Masonry Category

huzoor aajiz nikamey aaye

huzoor aajiz nikamey aaye qabool howe salaam aqa (salla Llahu alayhi wa sallam) salaam do jag de taajdara salaam khayr ul anaam aqa naa maal o zar da na aqlaan shaqlan na aarzoo da tareeqa koi dobara aawan di aas le ke kharre ne dar te ghulaam aqa asan gunahgaar gandeya mandeya nun roz mahshar tera ...

Abhi jibril utre

Abhi jibril utre bhi na the kaabe ke mimbar se Ke itne mein sada aai yeh ‘Abdu Llah ke ghar se Abi-l-qasim Muhammad Mustafa tashrif le aye (sallalahu ‘alayhi wa sallam) Utho taazim ko mehboob-e-rabbul ‘alamin aye Farishton ki salami dene wali fauj gaati thi Janab-e-Amina sunti thin...

Subhanaka ya Allāh

La ilaha illa Llah. Muhammad ar Rasula Llahi sallallahu tā’alā ‘alayhi wa sallam. Subhanaka ya Allāh, ta’ala layta ya Rahmān Ajirna min an-Nar, bi ‘afwika ya Rahman Subhanaka ya Rahīm, ta’ala layta ya Karīm Ajirna min an-Nar, bi ‘afwika ya Rahman Subhanaka ya Hamī...

Teri nahi misal koi Tu hai be misal

Teri nahi misal koi Tu hai be misal Aey Rabb e Zul jalal Aey Rabb e Zul jalal Zarre ko aaftaab banana tera kamal Aey Rabb e Zul jalal hamd o sana Teri Tere mahboob ki karoun Tawfiq kar ata jiyoun main ya maroun Tere hi dhikre paak mein guzre yeh mah o saal Aey Rabb e Zul jalal aey Rabb e Zul jalal a...

Ya Taiba Ya Taiba (urdu version)

Ya Taiba Ya Taiba Ya Dawal Aiyyaana Shtiknaa Lak Wilhawana Daana Wilhawana Daana Qalbay Aashiq dharak utha ik dam Jab chira tazkirah Madinay ka Ankh say ashq hogaye jari Jab chala qafilah Madinay ka Qafilah Madinay ka (chorus) Ho Ghumay Mustafa ata ya rabb Dard barhta rahay Madinay ka Door ranjo ala...

Ya Ilaahi Har Jaga

Ya Ilaahi Har Jaga Teri Ataa Ka Saath Ho, Jub Pare Mushkil Sha’e Mushkil Kusha Ka Saath Ho. O Allah ! In every instance let me be blessed by Your Bounties, When I am in calamity, Let me be with the Eradicator of all calamities. Ya Ilaahi Bhool Jaun Naza’Ki Takleef Ko, Shaadiye deedare Husne Mustafa ...

Tu chahe jise dey de

Tu chahe jise dey de Mehboob teri marzi (Ya Rasulallah, ya Habiballah salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Mukhtar banaya hai Tujhe apne khazanon ka Jis jis ko Pilai hai Mere Aqa ke ankhon se Voh bhul gaya rasta harr ik maikhane ka Kuch aisi pila dalo, Murshid Beykhud bana dalo Jo dekhe kahe mujhko ...

Tere karam ke agey

Tere karam ke agey Meri zaat kuch nahi hai Tu hai karam ka data Tere darr pey chandni hai Tera darr hai mera kaba Tera kucha Meri jannat Tere chehre ki tilawat Aqa Mera hajje akbari hai Tere naam se ey murshid mujhe janti hai dunya Tere naam ki badolat Murshid Mera kaam chal raha hai Meri laaj rakhn...

Sarkar yun laga hai Tujhe dekhne baad

Sarkar yun laga hai Tujhe dekhne baad Allah ko Pa liya hai Tujhe dekhne ke baad Dunya ki bheer mein kahin gum ho Gaya tha Apna pata chala hai Tujhe dekhne ke baad Husne jahan hai Garche hasin se hasin tarr Nazron mein kab jacha hai Tujhe dekhne ke baad Aya jo teri bazm e mohabbat mein eik baar Tera ...

Nahi ha koi Dunya mein hamara Ya Rasulallah

Nahi ha koi Dunya mein hamara Ya Rasulallah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Hamein to Aap hi ka hai Sahara ya rasulallah Talatum khez hai darya bhanvar mein hai Meri kashti Nazar ata nahi koi kinara ya Rasulallah Tarapta hai mera dil aur tarapti hain bohot ankhein Bula lo ab Madine mein dobara...

Mohjza mere Nabi ka

Mohjza mere Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka Keh diya toh ho gaya Ap ne qatre ko dariya Keh diya toh ho gaya Mohjza mere nabi ka Keh diya toh ho gaya Haat me talwar lekar Aaye jab hazrat umar Aa mere daman me aaja Keh diya toh hogaya Mohjza mere nabi ka Keh diya toh ho gaya Aap dida the...

Main to khud Unke dar ka gada hoon

Main to khud Unke dar ka gada hoon, Apne Aqa ko main nazr kya doon. Ab to aankhon mein bhi kuch nahi hai, Warna qadmon mein ankhein bicha doon. Aane wali hai unki sawari, Phool naaton ke ghar ghar saja doon. Mere ghar mein andhera bohot hai, Apni palkon pe shamme jala doon. Rauza-e-paak pesh-e-nazar...