Aankhon ka taara naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Dilka ujaala naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Puche ga Mawla laya hein kya kya Mai ye kahunga naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Allahu akbar Rabb ul-‘ula Har sheh pe likka naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Daulat jo chaaho dona jahaan ki Karlo wazifa naame Muhammad Sheda na kyu ho is par musalmaan Rabb ko hein pyaara naame Muhammad Salli ‘ala ka sehra sajaakar Dulha banaaya naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Paayi muraade donoh jahaan mein Jis ne pukaara naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Parti durood e doregi hoore Laasha jo lega naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Roze qayaamat mizana pul par Dega ...
Ya Rabb Meri Soi Huyi Taqdeer Jaga Day Aankhein Mujhay Di Hain To Madina Bhi Dikha De. Sun Nay Ki Jo Quwat Mujhe Bakhshi Hai Khuda Wand Phir Masjid E Nabawi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ki Azanein Bhi Suna De. Huroon Ki Na Ghulman Ki Na Jannat Ki Talab Hai Madfan Mera Sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ki Basti Main Bana De. Mudat Say Mein Inn Hathoon Say Karta Hoon Duaein In Hathon Main Ab Jali Sunehri Bhi Thama De. Moun Hasher Mein Mujhko Na Chupana Parhay Ya Rab Mujh Ko Teray Mehboob Ki Chadar Mein Chupa De. Ishrat Ko Bhi Ab Khushbu E Hassan Aata Kar Jo Lafz Kahay Hein Unhein To Tu Naat Bana De. Ya Rabb Meri Soi Hui Taqdeer Jaga De Ankhein Mujhe Di Hein To Madina Bhi Dikha De
Reham Karo Ya Shah-e-Do Aalam (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) salla Llahu ‘alayhi wa sallam salla Llahu ‘alayhi wa sallam Nazar e Karam Ya Noor –e- Mujassam Sallal La Ho Alaihe Wasallam Sallal La Ho Alaihe Wasallam Reham Karo Ya Shah-e-Do Aalam salla Llahu ‘alayhi wa sallam salla Llahu ‘alayhi wa sallam O Dukhiyon ke Ghar ke Ujale Majbooron Ki Sunne Waale Naadron aur Lachaaron ko Tum Hi Batao Kaun Sambhale Jiss ka Nahi Koi Uss ke Ho Hamdam salla Llahu ‘alayhi wa sallam salla Llahu ‘alayhi wa sallam Reham Karo Ya Shah-e-Do Aalam salla Llahu ‘alayhi wa sallam salla Llahu ‘alayhi wa sallam Naam-e-Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Mushkil Kusha Hai Zikr-e-Muhammad Zikr-e-Khuda Hai Jiss Dar pe Daaman Hai Phailaya Humne Uss dar s...
Mera Hussain (radi Allahu ‘anhu) Bagh-e-Nabuwat Ka Phool Hai Haidar Ki isme Jaan hai, Khoone batool hai Guzra Jahaan jahaan se nawasa Rasul (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka ab tak wahan khuda ke karam ka nazoor hai aisi azeem zaat hai, moula Hussain (radi Allahu ‘anhu) ki jiske liye rasool ke sajdoun mein dhool hai
TOP 8 Arabic Nasheeds 1. 2. 3. 4. 5. 6. 7. 8.
Khaak suraj se andheeron ka izaala ho ga. Aap aaey to mere ghar me ujaala hoga Hashar mein unka har ik chaahne waala hoga mere sarkar ka aalam hi niraala hoga ishqe Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki ik shamma jalaalo dil mein baad marne ke lahad mein bi ujaala hoga Aap aaye… Jab bi maango to waseele se unhi ke maango is waseele se karam our dubala hoga Aap aye… hashar mein hoga wo Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ke jande ke tale meri sarkaar ka jo chahane waala hoga aap aye… hashar mein usko bi seene se lagayege huzoor jis gunahgaar ko har eik ne tala hoga aap aye…. Sila-e-naat-e-Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) paunga jis din khalid Wo karam dekh na tum dekhne waala hoga
Allahi Allah kiya karo Dukh na kisee ko diya karo Joh duniya ka malik hai Nam usee ka liya karo Allahi Allah (Say always in remembrance Allah O Allah Do not give anyone sorrow or despair For He is the sovereign king of the whole world Take only His name Allah O Allah) Just like a sunrise Can’t be denied no Just like the river Will find the sea O Allah, you’re here And You’re always near And I know without a doubt That You always hear my prayer Chorus So many bright stars Like diamonds in the sky, Oh It makes me wonder How anyone can be blind To all the signs so clear Just open your eyes And I know without a doubt You will surely see the light Theri hi dunya Theri zameen Yeh kahekashan hai Thu hai Karim Mere….Maula Sunle dhua Hum bebas hain There bina Roshan kar jaha...
