Archives

Madine se bulawa aa raha hai

Madine se bulawa aa raha hai mera dil mujh se pehle ja raha hai shab-e-furqat se dil ghabra raha hai Madina aap ka yaad aa raha hai yahan marzi nahi chalti kisi ki Madine wala hi bulwa raha ajab hain sabz gumbad ke nazare nigahon ko khuda yaad aa raha hai nawason ka woh sadqah bant te hai zamana unka sadqah kha raha hai mera dil bhi tu apne saath le jaa akela kyoun madine ja raha hai bulaein ge tujhe bhi sarwar-e-deen dil-e-mahmood kyoun ghabra raha hai

Konain De Wali Da Darbar Bara Sohna

Konain De Wali Da Darbar Bara Sohna So Rab Di Madine Da Darbaar Baraa Sohna Duniya Diya Safaran Toh Banda Thak Vi Teh Jaanda Ey Par Safar Madinay Da Har Baar Baraa Sohna Sab Rastey Madinay Dey Sanu Jaan Toh Vadh Pyaarey Jeraa Roze Nu Jaanda ey Bazaar Baraa Sohna Mujhe Masjid-E-Nabvi Di Har Cheez Bari Sohni Jeraa Roze Dey Naal Jureya Minaar Baraa Sohna Sadiq, Umar, Usman, Haider Toh Mey Vaari Jaa Meray Sohne Sohne Aqa Da Har Yaar Baraa Sohna Wekho Na Zahoori Nu Nisbat Nu Zaraa Wekho Main kohja haan Par Meraa Ghumkhwar Baraa Sohna Konain Dey Waali Da Darbaar Baraa Sohna So Rab Di Madinay Da Darbaar Baraa Sohna

Madina mein jo guzra hai

Madina mein jo guzra hai zamaana ya Rasoolallah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) hame wo yaad aata hai rozana ya Rasoolallah subha howe ke shaam howe qabr howe hashr howe teri main naat da gaavan tarana ya Rasoolallah Khuda farmanda eh tenu vich qur’aan de sohna arsh tera farsh tera Deewana ya Rasoolallah aey saari baadshai odi khuda oda khudai odi teri nazraa da howe jo nishaana ya Rasoolallah kadi te jaam mil jaave tere maazagh naina to mera wee khaali bhar jaave paymaana ya Rasoolallah mera aziz duniya te siva tere nahi koi meri jind jaan hai tera gharana ya Rasoolallah Hashr me jo bacha dega ali akbar ko jalne se tera hee naam hai mera bahaana ya Rasoolallah

Teri hamd hai Teri Sana

Teri hamd hai teri sana Lailaha Illalallah Lailaha Illalallah Dhadkan dhadkan wird tera Lailaha Illalallah Lailaha Illalallah Jo tauhid ka nagma hai Har dam gunjata rehta hai Koi shareek nahin tera Lailaha Illalallah Lailaha Illalallah Alam alam sub’ho masa Tere aage sar hai juka Beshak tu hai sab se bada Lailaha Illalallah Lailaha Illalallah Zaat hai teri hi be-ay’eb Tuj par imaan hai bil-gayb Sab se afzal hai kalema Lailaha Illalallah Lailaha Illalallah

Tu nawazne pe aye

Allah Allah Allah Allah Allah Allah Tu nawazne pe aaye to nawaz de zamane… Tu kareem hi jo thehra to karam k kya thikane… Tu afw h maaf frma ay Raheem reham farma… Dhunde h teri rehmat bakhshish k soo bahane… Tu benishan nhi h sb me nishan tera… Subh k hon ujale ya sham k fasane… Mere doobne me baqi na koi kmi rhi thi… Kaha almadad khudhaya to ubhar gya safeena… Tu hi awwal tu hi aakhir yu hi zahir tu hi batin… Tu azeem h itna teri shan k kya kehne…

Eid Mubarak!

Naatepaak.com wishes all community of Naatepaak and your family & friends a blessed eid! We hope you enjoy the lyrics on the website. Stay tuned for new lyrics twice a week!

Teri hamd o sana mein

Teri hamd o sana mein Mehv hai yeh jahan tera Teri hamd o sana mein Mehv hai yeh jahan tera Khudaya behr o bar Tere Zameen o Asmaan Tera Allahu Allahu, Allahu Allahu Labon par aagaey hoya zuban jo keh nahi paye ke dil ki baat bhi tujh se chupi Mawla na reh payi Teri qudrat samajh paye teri qudrat samajh paye bhala banda kahan Tera Allahu Allahu, Allahu Allahu Gawahi ke liye Teri, Nabi aur awliya aey Badal daale muqaddar be kason ke zare chamkaey Karam ham par raha har dam Karam ham par raha har dam Khuda aey mehrbaan Tera Teri hamd o sana mein mehv hai yeh jahan tera Khudaya behr o bar Tere Zameen o asmaan Tera Allahu Allahu

