Masonry Category

Madine paak vich mera wi ghar honda

Madine paak vich mera wi ghar honda tey thand pain di Dare sarkar tey mera wi sarr honda tey thand pain d Main harr dam wekhda rehnda rasule paak da roza Main harr dam Aap di peshe nazar honda tey thand paindi Jadon wi chahnda mein sohne de qadman vich chala jana Duavan meriyan vich kuch asar honda ...

Khuda ki nazron mein rehta

Khuda ki nazron mein rehta Mere sarkar ka chehra Voh Noor e haq ka hai jalwa Mere sarkar ka chehra Yahi hai rashk e mehruma Yehi to hai shahe khuban Hasinon se hasin chehra Mere sarkar ka chehra Hue ummat mein voh a’la Sahaba ban gaye voh to Jinhon ne ankhon se dekha Mere Sarkar ka chehra Bhal...

Baat kar Madine ki

Baat kar Madine ki Zikr kar Madine ka Ik yehi Sahara hai is jahan mein jiine ka Voh Tujhe bachaenge Paar bhi lagaenge Un pey chor dey kashti Ghum na kar safine ka Kiun bhatakta phirta hai Puch apne murshid se Voh bataen ge tujhko Raasta Madine ka Aap ke qadam jab se Aye hain Madine mein Zarra zarra ...

Tamanna e Madina

hai itni shadeed ab to tamanna e Madina har sans se aati hai sada haaye Madina raiyan jaandeyan shehr madine nun sarkar deya mehmano lae pegham mera wi jawin nale hanjuan da nazrana aakhin har sans se aati hai sada haaye Madina ae baad e saba pegham mora sultan e Madina ko dijo ke har sans se aati h...

taron mein roshni mere Nabi se hai

taron mein roshni mere Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) se hai chanda mein chandi mere Nabi se hai kaliyon mein tazgi mere Nabi se hai phulon mein dilkashi mere Nabi se hai roshan jahan tha kal bhi huzoor se yeh noor aaj bhi mere Nabi se hai rangeen yeh jahan tha kal bhi huzoor se jannat k...

Zulf e sarkar se jab chehre nikalta hoga

Zulf e sarkar se jab chehre nikalta hoga Phir bala kaise koi chand ko takta hoga Maa haleema yeh bata tune to dekha hoga Kaise mehboob mera tujhse lipattha hoga Jab kabhi Aap andhere mein nikalte honge. Shabb-e-tariqi mein khusheed chamakta hoga. Kisko maloom nahin taiba se judaai ka assar Ke shaam ...

Ya Mustafa ataa ho phir izn haazri ka

Ya Mustafa ataa ho phir izn haazri ka Karloon nazaara aakar phir aap ki gali ka Ik baar phir dekhaado Ramzaan mein Madina Beshak banalo Aaqa mehmaan do ghari ka Rota huwa phiraa-oon daaghe jigar dekhaa-oon Afsana bhi sunaa-oon main apni be-kasi ka Phir sabz, sabz gumbad ki dekhloon bahaarein Ab izn ...

Ya Nabi salam ‘alayka (urdu-arabic mix)

Tala al-Badru ‘alayna min thani aatil wada wajaba sh-shukru ‘alayna mada aa lil lahi da’a’i Ya Nabi salam ‘alayka Ya Rasul salam ‘alayka Ya Habib salam ‘alayka salawatuLlah ‘alayka Aap ka tashreef lana waqt bhi kitna suhana jagma utha zamana poore gaat...

sarkar ke hum deewane hain

sarkar ke hum deewane hain sarkar ke hum kehlate hain sarkar ka sadqa peete hain sarkar ka saqda khate hain jab mauj mein woh aa jate hain bigdhi sab ki ban jati hai jab un ka karam ho jata hai bin mangton ke phir hi jate hain yeh un ki nigahein rahmat hain yeh maal-o-zar ki baat nahin bas wohi madi...

Meri ulfat Madine se youn hi nahi

Meri ulfat Madine se youn hi nahi Mere aaqa ka rouza Madine mein hai Mein Madine ki jaanib na kaise khinchu mera deen aur dunya madine mein hai arsh e azam se jis ki barri shaan hai roza e mustafa jis ki pehchaan hai jis ka humpalla koi muhalla nahi eik aisa muhalla Madine mein hai phir mujhe maut k...

Main so jaoun ya Mustafa kehte kehte hain

Main so jaoun Ya Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kehtey kehtey Khulley aankh Salle Aala kehtey kehtey Sitam pay Sitam seh gaey dushmano kay Habeeb-e-Khuda, Ya Khuda kehtey kehtey Main so jaoun Ya Mustafa kehtey kehtey Khulley aankh Salle Aala kehtey kehtey Guzarte thay kaantey bharrey ...

Madine diyan paak galliyan

Saare jag nalo lagdiyaan changiya Madine diyaan paak galiyan Raayan mehek jeevey, jannat diyaan kaliyaan Madiney diya paak galiyaan Saaaarey jag nalo lagdiyaan changiya Madiney diyan paak galiyaan Ena galiyaan tho tanman vaariye, Kariye sajdey, te shukar guzariye Ethe noor diyaan suchiyaan ne thaliy...