marzi sipaara Qassam khudaa dii maynoon sab naloon pyaara Kar kay du’aa sohna suraj nu – mowrdaa Aapay chan tordaa toh aapay chan jooradaa Bigari bana – yai meray nabi da ishaara Qassam khudaa dii maynoon sab naloon pyaara Eyda sohna nabi koyi duniya thay aaya naheen Yaar ey ho jiyaa koyi raab nay banaa – yaa naheen Deed meray nabi di hai ran daa nazaara Qassam khudaa dii maynoon sab naloon pyaara Kalyaan zulfaa wala dukhi dilla daa sahaara Qassam khuda dii maynoon sab naloon pyaara