Ata ki barishon mein

Kabhi barbaad Aqa zindigi hone nahi dete ata ki barishon mein woh kami hone nahi dete Mere sab kaam balte hain Karam Sarkar karte hain Koi deewar raste mein khari hone nahi dete Koi deewar raste mein khari hone nahi dete jo unka hai hamara hai yehi dil ko bataya hai jo unka hai hamara hai yehi dil ko bataya hai Yehi dil ko bataya hai Jo unka hai hamara hai Adoo se unke dil ki dosti ko hone nahi dete Kabhi barbaad Aqa zindigi hone nahi dete ata ki barishon mein woh kami hone nahi dete Hamesha woh hamein ehzaz par ehzaz dete hain nikamma hone ka ehsas bhi hone nahi dete Kabhi barbaad Aqa zindigi hone nahi dete ata ki barishon mein woh kami hone nahi dete Inhi ke yaad se aabaad hai, dil bhi ujaagar ka Kabhi veeraan woh dil ki gali hone nahi dete Nabi ke naam ki jo har jaga mehfil sajate hain ...

Main houn Tera sawali

Kabhi barbaad Aqa zindigi hone nahi dete ata ki barishon mein woh kami hone nahi dete Mere sab kaam balte hain Karam Sarkar karte hain Koi deewar raste mein khari hone nahi dete Koi deewar raste mein khari hone nahi dete jo unka hai hamara hai yehi dil ko bataya hai jo unka hai hamara hai yehi dil ko bataya hai Yehi dil ko bataya hai Jo unka hai hamara hai Adoo se unke dil ki dosti ko hone nahi dete Kabhi barbaad Aqa zindigi hone nahi dete ata ki barishon mein woh kami hone nahi dete Hamesha woh hamein ehzaz par ehzaz dete hain nikamma hone ka ehsas bhi hone nahi dete Kabhi barbaad Aqa zindigi hone nahi dete ata ki barishon mein woh kami hone nahi dete Inhi ke yaad se aabaad hai, dil bhi ujaagar ka Kabhi veeraan woh dil ki gali hone nahi dete Nabi ke naam ki jo har jaga mehfil sajate hain ...

Mera to sab kuch mera Nabi hai

Mera to sab kuch! Mera roop wi nai, mera rang wi nai, menu Madni manaun da dhang wi nai. Mera ishq wi Rumi warga nai, meri Jaami wangu torr wi nai. Par main qasm Khuda ki khana waan, Menu Sohne jeya koi hor wi nai. Kyunke mera to sab kuch mera Nabi hai. Mera to sab kuch mera Nabi hai. Lokan de horr sahare ne, par mera toh sab kuch mera Nabi hai. Mera to sab kuch mera Nabi hai. Lokan de horr sahare ne, par mera to sab kuch mera Nabi hai. Tera to sab kuch tera Nabi hai. Seahiyan mujh mein, daagh mujh mein, jalley Ussi ke chiragh mujh me. X2 Assasa-e-qalb-o-jaan Wohi hai. Mera to sab kuch mera Nabi hai. Tera to sab kuch tera Nabi hai. “Mere gunahon pe uska parda, woh meri dhaal mera sahara.” Woh meri manzil bhi, humsafar bhi. X2 Woh saamne bhi, pass-e-nazar bhi. X2 Wohi mujhe door...

Sakhi piyan ho jo main na dekhoun

sakhi piya ko jo main na dekhoun to kaise katoun andheri ratiya sakhi piya wallah ko jo main na dekhoun to kaise katoun andheri ratiya utha do pardah dikha chehra x 2 ke noore bari hijab mein hain utha do pardah dikha chehra x 2 ke noore bari hijab mein hain Unhi ki Boomaya-e-Saman hai Unhi Ka Jalwa Chaman Chaman Hai Unhi se Gulshan mahak Rahe Hain Unhi Ki Rangat Gulab mein Hai Zaman Tareek Ho Raha Hai ke Mehar Kab se Nikab Main Hai Kareem Aisa Mila Ke Jiss ke Khule Hain Haath Aur Bhare Khazane Batao Aey Mufliso Ke Phir kiun Tumara Dil Iztiraab mein Hai x2

Tera naam wird e zuban rahe

Tera naam virde zubaan rahay, meri aur koi dua nahin Mujhay apnay dar ki bheek day, kay teray khazanay main kiya nahin. Ho karam nawazi huzoor ki, meray ghamkaday mein bhi aa kabhi Meray chara ghar aie meray nabi, mera koi teray siwa nahin. Yeh teray Niyazi ki eid hai, abhi aur hasratay deed hai Isay choom lenay do jaliyaan, abhi dil to iss ka bhara nahin. Rukhay mustafa hai woh aaina kay ab aisa dusra aaina Na hamari bazmay khiyal mein, na dukanay aaina saaz mein. Tera jalwa paishay nazar rahay tujhay dekh ker mein jiya karoon Jahan koi teray siwa na ho, mein ussi faza mein raha karoon. Rukhay Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) woh kitaab hai, jo muhabatoon ka nisaab hai Wohi meray paishay nazar rahay, yehi raat din mein parha karoon. Teri yaad meri namaz hai, teri yaad gham ka...