jaldi ham aazmi-e-gulzar-e-madina honge aazmi-e-dargah-e-sarkar-e-madina honge ab to noorani chaman zaar-e-madina honge samne ab mere kohsar-e-madina honge sabz gumbad ki waha khub bahare hongi rubaru phir mere minar-e-madina honge wajd aajaiga khismat ko bhi us dam walla samne jab mere Sarkar-e-madina (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) honge unki rahmat se jo miljai baqi-e-markhad bil haqeeqat...
Mubarak ho Muhammad Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) tashreef lei aye Abbhie Jibreal utre bhi na the Ka’abe ke mimbar se Ke itne mein sada ayi ye Abdullah ke ghar se Jashne Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) se pyar hai Hamme Jashne Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) se pyar hai Aamad hai mebhoob-e-Khuda ki Sab ka bera paar hai Tahashar sada gunje ghi youn sale a...
Jo Shehr-e-Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) may jaey ga Wo waapis kaisey aaey ga Jab bichray gaa mar jaey ga Ono Shehr Madina bhulna nae Ono Shehr Madina bhulna nae Ono Shehr.. Dukhiyoo ka ghamkhaar wohi hay Aalam ka mukhtaar wohi hay Hay har aik baat kareenay may Aik dard rahey ga seenay may Hay jis ki jaan Madine may Ono Shehr Madina bhulna nae Ono Shehr Madina bhulna nae Ono Shehr.. R...
Jagaa do meri qismat bhi khudara Ya Rasulullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Dikhado mujh ko rozah ka nazarah Ya Rasulullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Meri duniya sanwar jaey meri ‘uqba sadhar jaey Agar ho jaey Rahmat ka isharah Ya Rasulullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Tumahara naam-e-naami hai sukoon-e-qalb ka ba’is Nazar ka noor hai rozah tumhara Ya Rasu...
Jab Masjid e Nabawi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kay miinaar nazar aa-ay Allah ki rahmat kay aasaar nazar aa-ay Manzar ho bayaan kesay alfaaz nahiin miltay Jiss waqt Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka darbaar nazar aa-ay Bas yaad raha itna siinay say lagi jaali Phir yaad nahiin kya kya anwaar nazar aa-ay Dukh dard kay maaron ko gham yaad nahiin rehtay Jab saamnay aankhon ka...
Jis Taraf Chash’me Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Ishaare Ho Gaye Jitne Zarre Saamne Aaey, Sitaare Ho Gaye Ya Muhammad Aap Ki Nazaro(N) Ka Yeh Ijaaz Hai Jis Taraf Nazarei(N) Uthi(N), Sab Tumhaare Ho Gaye May(N) Hoo(N) Aur Yaadei(N) Madinah Aur Hai Tanhaaiyaa(N) Apne Begaane Sabhi Mujh Se Kinaare Ho Gaye Apni Kamli Ka Zara Saayaah Inaayat Ho Mujhe Dil Ke Dushman Ja, Muhammad Dil ...
Jiss ka koii saani nahiin wo Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) hamara hai Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki azmat ka had hei na kinaara hai Jo habeeb-e-daawar hei jo makeen-e-khizra hai Sayyida (radi Allahu ‘anha) ka baba hai, Amina ka pyaara hai Aap ki hi chokhatt ke ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) bikaari hein Aap hi ke tukrron pe ya Nabi (salla Llahu ...
Jitna diya Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ne mujh ko, utnii merii aukaat naheen Yeh to karaam hai inka warnaa, mujh mein toh aisi baat naheen Tu bhi wahi par jake jahaa par, sab kii bigaree bar’tee hai Aik terii takdeer banana, inke liye kuch baat naheen Jo hai merii jaan-o-imaan, kya mein unki nazar karun Paas meray ashko keh ilawa, aur ko’ii sow’ghaat naheen Ishq...
Ik baar Madine mein, ho jaey mere jaana Phir aur na kuch maangein, sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka diwana Pal Pal mera dil tarpe, din raat kare zaaari kab aoun Madine? kab aey meri baari? kab ja ge main dekhoun ga, darbaar woh shahaana? Is aas par jiita houn, ik roz bulaey ge aur gunbad-e-khazra ka, didar karaein ge phir pesh karru gaa main, ashiqo bhara nazrana Ik baar Madine mei...
Dee Hazrath e Bilal ne Kabe se jab sada Hayya ‘ala s-Salah, hayya ‘ala l-Falah Irshade Kibriya hai yeh Farmane Mustafa Hayya ‘ala s-Salah, hayya ‘ala l-Falah Paida huwe Rasool to Rehmat baras padhi Thi Arsh se zameen talak Noor ki jhadi Daee Haleema Goud me lekar jo chal padhi Beeamar oonthni me ajab jaan padh gayee Baade saba ne jhoom ke kanaun me yoon kaha Hayya ‘al...
Ho gaey bazme jahan mey khwaar ham chahthay hai ik nazar Sarkar ham Ham buray hai ya balay jeysay bhi hai, aap key hai aey Shahe Abrar ham kasthi milath bhanwar main phans gaee, Ya Rasulullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) uthray paar ham Ab tho qismath mey andheyrey reh gaey, roshni key thay kabhi minaar ham ley gaey kirdar ki dolath aduw, ab hai khaali saahibe gafthaar ham aasi-wo-khaathi...
Haq La ilaha illa Llah Aese kalme dei raaz niyazi ne Aese dubde behre tare ne Sanu daseya Habeeb pyare ne Haq La ilaha illa Llah Do laal Madine ooh aye ne Bibi Fatima dei oe jaye nei Jibriel ne goad khidaye ne Haq La ilaha illa Llah Bina zikar howe manzori na Dar baar hazoor hazoori na Bin rehbar paindi pori na Haq La ilaha illa Llah Bina tail dei diwa balda na Bina pani oo botha phal da na Bina ...