Mere Murshid Mainu Dasya, kiwe allah allah kari da ay kiwe aqla dey, nal lari da ay, kiwe ishq di pori chari da ay Dunya da rang banayi da nahi, ghayran da wird paqayi da nahi sawan di tasbeeh te sajno, dam allah hoo ta pari da ay jere mast nagar wich wasde ney, oh mast faqeer ay das de ney kiwe ishq kinare lag da ay, kiwe pyaar de paani wich tari da ay oh pyaar di shaql pehchaand nahi, ae murshid banda jaand nahi kiwe waari diye jind apni, kiwe yaar de naa to mari da ay sang yaar da rab to mangiday, dil yaar de rang which rangiday fer apni gal manay di nahi, jado lar murshid da phari da ay mi showq da jad wi waseya, sannu bulle shah ne daseya nach nach ke yaar manai da ay, aenj yaar nu raazi kari da ay Jeri gal farooqi rab di ay, oh gal faqeer to lab di ay koi murshid wala hi jaand da ay,...
Milta Hai Kya Madine Mein, Ik baar jaa ke dekh Karte hai maala maal wo daaman bicha ke dekh Un ki gali mein maangte, phirte hai taajdaar Tu bhi ussi karim ke mangtoun mein jaa ke dekh our, khayraat dekh ke kehte hain, Jaa teri khair ho Bin maange khayr milti hai, aa aazmaa ke dekh Tere ghareeb khaane mein, wo ayenge zuroor Ghar par rasoole paak ki mehfil sajaa ke dekh Our, aazi teri nijaat ka hai raasta yahi keh, ulfat nabhi ki aal ki dil mein basaa ke dekh
Sare Nabiyan da Nabi tu imam soneya, Lakha tere te durood te salaam soneya Tere sadqe jahaan sara baneya, tere waaste quraan saara baneya Paya tere jeya kisse-na maqaam soneya, Lakha tere te durood te salaam soneya Aay dar te sawali nu nahi moryaa, dil kissey wi ghareeb da nahi toryaa Sab kawndein sadqa tera, subho o shaam sohneya, lakha tere de durood te salaam sohneya Tere warga habeeb das qera ay, ayna rab de qareeb das qera ay Tainu aeho jeya milya inaam soneya, Lakha tere te durood te salaam soneya Tannu arsha te rab ne bulaaya ay, shaan tere jeya hor kinne paya ay. hoyi tere te nabuwat tamaam soneya, lakha tere te durood te salaam sohneya
Ramadan is a blessed month and it would be sad, if a fasting person would miss out its blessing throughout the month because of major mistakes. We have pointed out some of them in this article: 1) To eat until sunrise. Some muslims believe that the fast is from sunrise (shuruq) till sunset (maghrib). This is false, and it invalidates the fast, and it compulsory to compensate each day done so. You should stop eating suhoor some minutes before fajr begins, and break the fast when you are sure that the time for maghrib has entered. 2) To break the fast before maghrib in the belief of it has broken because of you have started bleeding. Dear brother and sister, you wudu’ is invalidated by bleeding, but it doesn’t break your fast! However if a muslim woman experience he...
Having children is a huge blessing, but taking responsibility of their upbringing is even greater! As muslim parents we are going to be held responsible for everything that we teach (and don’t teach) our children, be it good or bad. We have gathered some of the most common parenting mistakes: 1) Giving the little child too much freedom and choices and being strict to the teenager Small children get overwhelmed by always given many choices, but as they grow up they get used to it and it is difficult for them to deal with strictness when they get older. In many muslim families teenagers have too many strict rules, while they have been given many choices and freedom as a child. This creates many barriers between the teenager and the parents, and many the times the teenager end up...
Ramadan is here to bring us closer to our Rabb. But are we achieving the optimal potential of this month? We have gathered some tips for you on how you can become productive this Ramadan! 1. Make your intentions clear for yourself Every action is upon its intention, and each intention will be rewarded by Allah Almighty if it is for the sake of Allah. ‘Ibn Abbas reported: The Messenger of Allah, peace and blessings be upon him, related from his Lord the Blessed and Exalted: “Verily, Allah has recorded good and bad deeds and he made them clear. Whoever intends to perform a good deed but does not do it, then Allah will record it as a complete good deed. If he intends to do it and does so, then Allah the Exalted will record it as ten good deeds up to seven hundred times as much or even m...
Behre deedar mushtaq hai har nazar Dono aalam ke Sarkar aa jayiye Chandni raat hai aur pichla pahar Dono aalam ke Sarkar aa jayiye Ab toh aa jayiye ab toh aa jayiye Sidratul muntaha arsho baagh e iram Hr jaga par chuke hain nishane qadam Ab to ik baar apne ghulamo k ghr dono alam k sarkar ajaiye Ab to ajaiye ab to ajaiye Mere gulshan ko ik baar mehkaiye Apne jalwo ki baarish me nahalaiye Deeda e Shauk ko kijiye paarwar Dono aalam ke Sarkar aa jayiye Ab toh aa jayiye ab toh aa jayiye Saamne jalwagar Paikar e Noor ho Munkiro ka bi Sarkaar shak door ho Karke tabdeel ik din Libaas e Bashar Dono aalam ke Sarkar aa jayiye Ab toh aa jayiye ab toh aa jayiye Shaam e umeed ka ab sawera huwa Suu e Taiba nigaho me dera huwa Bichh gaye raah me farsh Qalb o Jjigar Dono aalam ke Sarkar aa jayiye Ab toh a...
Tajdale main qurban teri shan par Sab ki bighri banana tera kaam hai Thokare kha ke girna mera kaam hai Har qadam par uthana tera kaam hai Tajdale… Thokare kha ke Tajwale main qurban teri shan par, Tajwale, tajwale tajwale Tajwale main qurban teri shan par Thokare kha ke girna mera kaam hai Har qadam par uthana tera kaam hai Saqiya jaan qurban tere jaam par Ho nigah e karam apne khudam par Chorh di ham ne kashti tere naam par Chorh di, chorh di, chorh di, chorh di Chorh di ham ne kashti tere naam par Ab kinare lagana tera kaam hai Thokare kha ke girna mera kaam hai Har qadam par uthana tera kaam hai Mori Sarkar sab ke tamana karo Har bikari ki data jo ki jholi bhar do Noor Taiba se rote tarapte hain jo Un ko dar par bulana tera kaam hai Saqiya jaan qurban… Tu ne katre ko dekha ...
Ya RasulaLlahi salamun ‘alayk, ya Habiba Llah salamun ‘alayk Anta shams ud-Duha, anta Badr ud-Duja Anta sadr ul-‘ula, anta noor ul-‘ula Ya RasulaLlahi salamun ‘alayk, ya Habiba Llah salamun ‘alayk Main to kya cheez houn, baadshah tajwar tere darbaar ki jaaliyan thaam kar Karte hain raat din iltijaein yehi maangte raat din hain duaein yehi Ya RasulaLlahi salamun ‘alayk, ya Habiba Llah salamun ‘alayk Dagmaun jo halaat ke samne, aey tera tasawur mujhe thamne Meri khushqismati main tera ummati, meri khushqismati main tera ummati Ya RasulaLlahi salamun ‘alayk, ya Habiba Llah salamun ‘alayk Mera kya kar sakegi bhambar mein bala naaz aap par ya Habib e khuda Aap ka naam lete hi bera mera Doobte doobte hi sambhal jaega Ya RasulaLlahi sala...