Author: Maryam

taron mein roshni mere Nabi se hai

taron mein roshni mere Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) se hai chanda mein chandi mere Nabi se hai kaliyon mein tazgi mere Nabi se hai phulon mein dilkashi mere Nabi se hai roshan jahan tha kal bhi huzoor se yeh noor aaj bhi mere Nabi se hai rangeen yeh jahan tha kal bhi huzoor se jannat ka husn bhi mere Nabi se hai chumein na kyon qadam kaba bhi shauk se nisbat Bilal ki mere Nabi se hai...

Zulf e sarkar se jab chehre nikalta hoga

Zulf e sarkar se jab chehre nikalta hoga Phir bala kaise koi chand ko takta hoga Maa haleema yeh bata tune to dekha hoga Kaise mehboob mera tujhse lipattha hoga Jab kabhi Aap andhere mein nikalte honge. Shabb-e-tariqi mein khusheed chamakta hoga. Kisko maloom nahin taiba se judaai ka assar Ke shaam ko shams bhi rota hua dhaltha hoga Kaabil e rashk hai siddique wo aansoo tera Ghaar mein aap ke rukh...

Ya Mustafa ataa ho phir izn haazri ka

Ya Mustafa ataa ho phir izn haazri ka Karloon nazaara aakar phir aap ki gali ka Ik baar phir dekhaado Ramzaan mein Madina Beshak banalo Aaqa mehmaan do ghari ka Rota huwa phiraa-oon daaghe jigar dekhaa-oon Afsana bhi sunaa-oon main apni be-kasi ka Phir sabz, sabz gumbad ki dekhloon bahaarein Ab izn dedo Aaqa phir mujhko haazri ka Ya Mustafa gunaahon ki aadate nikal jaa-en Jazbah mujhe ata ho sunna...

Ya Nabi salam ‘alayka (urdu-arabic mix)

Tala al-Badru ‘alayna min thani aatil wada wajaba sh-shukru ‘alayna mada aa lil lahi da’a’i Ya Nabi salam ‘alayka Ya Rasul salam ‘alayka Ya Habib salam ‘alayka salawatuLlah ‘alayka Aap ka tashreef lana waqt bhi kitna suhana jagma utha zamana poore gaatihi tarana Ya Nabi salam ‘alayka Ya Rasul salam ‘alayka Ya Habib salam ‘alayka sal...

sarkar ke hum deewane hain

sarkar ke hum deewane hain sarkar ke hum kehlate hain sarkar ka sadqa peete hain sarkar ka saqda khate hain jab mauj mein woh aa jate hain bigdhi sab ki ban jati hai jab un ka karam ho jata hai bin mangton ke phir hi jate hain yeh un ki nigahein rahmat hain yeh maal-o-zar ki baat nahin bas wohi madine jaate hain sarkar jinhein bulwate hain kya khoob suhana mausam tha jibril manadi karte the tashre...

Meri ulfat Madine se youn hi nahi

Meri ulfat Madine se youn hi nahi Mere aaqa ka rouza Madine mein hai Mein Madine ki jaanib na kaise khinchu mera deen aur dunya madine mein hai arsh e azam se jis ki barri shaan hai roza e mustafa jis ki pehchaan hai jis ka humpalla koi muhalla nahi eik aisa muhalla Madine mein hai phir mujhe maut ka koi khatra na ho maut kya zindagi ki bhi parwa na ho kaash sarkar eik baar mujh se kahein ab tera ...

Main so jaoun ya Mustafa kehte kehte hain

Main so jaoun Ya Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kehtey kehtey Khulley aankh Salle Aala kehtey kehtey Sitam pay Sitam seh gaey dushmano kay Habeeb-e-Khuda, Ya Khuda kehtey kehtey Main so jaoun Ya Mustafa kehtey kehtey Khulley aankh Salle Aala kehtey kehtey Guzarte thay kaantey bharrey raasto say Rasul-e-Khuda, Marhaba kehtey kehte Main so jaoun Ya Mustafa kehtey kehtey Khulley aankh ...

Madine diyan paak galliyan

Saare jag nalo lagdiyaan changiya Madine diyaan paak galiyan Raayan mehek jeevey, jannat diyaan kaliyaan Madiney diya paak galiyaan Saaaarey jag nalo lagdiyaan changiya Madiney diyan paak galiyaan Ena galiyaan tho tanman vaariye, Kariye sajdey, te shukar guzariye Ethe noor diyaan suchiyaan ne thaliyaan Madiney diyan paak galiyaan Saarey… Ena Galiyaanch raya sona pirda sanu vekhne da chaa bar chird...

Madine se bulawa aa raha hai

Madine se bulawa aa raha hai mera dil mujh se pehle ja raha hai shab-e-furqat se dil ghabra raha hai Madina aap ka yaad aa raha hai yahan marzi nahi chalti kisi ki Madine wala hi bulwa raha ajab hain sabz gumbad ke nazare nigahon ko khuda yaad aa raha hai nawason ka woh sadqah bant te hai zamana unka sadqah kha raha hai mera dil bhi tu apne saath le jaa akela kyoun madine ja raha hai bulaein ge tu...

Konain De Wali Da Darbar Bara Sohna

Konain De Wali Da Darbar Bara Sohna So Rab Di Madine Da Darbaar Baraa Sohna Duniya Diya Safaran Toh Banda Thak Vi Teh Jaanda Ey Par Safar Madinay Da Har Baar Baraa Sohna Sab Rastey Madinay Dey Sanu Jaan Toh Vadh Pyaarey Jeraa Roze Nu Jaanda ey Bazaar Baraa Sohna Mujhe Masjid-E-Nabvi Di Har Cheez Bari Sohni Jeraa Roze Dey Naal Jureya Minaar Baraa Sohna Sadiq, Umar, Usman, Haider Toh Mey Vaari Jaa M...

Madina mein jo guzra hai

Madina mein jo guzra hai zamaana ya Rasoolallah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) hame wo yaad aata hai rozana ya Rasoolallah subha howe ke shaam howe qabr howe hashr howe teri main naat da gaavan tarana ya Rasoolallah Khuda farmanda eh tenu vich qur’aan de sohna arsh tera farsh tera Deewana ya Rasoolallah aey saari baadshai odi khuda oda khudai odi teri nazraa da howe jo nishaana ya Ras...

Teri hamd hai Teri Sana

Teri hamd hai teri sana Lailaha Illalallah Lailaha Illalallah Dhadkan dhadkan wird tera Lailaha Illalallah Lailaha Illalallah Jo tauhid ka nagma hai Har dam gunjata rehta hai Koi shareek nahin tera Lailaha Illalallah Lailaha Illalallah Alam alam sub’ho masa Tere aage sar hai juka Beshak tu hai sab se bada Lailaha Illalallah Lailaha Illalallah Zaat hai teri hi be-ay’eb Tuj par imaan hai...