Aey Qaza teher ja, unse karloun zara, ik haseen guftagoo akhari aakhri our koi tamanna nahi ba-khuda, hai yahi aarzoo, akhri akhri aansoon ki jo rut hai, badal jay gi, jaan aaraam se phir, nikal jay gi pooch le ghar zara, haal haazaq mera, bayth kar ruuh baruuh, aakhri aakhri mere ghar mein wo jis waqt aajay gein, unke daaman se pal pal libat jay gein saamne unke naino ko kar waayein ge, aasooun se wudu, aakhri aakhri meri halat bazahir to kamzor hai, unke gham se badi saans ki dor hai bohanch jao faqat unke qadmoun talaq, hai yahi justajoo, akhri akhri isse pehle ke uth kar challe jaae wo, kissa’e’gham mukammal na sun pay wo hosh kar be-khabar, waqt hai mukhtasar, bol de lafz tu, akhri akhri unki basti mein le chal mujhe chaara ghar, dekhni hai wo galiyaan faqat ik nazar chaah...
Sultan e Karbala ko hamara salam ho Janan e Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ko hamara salaam ho. Abbas e namdaar hain zakhmoon say choor choor Us paikar e riza ko hamara salaam ho. Akbar say nojwaan bhi run mein huey shahid Hum shaklay Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ko hamara salam hoo. Bhai bhateejay bhanjay sab ho gaye nisaar Har lal e bay baha ko hamara salaam ho. Asghar ki nanhi jaan pay lakhoon darood houn Mazloom o bay khata ko hamara salaam ho. Ho kar shaheed qoum ki kishti tyra gaye Ummat kay nakhuda ko hamara salaam ho. Nasir wilaye shah mein kehta hai bar baar Mehman e Karbala ko hamara salaam ho. Sultane Karbala Ko Hamara Salam Ho Jaanaane Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ko hamara Salam Ho.
Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hu Iss Karam Ki Badolat Barha Hu Unkay Tukroon Say Ezaz Pa Kar Tajdaroon Ki Saf Mein Khara Hu Iss Karam Ko Magar Kiya Kaho Gay Meinay Mana Mein Saab Say Bura Hoon Jo Buroon Ko Samatay Huey Hain Unkay Qadmoon Mein Bhi Para Hoon Dekhnay Walo Mujhko Na Dekho Dekhna Hai Agar To Yeh Dekho Kisay Daman Say Wabasta Hoon Mein Kon Wali Hai Kiska Gada Hoon Dekhta Hoon Jab Unki Aataein Bhool Jata Hoon Apni Khataein Sir Nadamat Say Uthta Nahin Hai Jab Mein Apni Taraf Dekhta Hoon Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Apnay Gham Ki Kahani Keh Sakoon Ga Na Apni Zubani Bin Kahay Hi Meri Laj Rakhlo Mein Sisikti Hui Iltja Hoon Shafe Mugniba Kay Karam Nay Laj Rakhli Meray Khothay Pan Ki Nisbatoon Ka Karam Hai Yeh Khalid Khotha Hotay Huey Bhi Khara Hoon Apni Nisbat Se Mein...
Diloun Ke Gulshan Mahek Rahe Hain Yeh Kaif Kyon Aaj Aa Rahe Hai Kuch Aisa Mehsoos Ho Raha Hai Huzoor Tashrif La Rahe Hai Navaazhisoun Par, Navaazhisei Hai Inaayatoun Par, Inaayatein Hai Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ki Na’atein, Suna, Suna Kar Ham Apni Qismat Jaga Rahe Hai Kahaan Ka Mansab, Kahaan Ki Daulat Qasam Khuda Ki, Yeh Hai Haqiqat Jinhe Bulaaya, Hai Mustafa Ne Wohi Madiney Ko, Ja Rahe Hai Main Apne Khayrul Wara Ke Sad’qe Inki Shaane Ata Ke Sad’qe Bhara Hai Aibon Se Mera Daaman Huzoor Phir Bhi Nibaah Rahe Hai Habibe Daavar, Gharib Parwar Rasoole Akram (salla Llahu ‘alayhi wa sallam), Karam Ke Pekar Kisi Ko Dar Par Bula Rahe Hai Kisi Ke Khawboun Mein Aa Rahe Hai Banega Jaane Ka Phir Bahaana Kahega Aakar Koi Diwaana Chalo Niyazi, Tumhe Madiney Madiney Waale Bula Rah...