Taiba taiba Mustafa ke des mein pyari hawa le chal mujhe Roza e Sarkar de dounga dua, le chal mujhe Taiba taiba… Kehte hain ke zindigi mein kal kabhi aati nahi Unke dar par aaj hi ba’d e saba,le chal mujhe Taiba taiba Aey Madine ke musafir ho kissi ko na khabar Is tarah apni palkon mein,...
Jahan jahan gaey karam hi karte gaey Kissi ne manga na manga woh jholi barte gaey Aise hain Sarkar mere, aise hain sarkar Dil se Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ko Tu pukar Ho ga berra paar. Koi aajay talab se siwa dete hai Aey bimar to dukh Dushman aajaey to chadar bhi becha dete hain...
Sohneya karam kama de tera ki jawnda Ujri jhowk wasade tera ki jawnda Kulli mast malanga de wich aa ke te Enu arsh bana de tera ki jawnda Ujri jhowk wasade tera ki jawnda. Kulli mast malanga de wich aa ke te Enu arsh bana de tera ki jawnda Ujri jhowk wasade tera ki jawnda. Jere wekhna jawnde aqa onn...
Mustafa e Zaat e Yakta aap hai Yak ne jisko yak banaya aap hai Aap jaisa koi ho sakta nahi Apni har khubi me tanha aap hai Mustafa e Zaat e Yakta aap hai Yak ne jisko yak banaya aap hai Aabo gill me noor ki pehli kiran Jan e Aadam jaan e Hauwa aap hai Mustafa e Zaat e Yakta aap hai Yak ne jisko yak ...
Sachi baat, sikhatein yeh hain sidi rah dikhatein yeh hain Tanda tanda, mitha mitha pite ham hain pilatein yeh hain Faiz e jalil nooh se poocho Kashti kinare lagate yeh hai Faize jaleel khalil se poocho aag mein baag lagate yeh hain Faize jaleel Adam se poocho Touba qubool karate yeh hain Inna ayta...
Mujh ko sarkar ka aasta(n) mil geya Main zamee(n) tha mujhe aasman mil geya Aapke dar ki khayrat kya mil gayi x 3 Mujh se pucho to sara jahan mil geya Main zameen tha mujhe aasman mil geya Aapke dar ki khayrat kya mil gayi x 3 Mujh se pucho to sara jahan mil geya Main zameen tha mujhe aasman mil gey...
Baithe baithe kaam saara ho gaya Sabz gumbad ka nazara ho gaya kar liya Allah ne usko pasand, jo mere Aaqa ka pyaara ho gaya Mil gaya sadqa mujhe Aaqa ka, zindagi bhar ka guzara ho gaya Naam naam-e-Mustafa salle ‘ala, besaharon ka sahara ho gaya Aap ke darbaar gohar baar se, Saare mangton ka g...
ae biyaban-e-‘arab teri baharon ko salaam tere phulon ko tere pakiza kharon ko salaam jabl-e-noor o jabl-e-saur aur unke gharon ko salaam noor barsaate paharon ki qitaaron ko salaam jhoomte hain muskuratein hain mughiran-e-arab khoobsoorat wadiyon ko reg-guzaron ko salaam raat din rahmat baras...
Akhee Sohnay nuu waye nee, Jay Tayra guzar ho way May mar kay v nae marda, jay Tayri Nazar ho way Dam dam naal ziker karaa, May Tayriyaa shaanaa daa Tayray naam tou waar dey vaa, jinni meri ummer ho way May mar kay v nae marda, jay Tayri Nazar ho way Dewaanay o baythay ravvoo, Mehfil nuu saja kay ta...
Allah hi Allah mere Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) di, sab toh shaan niraali eh, sab de aayb chupaawaan waali, aaqa di zaat niraali eh, teriya ummeeda da gulshan, harya barya rehnda eh, jis din to main sabz gumbad di, wekh laayi haryaali eh, Allah hi Allah mere nabi di, sab toh shaan nir...
ab kahan jaon tarap ke dil ki yeh khwahish nikaal ae madine ki zameen meri bhi gunjaish nikaal ae rahe ishq e Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kar ke fanah tak rahbari mujh se aasi ki bhi koi soorat e bakhshish nikaal aye fiza taiba ki mere gird halqa khench kar mu’dat e umr e rawan ...
aankhon ko woh pur kaif nazare nahin bhule woh din jo madine mein guzare nahin bhule bechain hai ik baar uthe phir wohi ungli mohtaab ko aqa ke ishare nahin bhule ghir jaon main ji chahe mera phir se bhanwar mein aqa ne diye the jo sahare nahin bhule islam ke gulshan ko bachaya tha jinhon ne karbal ...