Teri Zaat Paak Hai Aey Khuda Teri Shaan Jalla Jalaluhu Teri Zaat Paak Hai Aey Khuda Teri Shaan Jalla Jalaluhu Nahin Tujh Sa Koi Bhi Dusra Teri Shaan Jalla Jalaluhu Teri Zaat Paak Tera Zikr Hi To Namaaz Hai Teri Yaad Hi To Niyaz Hai Bari Sehal Hai Teri Bandagi Teri Shaan Jalla Jalaluhu Teri Zaat Paak Kabhi Mast Dekh Ke Phool Ko Kabhi Tere Husn Qubool Ko Yehi Keh Rahi Hai Kali, Kali Teri Shaan Jalla...
Noori Mukhra Te Zulfa’an ne Kaliyan Rab Bhejda Durood’an Diyan Daaliyan Pyaar mere Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Da Seene Wich Howe Juggi Ek Rehn Layi Madine WIch Howe Banda Raj Raj Ke Chumme Fer Jaliyan Rab Bhejda Durood’an Diyan Daaliyan Noori Mukhra Te Zulfa’an ne Kaliyan Rab Bhejda Durood’an Diyan Daaliyan Beliya Huzoor Diyan Mehfila’n Sajaya Ka...
saaf kara gi main bakriah da vara halima menu naal rakhlai inna bakrian nu pavan gi main chara halima menu naal rakhlai saaf kara gi main bakriah da vara halima menu naal rakhlai teri inna bakria da dood vi main chova bardhey vi main macha gi te kapreh vi tova tera lippa gi main kakkha vala taran halima menu naal rakhlai saaf karah gi main bakriah da vara halima menu naal rakhlai chula vi main bal...
Nabi ki yaad say roshan mayray dil ka nagina he Wo mayray dil mean rehtay heyn mayra dil bhi madina he Madinay ki judaii meyn sulagta mayra seena he Parrha huun duur teba say yay jeena keisa jeena he Nabi ki aal ka sadqa jahaan ki nay’matayn maango Khuda say maangnay ka yay barrha achha qareena he Jhukoon kyun gheyr kay dar par kisi say bhik kyun maangun Mayray daaman meyn ishqay sarwaray de...
main Madinay chala, Main madinay chala main Madinay chala, main Madinay chala phir karam ho gaya, main Madinay chala saqia may pila, main Madinay chala mast-o-bay khud bana, main Madinay chala Kaif sa cha gaya, main Madinay chala jhoomta jhoomta, main Madinay chala main Madinay chalamain Madinay chala Ashk thamtay naheen, paon jamtay naheen larkharata huva, main Madinay chala main Madinay chalamai...
Balaghal ‘ula bi kamalihi, kasha fadduja bijamalihi Hasunat jami’u khisaalihi sallu ‘alayhi wa aalihi Meyn buron say laakh bura sahi, magar un say he mayra waasta Meri laaj rakhna mere khuda, ye tayray habeeb ki baat hai Karuun tayray naam pay jaan fida, na bas eyk jaan do jahaan fida Do jahan say bhi nahiin ji bhara, karun kya karoron jahan nahiin Tayray zikr ki he yay barkatayn...
Khus rawi achhi lagi na sarwari achhi lagi, Khus rawi achhi lagi na sarwari achhi lagi, Ham faqiron ko Madine ki gali achhi lagi, Ham faqiron ko Madine ki gali achhi lagi, Door thae to zindagi be rang thi be kaef thi, Door thae to zindagi be rang thi be kaef thi, Un kae kuche mae gayai to, Un kae kuche mae gayai to, Zindagi achhi lagi, Un kae kuche mae gayai to, Zindagi achhi lagi, Ham faqiron ko ...
Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa, Anwaar Ka Alam Kya Hoga Har Koee Fida Hai Bin Dekhe, Deedaar Ka Alam Kya Hoga Ek Simt Ali Ek Simt Umar, Siddiq Idhar Uthmaan Udhar In Jug Mug Jug Mug Taraun May, Sarkaar Ka Alam Kya Hoga Jis Waqt Haleemah Ki Godi, Anwaare Khuda Say Raushan Thi Us Waqt Haleemah Daee Kay, Ghar Baar Ka Alam Kya Hoga Jab Inke Gada Bhar Detay Hain, Shahaanay Zamana Ki Jholi Mohtaaj Ka Jab ...
Ishq ke rang me rang jaein jab afkaar to khulte hein ghulaamon pe wo asraar ke rehte hein wo tawseef sanaae shahe abraar me har lehzaa Guhar baar Warna Wo Sayyide Aale Nasabi han Wohi Ummi Laquabi Hashmi o Muttalabi o ‘Arabi o Farashi o Madani aur kahan hamse gunahgaar Ishq ke rang me rang jao mere yaar Aarzoo ye he ke ho qualb muattar wo mutahhar wo munawwar wo mujalla wo musaffa durehaalaa...
Kamli Wale Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) toun sadke mein jaa Kamli Wale Muhammad toun sadke mein jaa Jine Aa ge ghariba thi baan par lei Kamli Wale Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) toun sadke mein jaa Jine Aa ge ghariba thi baan par lei Meri bakhshish wasila Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) da naa Meri bakhshish wasila Muhammad (salla Llahu ‘alay...
Darpesh ho taiba ka safar kaisa lage ga Guzrain jo wahan shaam o sehar kaisa lage ga Ae kash madine main mujhe maot youn aye Kadmoon main ho sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ke sar kaisa lage ga Ae pyare khuda dekhoon main sarkar ka jalwa Mil jaye dua to jo asar kaisa lage ga Allah (subhanahu wa ta’ala) karam aisa kare tujh peh jahan main Ae dawat-e-islami teri dhoom machi ho Aaq...
Waadi Waadi Basti Basti Deewano ka Naara Sohna Aaya Te Saj gaey ne Galiyan Bazaar Saani na Koi Mere Sohne Nabi Lajpaal Da Lab ke liyawan kithon Sohna Tere Naal Da Sohna Aaya Te Saj gaey ne Galiyan Bazaar Sohna Aaya Te Saj gaey ne Galiyan Bazaar Sohna Aaya Te Saj gaey ne Galiyan Bazaar Sohna Aaya Te Saj gaey ne Galiyan Bazaar Shaana’an Odhiyan Uchiyan Te Rutba Kamaal Da Lab ke Lia’awaan...